Morning Doji-star Candlestick Pattern..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Morning Doji-star Candlestick Pattern..
    Morning Doji-star Candlestick Pattern:Morning doji-star candlestick pattern prices chart par sellers ki market main dilchaspi khatam hone aur market ka buyers k hathon main jane ka aik strong bullish trend reversal pattern hai, jo teen candles par mushtamil hota hai. Ye pattern prices k bottom par ya low prices area main banta hai. Ye pattern teen candles ka hone ki waja se single candle pattern ya double candles patterns ki nisbat ziada picheeda aur dilshasp hota hai. Ye pattern wese single day candle aur two days candlestick ki nisbat price chart pat bohut kam dekhte hen, lekin un ki nisbat ye karkardagi main ziada reliable hote hen.Click image for larger version

Name:	images (2) (213).jpeg
Views:	11
Size:	25.0 کلوبائٹ
ID:	12551821Candles Formation:Morning doji-star candlestick pattern ka shumar bhi bullish trend reversal pattern main hota hai, jo k prices k bottom ya bearish trend k baad banta hai. Morning doji-star candlestick pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;Click image for larger version

Name:	images (2) (214).jpeg
Views:	18
Size:	15.5 کلوبائٹ
ID:	12551822First Candle: Morning doji-star candlestick pattern ki pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k prices k sabeqa bearish trend ki alamat hoti hai. Ye candle color main black ya red hoti hai, jiss real body shadow ki nisbat ziada hota hai.Second Candle: Morning doji-star candlestick pattern ki dosri candle aik bagher wali doji candle hoti hai, jo ziada tar doji-star candle hoti hai. Ye candle small upper aur lower shadow k sath hoti hai, aur ye candle pehli bearish candle k bottom par banti hai, jiss ka open aur close same point par hota hai.Third Candle: Morning doji-star candlestick pattern ki teesri candle aik bullish candle banti hai, jo k sabeqa bearish trend ka khatema karke new bullish trend reversal ka sabab banti hai. Ye candle strong bullish candle hoti hai, jiss ka upper ya lower side par small wick ho sakti hai, lekin ye doji candle se above side par gap main banna chaheye.Explanation:Morning doji-star candlestick pattern price chart k bottom par ya bearish trend k baad banta hai, jo k teen candles par mushtamil hota hai. Pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k prices k bearish ya bottom trend ki alamat hoti hai. Ye candle aik strong position par hoti hai, jo prices ko downward push karti hai. Pattern ki dosri candle aik bagher real body wali doji candle hoti hai, jo k ziada tar aik doji-star candle hoti hai. Ye candle pehli candle k bottom par banti hai, aur ye candle wese to yahan par neutral role play karti hai, lekin iss ka shumar aik bullish candle k tawar kia jata hai. Pattern ki akhari candle aik bullish candle hoti hai, jo k dosri candle k top par banti hai. Ye candle bullish trend reversal ka kirdar ada karti hai.Trading:Morning doji-star candlestick pattern prices k bottom par banne ki waja se bullish trend reversal k leye aik strong signal deta hai, jiss par traders market main buy ki entry kar sakte hen. Pattern par trading karne se pehle traders k leye aik confirmation candle ki zarorat pare gi. Ye confirmation candle real body main bullish bhi honi chaheye aur teesri bullish candle k top par close bhi honi chaheye. Pattern k baad bearish candle banne se pattern par trading loss ka bahis ban sakti hai. Jab k pattern ki confirmation CCI, RSI, MACD indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value oversold zone main honi chaheye. Stop Loss pattern k sab se bottom par ya dosri candle k low price se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (473).png
Views:	2
Size:	20.1 کلوبائٹ
ID:	12551823
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Morning Doji-star Candlestick Pattern..

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Morning Doji-Star Candlestick Pattern


    Morning doji-star candlestick pattern aik strong bullish trend reversal pattern hai, jo teen candles par mushtamil hotta hai. Morning doji-star candlestick pattern main pehli candle aik strong bearish candle hoti hai, jiss ka baad aik doji candle hoti hai, jiss k baad aik long real body main bullish candle banti hai. Ye pattern dekhne main same bulkul "Bullish abandoned baby candlestick pattern" aur "Morning Star candlestick pattern" jaisa hi hai, lekin bearish aur bullish candle k darmeyan main banne wali candle aik doji candle hoti hai, jo k pehli candle se gap main below banti hai, aur dosre candlestick ka low doji candle k high ko touch karti hai.
    Click image for larger version

Name:	morning-star-doji-1024.jpg
Views:	1
Size:	63.5 کلوبائٹ
ID:	12416158

    Candles Formation


    Morning doji-star candlestick pattern main shamil teeno candles aik dosre se mukhtalif color aur formate main banti hai, ye candle apas main gap banati hai, jiss se market bearish trend se bullish trend main badal jata hai. Morning doji-star candlestick pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (2) (330).jpeg
Views:	18
Size:	15.5 کلوبائٹ
ID:	12416159

    1. First Candle: Bullish Morning doji-star candlestick pattern main shamil pehli candle bearish trend wali hoti hai, jiss ka color black ya red hotta hai, ye candle normal real body ki candle hoti hai. Jis ka close price open price se kam hota hai.

    2. Doji-Star Candle: Morning doji-star candlestick pattern ki dosree candle aik doji candle hoti hai, jo k bagher real body main hoti hai. Ye candle pehli bearish candle se below gap main banti hai, jo k ziada tar aik doji star candle hoti hai.

    3. Third Candle: Bullish Morning doji-star candlestick pattern ki teesri aur last candle aik real body long size ki bullish candle hoti hai, jo k dosree candle se above banti hai. Ye candle size main taqreeban pehli bearish candle k barabar ya uss k size k 50% se ziada bari ho sakti hai.

    Explanation

    Morning doji-star candlestick pattern trading k dowran strong bullish trend reversal ka signal deta hai, agar ye pattern low prices ya downtrend main banta hai. Pattern teen mukhtalif qisam k candles par mushtamil hota hai, jo k bearish trend k baad paya jata hai. Ye pattern dekhne main bulkul " Bullish Abandoned Baby candlestick pattern" ya "Morning Star candlestick pattern" jaisa hota hai, lekin darmeyan main doji candle ka pehle candle se gap main banne ki waja se ye unn pattern se mukhtalif ho jata hai. Pattern ki pehli candle bearish hoti hai, jo k bearish trend ki alamat hoti hai, jab k baad main aik doji star candle banti hai, jis ka open aur close bearish candle se below gap main hota hai. Last par aik bullish candle hoti hai, jo k bearish candle k parallel aur doji candle se above main banti hai. Ye candle prices k trend reversal main aham kiradar ada karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (702).png
Views:	5
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12416160

    Trading

    Morning doji-star candlestick pattern market main bearish trend main banne ki waja se strong bullish trend reversal ka signal deta hai, jo k trader k leye market main buy ki entry ki opportunity peda karti hai. Pattern k leye zarori hai k prices low price ya downtrend main ho. Pattern par market main entry karnne se pehle trend confirmation candle ya kisi reliable indicator ka istemal zarror karen. Aggar teesri bullish candle k baad aik aur bullish candle banti hai to ye area market main buy ki entry ka signal deta hai. Stop Loss pattern k sab se lowest position ya doji candle k low price se aik do point lower par set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (703).png
Views:	19
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	12416157
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Morning Doji-star Candlestick Pattern..

      cash market or symphonious examples kea hota ha
      presentation.


      individuals yah theme entehae ahim ha donu ke drmiyan ka farq murmur ne janna ha ke kss trha murmur symphonious example or money market ko smjh smkty han icc ki subtleties mn taSveer b di gae han agr murmur smjh len zyda behtr rahy ga.



      Well known Harmonic Chart Patterns
      1 The ABCD Patterns
      2. The Bat Patterns
      3. The Gartley Patterns
      4. The Carb Patterns
      5. The Sharp Patterns
      6. The Butterfly Patterns
      7. The Deep Patterns


      simple Pyar dost ho aaj fundamental ine Upar dekar design message Chande ki wajahat Karunga aur uske uncovered mein aap Logon ke sath Jyada Se Jyada information share karunga

      The Bat Patterns

      designs gotli design se Milta julta Hai yah Ek restment Aur to sasur ka design hai jo use Waqt Tak Hota hit tak Koi ruzan RJ Taur per apni Sant ko tabdil karna Karta Hai lekin FIR Apne Asal Raste per Jari rahata hai yah aapko acchi kimat per market Mein dakhil sharpen ka mauka from Karta Hai bilkul ISI Tarah Jise design khatm ho jata hai aur Jahan Dobara Shuru Hota Hai designs Mein bat ka buniyadi Fark vah Hai Jahan yah Mukammal Hota hy Agar yah restrictment XA ke Munh ke half Hote Hain aap awful examples Ka Intezar kar sakte hain aur Iske terrible 20-3 move hoti hai jo 2.8% ho sakti hai jo NAD CD move hoti hai jo ki x Ek equivalent hai use bahut jyada ho sakti hai
      In certain moves oky complete sharpen ke terrible bedshep banti hai ismein tradership point se ijili exchange Le sakte hain aur Di point Tak SMS stop misfortune se thoda Upar hoga..

      The ABCD Patterns

      Dear companions is consonant example me sab sy asan design hai yeh design 3 developments or 4 focuses p mushtamil hota hai
      2 imprudent hoti hiaain or 1 remedial action hoti hai
      Pehli imprudent move AB hoti hai or phir remedial move hoti hai BC or phir indiscreet move la k ak design boycott jata hai

      Individuals tamam tar subtleties murmur ne ap ko btaa di ha stomach muscle ap ki mrzi agr achi trha parh ke carry out karen to hamary liye bahut acha rahy ga yah tamam tar consistent estemal lr skty han murmur shukrea

      اب آن لائن

      Working...
      X