Aslam u alaikum,
Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members forex market main achi trading karnay k liye har aik traders achi say achi techniques ko use kartay hwuay market ki movement ko asaan bana kar achi trading say profit ko mumkin banatay hain, range trading strategie aik bahut he populat technique hai jisko follow kartay hwuay bahut saray traders trading say faida hasil kartay hain.
What is Range Trading:
Dear, mairay knowledge k mutabik jab forex market ki trading main prices ki movements slow ho jaty hain aur wo trends main run karna stop kar daity hain to tab hamaray samnay wahi prices range trading kehlaty hain, jinko samjhnay aur follow karnay k liye traders ko chart main supports aur resistances k levels ki help say trading start karna hoty hai aur wo tab he aisi situations say market main faida hasil kartay hain.
Identifying the Range:
Dear, mairay knowledge k mutabik jab market supports aur resistances levels ka darmiyan movements ko continue karty hai to tab hamaray liye is baat ko smajna asaan hai k us wakt market range movements main hai, jab market d1 k time frame main range karty hai to tab har us traders k liye ziada tar faida hasil karnay k moukay hotay hain jink pass is market ko smajhnay ka sahi knowledge hota hai aur tab wo sahi faida hasil bhi kartay hain. Supports aur resistances k levels ko break honay ki confirmations k liye ham achay indicators ka agar use kartay hain to ham unk perfect breakout say market say acha faida aur achi trading ko time k sath pick aur exit kar saktay hain.
Managing Risks:
Dear, jab ham market ki range ko identify karnay main kamyab ho jatay hain aur ham clear kar chukkay hotay hain to tab hamaray liye sab say ziada better yahi hota hai k hamain market main kaam karnay k liye uska risk manage karna chaye jis say hamary har aik trade say hamko hamaray account k hisaab say loss aur profit hasil karnay ka knowledge bhi ham hasil kartay jayengay, jab kisi support ya resistance level ko market k break karty hai to tab ham bhi apnay risk k hisaab say profit aur loss hasil karnay k baad range say apnay orders ko close kar daingay jo hamara risk ko manegement main devide kar dainge.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим