Stochastic indicator in forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stochastic indicator in forex
    Asslam O Alaikum!
    Dear members, aaj hum jis topic ko discuss kr rhy hn wo hai stochastic indicator in forex market aiye hm is k bary mai maloomat hasil krty hain.

    Introduction.
    Forex market main trading karnay k liye stochastic oscillator indicator aik momentum indicato hai jis say price main trend reversal ko identified kiya jata hai . stochastic oscillator indicator indicator ka sahi aur perfect work tab start hota hai jab price aik range area say nikal kar trend reversal ko start karty hai , jaisay k jab prices oversold hoty hain ya chart pay overbought hoty hain tab yeh prices ko count kartay huway chart pay aisa signal show karta hai jis say traders market main aik idea hasil kartay huway entry laitay hain aur jo traders already entrd hotay hain wo is main say exit laitay hain . stochastic oscillator indicator dusray range indicators ki tarha work karta hai jaisay k RSI aur Williams percent R , is indicator ka use traders 0 percent say lay kar 100 % tak kartay hain jab prices chart pay O level pay hoty hain tab prices ko oversold kaha jata hai aur chart pay best buy ka signal show honay say market main buy entry ko open kiya jata hai , aur jab chart pay prices 100 levels pay hoty hain aur indicator overbought ka signal show hota hai tab traders k liye is indicator ko follow kartay huwya sell ki opportunity opens hoty hain aur traders k liye best sell ka signal hota hai jahan say prices fall hona start hoty hain .
    Click image for larger version

Name:	download (2).jpeg
Views:	16
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12551481

    Stochastic kia hoty hain.
    Stochastic indicator aik momentum indicator hai jo k trends ki weekeness aur strongest ko zahir karta hai . Yeh indicator chart pay prices k overbought aur oversold honay ko bhi zahir karta hai bahut ziada charts pay is indicator ki help say prices pay entry aur exit laina bahut ziada easy hai . Main personally tour pay is indicator ko use karta hoon qk is indicator ki help say price k backtesting ko find out karna bahut ziada mufeed bhi hai aur easy bhi hota hai .

    Trading.
    stochastic indicator ko follow kartay huway charts pay trading karna bahut ziada easy aur faida mand hota hai , jab chart pay prices 80 levels k ooper hoty hain aur stochastic indicator 100 levels k bilkul kareeb hota hai tab prices ko sell karnay ka best time hota hai traders prices ko kisi resistance levels say sell kar saktay hain . stochastic indicator jab 20 level k neechay aur O level k kareeb hota hai tab prices chart pay oversold ho rahi hoty hain ya ho chuki hoty hain unko buy kiya ja sakta hai jo k aik better opportunity hoty hai . Agar is formlla k tehat prices ko sell ya buy kiya jaye to is indicator say traders acha faida bhi hasil kar saktay hain aur sath prices k overbought aur oversold honay ki momentum ko bhi calculate kiya ja sakta hai .

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stochastic indicator in forex

    Forex market main trading karnay k liye stochastic oscillator indicator aik momentum indicato hai jis say price main trend reversal ko identified kiya jata hai . stochastic oscillator indicator indicator ka sahi aur perfect work tab start hota hai jab price aik range area say nikal kar trend reversal ko start karty hai , jaisay k jab prices oversold hoty hain ya chart pay overbought hoty hain tab yeh prices ko count kartay huway chart pay aisa signal show karta hai jis say traders market main aik idea hasil kartay huway entry laitay hain aur jo traders already entrd hotay hain wo is main say exit laitay hain . stochastic oscillator indicator dusray range indicators ki tarha work karta hai jaisay k RSI aur Williams percent R , is indicator ka use traders 0 percent say lay kar 100 % tak kartay hain jab prices chart pay O level pay hoty hain tab prices ko oversold kaha jata hai aur chart pay best buy ka signal show honay say market main buy entry ko open kiya jata hai , aur jab chart pay prices 100 levels pay hoty hain aur indicator overbought ka signal show hota hai tab traders k liye is indicator ko follow kartay huwya sell ki opportunity opens hoty hain aur traders k liye best sell ka signal hota hai jahan say prices fall hona start hoty hain .
    Name: download (2).jpeg Views: 2 Size: 13.0 KB

    Stochastic kia hoty hain.
    Stochastic indicator aik momentum indicator hai jo k trends ki weekeness aur strongest ko zahir karta hai . Yeh indicator chart pay prices k overbought aur oversold honay ko bhi zahir karta hai bahut ziada charts pay is indicator ki help say prices pay entry aur exit laina bahut ziada easy hai . Main personally tour pay is indicator ko use karta hoon qk is indicator ki help say price k backtesting ko find out karna bahut ziada mufeed bhi hai aur easy bhi hota hai .

    Trading.
    stochastic indicator ko follow kartay huway charts pay trading karna bahut ziada easy aur faida mand hota hai , jab chart pay prices 80 levels k ooper hoty hain aur stochastic indicator 100 levels k bilkul kareeb hota hai tab prices ko sell karnay ka best time hota hai traders prices ko kisi resistance levels say sell kar saktay hain . stochastic indicator jab 20 level k neechay aur O level k kareeb hota hai tab prices chart pay oversold ho rahi hoty hain ya ho chuki hoty hain unko buy kiya ja sakta hai jo k aik better opportunity hoty hai . Agar is formlla k tehat prices ko sell ya buy kiya jaye to is indicator say traders acha faida bhi hasil kar saktay hain aur sath prices k overbought aur oversold honay ki momentum

    اب آن لائن

    Working...
    X