Define Relative Strength Index (RSI) & Details..!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Define Relative Strength Index (RSI) & Details..!
    Asslam.u.Aliakum Dosto...

    dear friends umeed hai ap sab theek hon gy dosto aj ham bat karne wale hain Relative Strength Index indicator k bare main dosto ye boht important indicator hai agr ap achi trading krna chahte ho to isko use kro iske bary main ap se kuch information share krta hn.


    Relative Strength Index (RSI) :

    dosto market main relative strength Index ik technical indicator hy is sy apko market main achi trades milti hain. ye aik technical Indicator hy jis sy ap market main overbought aur oversold k bary main achy tareqy sy btata hy. Is Indicator ka istemal bahot he asan hy aur hum asani sy market ko dekh sakty hain. Relative Strength Index (RSI) main jab downtrend hota hy aur market down ho rahe hotibhy isi tarha apko market main ye Indicator oversold k level pr indicate karta hy. Oversold aur overbought par ap is main trade kar sakty hain. Click image for larger version

Name:	images (6).png
Views:	26
Size:	12.0 کلوبائٹ
ID:	12551893

    Explanation:

    Dear member jaisy he Rsi line ko price chart per ploted kiya jata hai tu ham dakhty hain k jaisy he Rsi rise hota hai number and size ka positive closes increase hoti hai or is ka jab fall hota hai tab number or size loses increase hota hai es ky second part ki calculation ka jo result hota hai woh near hota hai 100 to 0 strongly trending market mai Jaise he ap Rsi chart ko above dakhty hain tu indicator overbought condition mai nazar ata hai or uptrend mai stay karta hai agar trend oversold condition mai hai tu es ka trend bhi downtrend hota hai es mai jo hamary new analyst hoty hain woh kafi ziada confuse ho jaty hain lakin es ki learning karny ky bad un ki confusion door ho jati hai.

    Description:

    Dear jab Rsi 30 level ko cross karta hai horizantal to ye us ka bullish sign hota hai or agar ye below the 70 level than ye bearish sign hota hai ham es ko dosry tariqy sy is trha dakhty hain k agar es ki value 70 or above hai tu ye overbought ya overvalued and ho sakta hai k ye reversal trend ya price ko pullback kar rha ho agar ye value 30 ya below ho tu ye oversold or undervalued condition mai hai. Click image for larger version

Name:	images (7).png
Views:	1
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12551894

    Trading With (RSI) :

    Overbought
    dear jab bhe market uptrend main movement karti hy to is main ap dekhty hain k RSI 70 k level par ponch jata hy to is situation ko overbought kaha jata hy. Aur is main aap sell ke trade laga sakty hain different Candlestick Pattern ko dekh k ap trade laga sakty hain. Ye sell ke trade ka indication hota hy. RSI k overbought hony par ap candlesticks ko dekh sakty hain air usk indication par ap trade kar sakty hain.

    Oversold
    dear jab market downtrend main movement karti hy to ap is main dekhty hain k RSI main apk pass 30 ka level hota hy is main oversold ka indication hota hy. Jab market 30 k level par jati hy to apko market main buy ke opportunity milti hy jis sy ap asani sy trade kar sakty hain. Ye indicator apko market k kisi bhe achy level sy oversold ke indication deta hy jis sy ap market k trend reversal ko dekh sakty hain aur buy ke trade laga sakty. Click image for larger version

Name:	images (8).png
Views:	1
Size:	24.1 کلوبائٹ
ID:	12551895
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Define Relative Strength Index (RSI) &amp; Details..!

    Dear forex members!
    rishtah daar taaqat Indux eyk Indicator hae jau Tekneki tajziyah meyn istemaal Hota is Sekeorti ki qiimat meyn had sey zeyaadah yaa kam qiimat Waly Halaat ka jaa ezah Lainy key Liye Sekeorti ki haaliyah qiimat ki Tabdeelion ki raftaar aur wusat ki paemaa ish kurta..
    ko sifar sey key Pemannay par eyk Line key tor par zaahir kya jaata yeh Ishare Jay Wales Scratch Junior nae taiyaar Kiye ham they aur usey Apni ki bunyaadi neyw in Tecnical Trading Systems meyn mutaarrif Kiraya
    zeyaadah Khareedi Huyi aur zeyaadah farokht shudah Sekeortez ki taraf ishaarah sey zeyaadah kaam yeh Aesi Sekeortez ki bhi Jhalliyaan Kar Sakta hae jau rujhaan ko tabdiil Karnay yaa qiimat meyn islaahi pallu Bek key Liye Prime Ho Sakti yeh Signal de Sakta hae keh kub khariidna aur beychna rawaayati tor yaa is sey uupar ki Reading zeyaadah Khareedi Huyi suurat e haal ki Jhalliyaan Karti yaa is sey niichey ki Reading zeyaadah farokht Honay waali haalat ki Jhalliyaan Karti eyk Indicator key tor rishtah daar taaqat ka ishaariyah in Dino meyn Security ki taaqat ka mowaaznah kurta hae jab Qeemtein kam Honay key Dino meyn Qeemtein Apni taaqat tak pahonch Jaati qiimat ki Kaarwayi sey is mowaaznah ka natiijah Taajron ko andaazah de Sakta hae keh Sekeorti ki Kar kardigi kaesey Hosakti Doosray Tekneki Ishare key saath Mil Kar istemaal kya jaata Hy Taajron ko behtar Bakhabar tijaarti Faislay Karnay meyn madad Kar Sakta
    is sey Taajron ko Rujhaanaat aur rujhaan ko tabdiil Karnay meyn madad Mil Sakti
    yeh zeyaadah Khareedi Huyi aur zeyaadah farokht shudah Sekeortez ki taraf ishaarah Kar Sakta
    yeh mukhtasar muddat key Taajron ko khariid o farokht key Signal faraaham Kar Sakta
    yeh eyk Tekneki Ishare hae Jesay Dusron key saath tijaarti hikmat ki hemaayat key Liye istemaal kya jaa Sakta ko sahiih Tareeqay sey Samajhne. samajhnay key Liye Sekeorti ka bunyaadi rujhaan janna zaruuri misaal key tor maruuf Market Sargoshee Si Em nae tajwiiz peysh ki keh aar Aeys Aayi ki jaanib sey uupar farokht Honay waali Reading shaayed sey Assi Jiayes Trend key dauraan zeyaadah Khareedi Gayi Reading sey bahot kam
    jaesa keh aap Mandarja zeyl Chart meyn Dekh Sakte niichey key key key bajaa ey key qariib pahonch jaata usey Taajron ki taraf sey zeyaadah qaabil etemaad tor par mandi key Halaat key tor par Dekha jaa Sakta

    bahot sey sar maayah kaar aur ki sath key dar miyaan eyk ufaqi Trend Line Banataye haen jab majmuui rujhaan aur ko behtar tor par Pohanchanay key Liye eyk mazbuut rujhaan maujuud Hota

    Doosri jab kisi Stock yaa Asasay ki qiimat tawiil Mudatti ufaqi yaa Trading meyn Ho mazbuut uupar ki taraf yaa niichey ki taraf rujhaan to zeyaadah Khareedi Huyi yaa zeyaadah farokht shudah ki Sathoon meyn tarmiim karna aam tor par ghaer zaruuri Hota
    rishtah daar taaqat ka ishaarah rujhaan saaz meyn itna qaabil etemaad nahiin hae jitna keh yeh tijaarti huduud meyn zeyaadah tar taajir Samjhtay haen keh ki taraf sey mazbuut uupar yaa niichey ki taraf Rujhaanaat meyn Diye ga ey Signal aksar ghalat Ho Sakte
    Shukriya!

    اب آن لائن

    Working...
    X