Description.
Dear friends trading main bahot sary trader aik strategy ke mutabik market ko har lamhe analysis karte rehte hain aur ek khaas entry point ka intezar karte Hain jab market ek strong entry point banati Hai Jahan se unhone trade leni hai bus use time hua trade lete hain aur unki trade taqreeban 80% profit Mein Hi jaati Hai kyunki yah indicators bahut hi helpful hai jo market ki situation ko samajhne ke liye kafi helpful hai aur is indicators ki badaulat trader ek sahi direction Mein trade kar padhte hain aur Forex a maximum profit book kar lete hain. trading main bahot importance rakhta hai her trader kisi na kisi indicator sy help ky ker forex market main trade kar raha hota hai tou isy faida hasil ho raha hota hai agar kisi indicator ko use kerny se continue loss ho raha ho toh aisi indicator ko use karna chor dena chahiye kisi new indicator sy trade continue karni chahiye. bahot acha indicator hai jis ko samajhna bhi itna mushkil nahi hai ky jab same indicator main strength decrease hona shuru ho jati hai tou hamain phir reverse order main trade open kerny ke liye ready ho jana chahiye aur kab strength centre line cross kar jati hai tou aesy time per usi direction main trade open ker ky achi earning hasil ki ja sakti hai.
MACD Indicator Predictions.
Dear friends trading main zeyada indicators charts mmain active key ja sakta hey aur indicator market ki movement ko zahir karta hai dono hi indicators ko powerful samjha jata hay aur traders market ki right direction ki movement ko judge karny me kamyab ho sakta hey. indicators ek reversal pattern ko show karta Hai jab aap market ki movement ko follow karte ho tab is indicators ka istemal jyada hota hai aur yah indicators current situation ko handle karne mein kafi helpful Hai kyunki bahut se expert aur professional trader is indicators ke sahare market ki direction aur uski movement ko acche tarike se analysis bhi kar padhte hain aur ek perfect direction mein trading pickup aate hain.
Define MACD indicator.
Dear friends MACD ko chart per jub apply kiya jata hai to price Ke Niche maujud Nahin window mein zaahir kiya jata hai is mein maujud Hamen dudh Raha ke indicators Nazar Aate Hain unmen 1 Tu MACD hota hai jo red aur blue do line Mein maujud Hota Hai Aur Ek dusre ko karte hue Nazar Aata Hai Aur dusra histogram hota hai jo green ufki line Mein Nazar Aata Hai histogram Hamesha zero level se upar niche Hota rahata Hai agar yah Upar ki taraf ho to yeh ab friend ko zaahir karta hai aur Agar yah niche ki taraf ho to yeh downtrend ko zaahir karta hai agar MACD line Ek dusre ko grass Karti Hain to sell or buy signals Dete Hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим