Risk Management Or Psychology Management in Forex....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk Management Or Psychology Management in Forex....
    Aslam u alaikum,

    Dear forex members umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members aaj main aapk sath forex trading main kaam karnay k liye 2 bahut on important factors k baray main discuss ko start karta hoon jin pay aap agar achi discuss kartay hain aur apnay achay openions daitay hain to ham is post ki help say bahut kuch new seekhaingay aur usk sath sath apni trading ko aur bhi ziata strong tareekay say profitable bana saktay hain, Mairay knowledge k mutabik risk manegemnt aur psychology management dono he bahut ziata important hain, ham in main say kisi aik ko bhi ignore nai kar saktay hain laikin aik baat pay hamko ziyata tawajo daitay huway market main kaam karna hoga k agar hamari psychology right hai to ham market main kaam kartay hwuay disciplined aur sabar say kamyabi ko hain kar sakta.


    Forex trading main agar hamari psychology theek hai to ham aik regular traders ban saktay hain jisko ham aik achi planning k sath achi profit main change karnay main success ho skatay hain qk agar trading main hamari psychology theek hai to ham market main trading k risk ko automatically correct hotay hwuay daikh saktay hain.

    Aye! chand aik mazeed highlights ki help say ham is problem ko solve karnay k liye discuss kartay hain.

    Risk management:

    Dear mairay knowledge k mutabik forex trading main risk management traders ko negative side say bacnay k liye use kia jata hai jis main agar traders iska use kartay hain k unka capital ziata aur big losses say bacha sakta hai, yeh aik alag baat hai k agar ham market main barra risk laitay hain to hamko trading main reward bhi big milnay k chance hain laikn agar wahi risk hamko loss daiga to hamko high loss ka samn akarna hoga.Risk management ko hamain trading main aik reasonable percentage k sath set kartay hwuay kaam karna hota hai jis main hamara risk 1%-2% k hisaab say per trade agar hoga to ham tab he risk ko manage karnay main kamyab ho saktay hain.

    Dear forex trading main jab ham trading kartay hain to agar ham us main psychology ka use nai kartay hain to ham yeh samjh saktay hain k ham apni trades main loss sirf apnay emotions bad habits aur greed ki wajha say kar rahay hain psychology aur agar ka permanent use kartay hain to na sirf ham aisi habbits say bach skatay hain balk hamko market main wo kuch milnay k chance increase ho saktay hain jinko follow kartay hwuay ham market main pro shop hur ban saktay hain.

اب آن لائن

Working...
X