What is Alligator's indicator?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Alligator's indicator?
    Introduction


    Assalamu alaikum dear forex friends kaise hain aap sab ummid hai khairiyat se honge aur forex trading business mein apni acchi working quality ki vajah se achcha profit hasil kar rahe honge dear jab aap forest trading business mein kam karti hai to different important indicators ko find out karte Hain to aapko bahut achcha advantage hasil hota hai isiliye aapko profitable trading karne ke liye acche platform per invite kiya jata hai aaj main aapko ek bahut hi indicator jisko aap elegator indicator ki kahate Hain uske bare mein kuchh important baten share karun aur main ummid Karti Hun ki yah information aapko is indicator ko samajhne mein bahut jyada madad degi aur agar aap is information ke mutabik market ko analysis karte hue apna koi bhi order place karenge to aapko achcha profit hasil hoga.
    Click image for larger version

Name:	download (5).png
Views:	8
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12551650

    Alligator indicator:

    Dear friends alligator indicator ek bahut hi important indicator hai yah ek aisa indicator hai jo aapko multiple moving average ki base per Apne faisle karne ke liye bahut important information Deta hai jab aap market mein jyada se jyada advantage hasil karne ke liye different platforms ko find karte hain to uski base per aap apne faisle kar rahe hote hain isiliye aapko indicator important role play karta hai aapki acchi decision making mein.


    Developer of Alligator indicator:

    Alligator indicators "Bill Williams" ne banaya tha alligator ka istemal current prices ke rojhanat aur unki basic Simt ko find out karne ke liye Kiya jata hai current situation ki alava professional traders different situations mein dakhil hone ke liye alligator indicator ka istemal karte Hain asal mein yah dekhne ki indicator line ka ek majma hai jo fractional geometry aur non linear dynamics ka istemal karte Hain ismein teen basic lines ke naam se jaane jaate Hain.
    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	4
Size:	15.9 کلوبائٹ
ID:	12551651

    Red Line (Alligator teeth):

    Alligator indicator mein aapko teen different lines najar aati hai jo ki aapko sabse important red color ki line hoti hai jo aapko elegator ke teeth show kar rahi hoti hai. Asal mein iski important information ki base per hi aapko trading Karni hoti hai aur ismein aapko different moving average ki base per entry lekar hi achcha profit mil sakta hai.

    Blue Line (Alligator Jaws):

    Study karte Hain to ismein aapko jo blue line najar aati hai usko alligator jaws ka naam Diya jata hai aur yah line aapko important information deti hai ki isko kaise market ki situation ko samajhte hue trading ki ja sakti hai.

    Green Line (Alligator lips):

    Dear friends jab aap alligator indicator ki lines ko study karte Hain to green colour ki jo line aapko najar aati hai usko alligator mouth ka naam Diya jata hai ya alligator lips kaha jata hai iski base per bhi aap market mein acchi entry Le sakte hain aur yah bhi aapko achcha profit hasil karne mein bahut jyada madad deti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	2
Size:	8.9 کلوبائٹ
ID:	12551652

    Alligator Indicator k sath trading techniqueAlligator


    indicator convergnce or divergence relationship apply krta hai trading signal ko build krny mn. is ma jo indicator ki jaga par turn banti hai wo slow hoti hai or lip par banany wly turn fastest hoty hain.Ye trader ki help krta hai trend ko malom krny mn. Ye indicator impulse or corrective wave ki information bhi dta hai. But ye tool best work krta hai jb ye momentum indicator sy combine ho gata ha. Jb indicator ki 3no lines apas ma mix ho jti hai to cris cross bn jata ha aesa tb hota hai jb market ki condition choppy hoti hai. Is time par indicator sleeping state ma hota hai. Ye indicator ka ik major draw back hai.


    Alligator Indicator MT4


    m dosry indicator k sath istimalAlligator Indicator Momentum Indicator combination say best result deta hay alligator indicator 3 lines pay mushtamil hota hay jo prices kay char par charhi huwi nazar ati hy. aor traders ko trend ki presence aor aiski direction ki conformation karnay men help karnay kelye banai gai hay. Alligator indicator traders ko tasalsul aor islahi lehar ki tashkel men bhi help kar sata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Alligator's indicator?

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Alligator Indicator


    Alligator indicator aik trend following indicator hai jis ko aik mashahoor financial market psychologist Bill William ne 1995 me banaya tha. Chonkeh is indicator k mutabiq qeematen aik magar-mach ki shap banati hai, is waja se is ko Alligator indicator kaha jata hai. Alligator indicator k mutabiq financial market me qeematen soif 15% se 30% tak hi low ya high jati hai, yani in percentage me hi sirf prices ya to bullish trend pe hoti hai aur ya bearish trend pe hoti hai, jab k baqi 70% se le kar 85% tak qeematen sideways movement pe ya trend pe hoti hai yani market chuppy rehti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (23).jpeg
Views:	4
Size:	27.0 کلوبائٹ
ID:	12440910

    Alligator Indicator and Moving Averages



    Alligator indicator me smoothed moving averages ki simple moving average k sath calculate kia jata hai. Moving averages pe indicator calculation karke market ki qeematon ka result nikalta hai. Alligator indicator three 5,8 aur 13 time period k moving averages ka istemal hota hai.

    Alligator Indicator ka kaam ka tareeqa



    Alligator indicator bhi alligator yani magar-mach ki tarah kaam karta hai. Jis tarah se magar mach ziada waqat k leye sleeping mode me hota hai aur shikar kabhi kabhi karta hai, to is indicator ka bhi same function hai k is indicator me ziada tar market sideways ya sleeping mode me hota hai. Lekin jab magar mach kuch waqat k leye shikar karta hai, to us k leye apan mon (mouth) kholta hai, to indicator bhi market me kuch hi waqat k leye active hota hai, aur trend ko bullish ya bearish move karwata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (21).jpeg
Views:	1
Size:	47.9 کلوبائٹ
ID:	12440911

    Alligator Indicator Lines Information


    Alligator indicator mein qeematen teen lines pe mushtamil hote hai:

    1. Jaw
    2. Teeth
    3. Lips



    Click image for larger version

Name:	images (19).jpeg
Views:	15
Size:	26.4 کلوبائٹ
ID:	12440912

    Jaw Line



    Jaisa k aik alligator ka jaw sab se mazbot hisa hota hai, isi tarah se is indicator me jaw line sab se strong line hai. Jaw line ka breakout baqi lines ki nisbat sab se mushkil hai, q k is me ziada time period ka moving average 13 periods ka istemal hota hai. Jaw line ka mazbot hona is waja se hai q k is me jo moving average ki value istemal hoti hai wo baqi lines ki nisbat ziada time period ki hoti hai.

    Teeth Line



    Teeth line Jaw line jaise mazbot to nahi hoti hai lekin pher bhi ye Lips line se ziada strong hoti hai. Teeth line me darmeyana time period ka yani 8 time periods ka moving average istemal hote hen, is waja se ye line jaw line se kamzor hoti hai.

    Lips Line



    Lips line sab se kamzor qeematon wali line hoti hai jis me sab se kam time period ka yani 5 time period ka moving average istemal hota hai, is waja se ye line baar baar breakout hoti rehti hai. Lekin is line ka istemal dosre lines k sath bohut ahmeyat ikhteyar kar jati hai.

    Indicator k lines ka open aur close hona


    Alligator indicator me lines k aik dosre se k darmeyan faisele ki bohut ahmeyat hai, jab bhi lines open position me hoti hai, to us sorat me market bhi trend me hoti hai, leki agar lines ki position aik dosre k close hoti hai to us sorat me market sideways movement me hoti hai.
    Alligator indicator Convergence-divergence k rules regulations k mutabiq signal jari karta hai. Alligator indicator me Jaw line ki movement sab se slow aur Lips line ki movement sab se tez hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (24).jpeg
Views:	4
Size:	66.0 کلوبائٹ
ID:	12440914

    Trading



    Alligator indicator me lines ki position hi humen buy ya sell ka signal deta hai. Agar alligator indicator me Jaw line baqi do line se nechay ho, yani teeth line darmeyan me ho, aur lips line sab se uper ho, to is sorat me market bullish trend me hoga. Bullish trend me traders market me buy ki entry kar sakte hen.
    Lekin agar alligator indicator me istemal hone wali lines ki behaviour is se opposite ho, yani Jaw line uper ko chali jaye aur teeth line datmeyan same ho jab k lips line sab se nechay a jaye to us sorat me market sell position k leye thek hogi.
    Agar alligator indicator ki lines aik dosre k qreeb hon aur apas me mixup ho rahe hon ya teeth line nechay ya upper ho to us sorat me market chuppy condition ya sideways trend me hogi. Jitna lines k darmeyan faisela ziada hota jayega, trend ki movement bhi us hisab se tez hogi.

    Click image for larger version

Name:	images (22).jpeg
Views:	9
Size:	35.8 کلوبائٹ
ID:	12440913
    • #3 Collapse

      Re: What is Alligator's indicator?

      What is alligator

      Assalaam.alimum dear forex member umeed karta hun k ap thee hun gay or achy tariqy sy apna kaam kar rhy hun gay aj ka hamara topic hai alligator indicator jo k hamari trend ko follow karny mai help karta hai tu aye mazeed es ko detail ky sath study karny ki koshish karty hain olemz alligator indicator .jisay williams indicator ya alligator indicator bhi kha jata hay aik techqnique tajzeh tool hay jisay aap forex trading men rujhan ke tashkel ke shanakht kay leay astamal kr sktay hen. as ka bneade mqsd rjhanat ko tlash krna aor aap ke gher mulke currency ke tijart kay mumkinah dakhlay aor kharje raston ka taen krna hay.
      asharay ko american musanif bl williams nay tear kea tha jis nay as kay baray men pahle bar 1995 mai likha tha.


      Click image for larger version

Name:	download (1).jpeg
Views:	7
Size:	11.9 کلوبائٹ
ID:	12440920

      How alligator indicator work

      Dear member bahoot say dosray rujhanat kay tijarte asharay ke trh alligator indicator aek chart pr mukhtalif moving average (MAs) ke mansuba bnde kr kay kam krta hay. ten hrkt pzer aost astamal keay jatay hen aor hr aek ’mchhle kay aek hisay ke nmaendge krta hay aek nele lker jbrray ke nmaendge krte hay aek surkh lker danton ke nmaendge krte hay aor aek sbz lker honton ke nmaendge krte hay. yh phlay say tay shdh range hen aor aksr tjarte plate farm pr apne marzi kay mutabiq keay ja sktay hen.
      Alligator indicator ka hisab kitab dakhen

      Click image for larger version

Name:	1644820317244.jpg
Views:	2
Size:	24.5 کلوبائٹ
ID:	12440919
      Indicator kay kam karnay kay tareqay ko mundarjah zel tshbeh ka astamal krtay hoeay smjhaea ja skta hay. jb mgrmchh ka jbrra dant aor hont bnd hotay hen (chlte hoee aost lkeren aaps men jrre hote hen) as ka mtlb hay kh oh thka hoa hay ya so rha hay yh tb hota hay jb bht say tajr pozeshn lenay say grez krtay hen kiyun keh rujhan bht kamzor hay.
      magrmchh jitne der sota hay atna he bhoka hota jata hay .jab woh bedar hota hay to oh rechhon aor belon ka shkar krnay kay leay tear hota hay magrmachh apnay jbrray kholta hay (laenen khlte hen aor aopr ya nechay ke trf jate hen) aor as waqt tk khata hay jab tak keh woh so nhi jaeay.
      to ab magarmachh ke khanay men dilchaspe khatam ho gee hay aor woh aaram kay leay apna munh bnd kr leta hay (laenen aek dosray kay qreb jate hen) yh as waqt hota hay jb kchh tajr apne pozeshnz ko bnd krtay hen agr anhon nay mnafa kmaea hay kiyunkeh aopr ya nechay ke trf rjhan rk gea hay.

      Trading with alligator indicator

      Dear member alligator indicator ka istamal kartay hoeay forex trade krnay kay leay malomat kay ten ahm tareko ko dekh kr start Karen jo yh paish krta hay. aap an ko apne forex trading hikmat amle kay hisay kay tor pr astamal kr sktay hen

      * market kay rujhan ka fuqdan . jb sabz، surkh aor nele lakeren aek dosray kay bht qreb hon ya aaps men jurre hon.

      * rujhan ke tashkeel*.jb surkh aor nelay rung ke hrkt pzere aost aek he smt men ja rhe hote hay to sabz hrkt pzere aost an say gzrte hay aor tenon aek he smt men ja kr khtm hote hen.

      * rujhan ke semat*. aek rujhan sirf as waqt mojod hota hay jb ten laenen mtoaze hrkt krte hon. agr sbz lker srkh lker kay aopr hay aor srkh lker nele lker kay aopr hay to aopr ka rjhan hay. agr laenon ke tarteb ko alt dea jaeay to (nelay aopr، srkh drmeane، sbz nechay) market nechay kay rjhan men hay. jb laenen chorre hote hen to yh rjhan ke tsdeq krte hay
      hmaray sath aap CFDs jesay mshtqat ka astamal kr kay forex trade kr sktay hen CFDs leorejd prodkts hen.js ka mtlb hay kh aap bneade asason ke mlket kay bgher qemt kay aopr ya nechay ke trf tjart kr sktay hen.
      aap deposit ka astamal krtay hoay bhe apne pozeshn khol sktay hen . jsay marjn khtay hen jo trading kay doran dakhlay ke lagt ko km kr skta hay. tahm، marjn pr tjart azafe khtray kay sath aate hay، kiyunkh aap apnay abtdaee deposit say zeadh kho sktay hen as ke wajah yh hay kh aap ko ab bhe tjart ke pore qemt ke nmae'sh mlay ge، aor aap ka nfa aor nqsan donon pore qemt pr mbne hen.
      Last edited by ; 12-01-2023, 08:44 AM.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: What is Alligator's indicator?


        Defination of Alligators indicator
        Aoa brothers

        trading business mein apni acchi working quality ki vajah se achcha profit hasil kar rahe honge dear jab aap forest trading business mein kam karti mportant indicator hai yah ek aisa indicator hai jo aapko multiple moving average ki base per Apne faisle karne ke liye bahut important information Deta hai jab aap market mein jyada se jyada advantage hasil karne ke liye different platforms ko find karte hain to uski base per aap apne faisle kar rahe hote hain isiliye aapko psychologist Bill William ne 1995 me banaya tha. Chonkeh is indicator k mutabiq qeematen aik magar-mach ki shap banati hai, is waja se is ko Alligator indicator kaha jata hai. Alligator indicator k mutabiq financial market me qeematen soif 15% se 30% tak hi low ya high jati hai, yani in percentage me hi sirf prices ya to bullishtarah indicator important role play karta hai aapki acchi decision making mein.to different important indicators ko find out karte Hain to aapko bahut achcha advantage hasil hota hai isiliye aapko profitable tradinge rojhanat aur unki basic Simt ko find out karne ke liye Kiya jata hai current situation ki alava professional traders different situations mein dakhil hone ke liye alligator indicator ka istemal karte Hain asal mein yah dekhne ki indicator line ka ek majma hai jo fractional geometry aur non linear dynamics ka istemal karte Hain ismein teen basic lines ke karne ke liye acche platform per invite kiya jata hai aaj main aapko ek bahut hi indicator jisko aap elegator indicator ki kahate Hain uske bare mein kuchh important baten share karun aur main ummid Karti Hun ki yah information aapko is indicator ko samajhne mein bahut jyada madad degi aur agar aap is information ke mutabik market ko analysis karte hue apna koi bhi order place karenge to aapko achcha profit hasil hoga
        Role in trading
        Ye indicator impulse or corrective wave ki information bhi dta hai. But ye tool best work krta hai jb ye momentum financial market psychologist Bill William ne 1995 me banaya tha. Chonkeh is indicator k mutabiq qeematen aik magar-mach ki shap banati hai, is waja se is ko Alligator indicator kaha jata hai. Alligator indicator k mutabiq financial market me qeematen soif 15% se 30% tak hi low ya high jati hai, yani in percentage me hi sirf prices ya to bullishtarah se magar mach ziada waqat k leye sleeping mode me hota hai aur shikar kabhi kabhi karta hai, bahut achcha advantage hasil hota hai isiliye aapko profitable tradinge rojhanat aur unki basic Simt ko find out karne ke liye Kiya jata hai current situation ki alava professional traders different situations mein dakhil hone ke to is indicator ka bhi same function hai k is indicator me ziada tar market sideways ya sleeping mode me hota hai. Lekin jab magar mach kuch waqat k leye shikar karta hai, to us k leye apan mon (mouth) kholta hai, to indicator bhi market me kuch hi waqat k leye active hota hai, aur trend ko bullish ya bearish move karwata hai. trend pe h indicator sy combine ho gata ha. Jb indicator ki 3no lines apas ma mix ho jti hai to cris cross bn jata ha aesa tb hota hai jb market ki condition choppy hoti hai. Is time par indicator sleeping state ma hota hai. Ye indicator ka ik major draw back

        Formation and its identification
        darmeyan faisele ki bohut ahmeyat hai, jab bhi lines open position me hoti hai, to us sorat me market bhi trend me hoti hai, leki agar lines ki trend ko bullish ya bearish move karwata hai. trend pe h indicator sy combine ho gata ha. Jb indicator ki lines apas ma mix ho jti hai to cris cross bn jata ha aesa tb hota hai jb market ki condition choppy hoti hai. Is time par indicator sleeping state ma hota hai. Ye indicator ka ik major draw back hai. position aik dosre k close hoti hai to us sorat me market sideways movement me hoti hai.Alligator indicator liye acche platform per invite kiya jata hai aaj main aapko ek bahut hi indicator jisko aap elegator indicator ki kahate Hain uske bare mein kuchh important baten share karun aur main ummid Karti Hun ki yah information aapko is indicator ko samajhne mein bahut jyada madad degi aur agar aap is information ke mutabik market ko analysis karte hue apna koi bhi order place karenge to aapko achcha profit hasil hoga Convergence-divergence k rules regulations k mutabiq signal jari karta hai. Alligator indicator me Jaw line ki movement sab se slow aur Lips line ki movement sab se tez hoti he

        اب آن لائن

        Working...
        X