HAMMER AND INVERTED HAMMER
AoA members
aap jante hain ke forex me bohat se pattern hain jin main bohat he kam difrence hota hai magar woh chart main muktlaf tarah se kam karty hain jaisa ke hammer or inverted hammer main fark sirf yah hay ke hammer ke shadow shadow jab ke inverted hammer ke uper shadow main farq hota hay. Aj hm issi farq pr bat krein ge.
(tmam tasviren mazid wazahat k lye hein)
Similarity Of Patterns
Members bazahir alag alag nazar ane wale in 2 patterns main aik bat similar hote hay ke ye dono pattern he down stream main trend change hone ka ishra dety hain.
jab bhe in pattern main se koi aik pattern banta hay to trader cnfrmation pr entry kr late hain.
How to Confirm ke Different Point
hammer or inverted hammer main entry lane ke liye hme is bat ka khayal rakhna parta hay ke jab bhe price high point ko crossover na kar lay tab tak trade me entry nahe lay sakte hammer ke mukable inverted hammer ke entry zara uper bante hay jis ke liye confirmition kay liye trader ko intazar karna par sakta hay
STOP LOSS RELATION
Jaisa ke intre main fark hay is he tarah hammer or inverted hammer main stop loss me b fark hota hay. inverted hammer ka stop loss hammer ka mulabil kam hota hay.
Ye hmari trf se. Agr ap kch add krna chahen to reply thread zror krein.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим