What is standard deviation SD?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is standard deviation SD?
    What is standard deviation SD?



    Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat sy hongy dear members Aj mn apky sath "Standard Deviation" ki information share kronga. Trader's Market ki movement ko Forex Trading Market me judge karny k lehy kuch important indicators ko apni trading operations main include kar rahy hoty hein, tou "Standad Deviation" and "Mean" ko kuch indicators ki working main boht zada importance di ja rahi hoti hai.



    Click image for larger version

Name:	forexz3.png
Views:	1
Size:	4.6 کلوبائٹ
ID:	12551693

    Definition


    Mean / Average:



    Moving average indicator aur isky sath aur bhi kuch indicators average ki basis per trader’s ko outcomes deliver kar rahy hoty Hain. Essentially, ya indicator candlestick ki closing values ko sum Kar Kay number of candlesticks per divide krty Hain, iski Value ko Average or mean keh sakhty hain. Traders is Calculation ko number of candlesticks ki base per change bhi Kar sakhty Hain.



    Example:



    For example, agar trader last 20 candlesticks ki average lety hain tu wo totally change ho ge as related to, agar trader last 14 candlestick ki average laty Hain.



    Standard Deviation:



    Forex Trading Market mein jab trader Bollinger band indicator istamal krty Hain, tu us main standard deviation ki study karna zarori hota hai. Standard Deviation ki calculation karny Kay liye apko sab sa pehly Average / Mean ko calculate krna hota hai. Standard Deviation aur Average k knowledge ki base per ap boht achi trading kar k successful ho sakty hein.



    Calculation Method:



    Standard Deviation ki calculation easily done ho jati hai. Jab aap mean ki value ko each and every closing value sa perceive karty hain, mean ki value ko her closing values sa minus krty hain, or in values ko Total Kar Kay total number pa divide karty Hain, tu ap Kay pas’ Standard Deviation ki value a jati hai. For example, agar ap last five candlestick ki average lety hain, tu har candlestick ki value main sy mean ko notice karty Hain. Or each answer ko add Kar Kay 5 pa divide karny sy humy standard deviation ka result mil jata hai. Is method sy apki profit earning increase ho jati hai.


    Click image for larger version

Name:	forex2.png
Views:	1
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12551694


    Formula



    To calculate Standard Deviation:


    1-Calculate kary gy SMA for Period n.


    2-Subtract (minus) kary gy SMA value ko, step one from the Close for each of the past n Periods and square them.


    3-Sum the squares of the differences and divide by n.


    4-Calculate the square root of the result from Step 3.

    Click image for larger version

Name:	forex.png
Views:	1
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12551695


    SD = Sqrt [(Sum the ((Close for each of the past n Periods – n Period SMA for the current bar)^2))/ n]


    THANKS.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is standard deviation SD?

    Standard deviation ek statistical term ko refer aur show krta hai aur sath sath mein Price volatility ko bhe show krta hai kise bhe currency pair mein aur ye measure validly ke value ko bhe zahir krta hai aur iska effect closing price ke value per average ke hesab se acchi tarah padta hai yah kafi helpful tool se jis ka istelmal professional aur expert trader ka khas tur per krte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (28).png
Views:	2
Size:	15.8 کلوبائٹ
ID:	12415492

    Explanation:-

    Forex trading main jab hum log moving average indicator istamal karty han to is main auto pe standard deviation hota ha jo k auto pe set hota ha bad main ap is ko change kar sakty han standard deviation ka matlab ha k market aik khas limit tak move karti ha to us k hessab sy aik limit indicator ki bi ha jis pe indicator apni moving karta ha is ley humy chae ha hum jab bi trading karny to hum gy log behtar planning or strategy sy trading karny or is sy ache earning kar saken forex trading main moving average indicator ko hum different trha istamal kr skty han is ki apni marzi sy setting kar sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (30).png
Views:	5
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12415491

    Calculation:-

    Pehle hamy given periods ki average price find karna hoti hai. Har period ki hamy deviation estimate karna hoti hai. Phr har period ki deviation ka square find karna hota hai. Esk bad us squared deviation ka sum find karna hota hai. Es k bad en k sum ko total number of value sy divide karna hota hai. Ab hasil hony waly number ka square root find karyn to ye standard deviation kehlata hai.
    Standard deviation ko calculate karne ke liye aap bollinger band Mein Jab Apne chat par open Karte Hain To usmein aap per band aur lower Bande Ko 2.5 per divide Karenge to aap ismein paas Jo value Hogi vah standard deviation key value Hogi iski calculation Kr k aap ismein aasani se apni trade Lga sakte hain aur uske apna profit asani sy le sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (29).png
Views:	3
Size:	4.8 کلوبائٹ
ID:	12415490

    اب آن لائن

    Working...
    X