High Liquidity Zonn Ke Mutabik Trading:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    High Liquidity Zonn Ke Mutabik Trading:
    High Liquidity Zonn Ke Mutabik Trading:


    Introduction:

    Asslam O Alaikum
    Dosto aaj ka hamara jo topic hay woh hai High Liquidity Zone par mustamil jis main ham samjhainge ke High Liquidity Zone ke mutabik munafa bakhsh trading kaise karain to ayye aapne aaj ke topic ke janib chalte hain

    Under Discussion Points
    Dosto darje zail points par hum detail ke sath discus karaingeayse five points hain jin par hamain is topic main discuss karainge

    1 High Liquidity Zone
    2 High Liquidity Zone In Major Level
    3 Identification Of High Liquidity Zone
    4 Tradeing with High Liquidity Zon

    Click image for larger version

Name:	hihg.png
Views:	1
Size:	5.4 کلوبائٹ
ID:	12551447

    High Liquidity Zone
    Forex trading chart main ek esa specified area jis point pr market voltatality bht ziyada hoti hai us area ko ap forex trading market main high liquidity zone k nam sy jtny hain jb ap different zone ko carefully focus krty hain to maximum profit hasil krny k liye high liquidity maximum advantages hasil kr skty hain..



    High Liquidity Zone In Major Level
    Forex market main jb high liquidity zone ki identification kr rhay hoty hain to ye humsha ek major support level pr or major resistance level pr honi chahiye q k jb ap minor level pr eski find out kren gye to ye apko ziyada target ni dy skti jb market main major level pr ap ko high liquidity zone available hota hai to ais main ap ko bht achi entries mil skti hai ais liye perfect entry k liye ap ko high liquidity zone ko recognize krna hota hai..

    Click image for larger version

Name:	high2.jpeg
Views:	1
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12551448

    Identification Of High Liquidity Zone
    Forex trading main jjb market msin ek strong support levellevel or strong resistance level ki breakout hoti hai to us k bd jb market main maximum of volume dkhny ko milta hai to tb apko forex matket main bht ziyada liquidity available ho rhe hoti hai..

    Tradeing with High Liquidity Zone
    Forex trading main koi shak ni hai k jb market main maximum profit hasil krny kk liye enter ho rhay hoty hain to apap ko market main maximum advantages bhi available hony k sath sath ziyada lossloss bhi ho skta hai q k trade main kuch pta ni lagta market kb reverse movement start kr dy high liquidity zone main ap ko bht ziyada carefully ko k trade leni hoti hai q k ap ki wrong entry ap k liye dangerous ho skti hai ais liye huny strong analysis k bd he trade main entry leni chahiye otherwise ni.

    Click image for larger version

Name:	high.jpeg
Views:	1
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12551449

    THANKS.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: High Liquidity Zonn Ke Mutabik Trading:

    Dear member Jab aap market mein entry lete Hain to is purpose ke liye aapko hamesha ek aise area ki selection karna hoti hai jismein aapko jyada se jyada profit Ho definitely Jab aap market mein ek acchi position se entry lete hain to usmein aapko profit hone ke bahut jyada chances hote hain aur nuksan hone ki chances bahut minimise ho jaate Hain isliye Jab aap market mein apni entry le rahe hote hain to aapko bhi careful rahana hota hai aur apni working ko jyada se jyada profit table banane ke liye kuchh important factors ko apni trading mein shamil karna hota hai bad mein aapse ek bahut hi important information share karne ja raha hun.

    What is Zone

    Dear jab aap market mein high liquidity zone ki definition ko study karte Hain to sabse pahle aapko zone ka completely Idea hona chahie zone basically ek aisa area hota hai jismein aapko market ki movement se related kuchh important information available hoti hain Jab aap ek special zone ko study karte hain to ismein aapko yah Idea milta hai ki is area mein market ki movement kitni jyada ho sakti hai kuchh aise Jon hote hain jismein market ki movement minimum hoti hai aur kuchh aise Jon hote hain jismein market ki movement bahut jyada hoti hai jabki kuchh aise Jon hote hain jismein market ki movement bilkul zero hoti hai aur aise zone per aapko trade karne se avoid karna hota hai.

    High Liquidity Area

    Jab aap market mein high liquidity area ko study karte hain to ismein aapko yah information available hoti hai ki ismein market ki movement bahut jyada expected hoti hai aur is area ki kuchh important factor hote hain aur iske kuchh important science hote hain jinki base per aap market mein entry Le sakte hain aur apne profit ko increase kar sakte hain Jab aap market mein high liquidity zone ko study karte hain to ismein aapko market ke movement kuchh time frames mein bahut jyada nazar ah Rahi hoti hai jo aapko yah indicate kar rahi hoti hai ki yah area bahut jyada high liquidity wala hai aur ismein aapko bahut achcha profit mil sakta hai lekin aisi condition mein aapko hamesha be careful pi rahana hota hai kyunki Agar aapki trade is area mein open hui hai aur Market aapki against ja Rahi hai to aisi condition mein market bahut jyada tezi se movement karti hai aur aapko bahut nuksan bhi ho sakta hai.

    Importance

    Definitely market mein jitne bhi factors available hote hain unki different occasions per bahut jyada importance hoti hai isliye aapko hamesha different occasions ki base per different factors ko focus karna hota hai aur accordingly decision making karna hoti hai Jab tak aap market mein acchi tarah kamyabi hasil nahin kar lete hain use time tak aap market mein acchi tarah apni identification nahin kar sakte hain.

    Zone Trading

    Jab aap market mein high liquidity zone per hi trading karna chahte hain to definittely iski identification aur interpretation ki details ka idea hota hai ismein aapko sabse pahle is area ki identification karna hoti hai aur accordingly trade karna hoti hai Jab aap is area ki identification complete kar lete hain to usmein aapko bahut acchi entry mil sakti hai aisi condition mein aapko hamesha bahut jyada fayda hasil karne ke liye iski identification ki complete details aur iski interpretation ka idea hasil karna hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: High Liquidity Zonn Ke Mutabik Trading:

      aslam o alikum dear forex trader kya hal hai umeed krta ho ky ap sub khariat se ho gy aur forex fourm mein khoub mojeen kr rhy ho gy aur aj ka jo hamra topic hai wo hai high liquidity zonn ky mutabik trading kesi hoti hai ab osi ko dekhty haen.
      What is Liquidity
      liquidity describes the extent to which an asset can b e bought and sold quickly and at stable prices and converted to cash liquidity reers to how quickly aur ye what cost one can sell aur dosra asset wheter that is a financial asset such as a stock or a real asset such as a commercial building ko contrl krta hai agar ye asset whoese true or fundamental value aur one can instantly convert that asset into cash or cash equivalent hota hai ye think of the market for that asset as perfetly liquid.
      of course ye asal mein perfectly tour per liquid market is rarely observed in the world liquidity is also used to measure how quickly a buyer of an asset can convert cash into that tangible asset hota hai jo is ko contrl krta rehta hai asal mein ye perfectly liquid market someone who is looking to buy an asset whose fundamental value hoti hai jis ko ye control krta hai it will be able to purchase that asset instantly for exactly aur rreceive it instantly hota hai ye measure of h ow many buyers and sellers aur present aur eheter transactiona can take place easily hoti haen.

      اب آن لائن

      Working...
      X