Bullish dividing linesIntroduction:
Aslam o alaikum,
forex members umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear friends Bullish Separating lines pattern i do mukhalif candles (black and white) ka istemal hota hai yes to continue the trend k leye jana jata hai. Pehle aik black candle hoti hai, jis k bad aik white candle hoti hai. White candle ki aik hososeyat ye hai k ye candle Belt-Hold candle (two candle jis me candle ka open position aur low point same ho) hoti hai. Is pattern ki aik dosri aur aham hososeyat ye hai k am I white candle candle ki bhi same open position hoti hai yes black candle ki open position hoti hai.
Pattern ki Pehchan ka Qayeda:
Chonkeh Bullish Separating Lines aik trend continuation pattern hai, is waja se pehle market me up-trend ka hona zarori hai.Bullish Separating Lines pattern to candles on mushtamil hoga, is me pehli candle black honi chaheye.
2. banne wali candle White Belt-Hold candle hongi. White Belt-Hold candle wo candle hoti hai, jis me open position aur low point to same hota hai lekin candle ka closing point high to qareeb hota hai. Lazmi nahi k mukamal high ho.Pehli candle ki open price dosri candle ki open price k same position pe hona chaheye.
Pattern ki Tafseel
Bullish dividing lines pattern aik continuation ya tasalsul ka pattern hai, yes do mukhalif colors ki candles par mushtamil hhota hai. Ye trend high price area ya bullish trend me banta hai, yes to current market me uptrend k jari hone ki alamat hai. Bullish dividing line pattern me white candle ki ahmeyat ziana hoti hai, q k aik to ye candle White Belt-Hold candle hoti hai, dosri is candle ki open price aur black candle ki open price same hoti hai. Asal me black candle k close position aur white candle k open k darmeyan gap banta hai, lekin humen is waja se feel nahi, q k dono candles k open position same line pe hote hen. White candle ki real body zaror honi chaheye, aur zaiya tar ye candle apne high position k qareeb near hoti hai.Pattern for trading
Trend aik mazbot bull continuation ka signal de raha hota hai. Trend confirmation ki zarorat nahi hai, q k white candle ki alamaat khareedaron ki market me power zahir kar raha hota hai. White candle to bad buy signal genrate hoga, jabkeh; Stop loss black candle ki near pe hoga position.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим