Ap ka forex mai sab se bara dushman kon hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex trading mein koi aik nhi ap ki kafi sari cheezain hain jo loss ka sabab ban sakti hain,
    1) greedy approch
    2)out of control emotion
    3)lake of experience
    4)confused mind
    5)overconfidence
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      jee my dear ap na bhot thek kha ha ky forex me bhot zayd dushman ha our main to wo ha jo humara account ko wash karva data ha our ap ko bath do ky wo ha greddy jo hum ko forex me rhana nahi dathy ah
      • #18 Collapse

        g forex me to humkhud apne ap k dushman he or ager hum apni galtion se sekhe gay to hum phir he kaamyab ho payen gay or hum 100% kamyab ho sakte he or mera to ye he kehna he ap azma ker dekhe
        • #19 Collapse

          dear meray hayaal me forex me tradr ka sub se berha dushmen laalech ha jo k tradr ki common mistake ha jis ne hamaisha traders k accounts zero kiay han .kiun k jub bi hum market ki ups and down tazi daikhtay han to laalech se trades open kertay han jo k loss ki weja benti han
          • #20 Collapse

            deasr yahn ap apny khud kay dhusman hain ap ko apny ap ko apny mind ko bhut satisfy kern hotaha ha kay agar loss hotah tto ya ak prt ha is ka or soch smjh ker daikh dailkhker kamkerna ha or jo learn ki aha uussi per ammal ker kay trade kernai ha
            • #21 Collapse

              dear main jab bhi Forex trading karta hoon to us main sab se pehlay apnay aap ko clear mind and from upset karta hoon aur phr apnay aap ko greedy honay se bachata hoon aur phr is main trading start karta hoon. aur greedy hona sab se bara dushman hota hay trading main,.
              • #22 Collapse

                meri nazar mai forex mai jo appka sub say bara dushman hota hai woh hai lalch .jis ki wajha say app apna earn kiya howa paysa hi ganwa deytay ho
                • #23 Collapse

                  forex men har trader ka sub sy bara dushman greed he, kai log greed men aak ghalt traidng kar dety hen jis sy unhen bht bara loss ho jata he, is lye emotions per control rakhen or trading karen,
                  • #24 Collapse

                    hamra forex main sub say bar dushman hamr aapni lalach hain ager hum isko control krle to hum buhat kamyab honge aur zyada zyada earn krsknge
                    • #25 Collapse

                      well mjhy lagta hai k hamara forex mai sub say bara dushman hamari mistakes say hamain kuch nhe seekhna h aur unhain ignore kar daina h,agar hum waqae mai apni mistakes say seekhny lagain to hum successful trader ban jaen
                      • #26 Collapse

                        sab se bara dushman emotions per control kabhi kabhi aur lalach hai hamara sab se bara dushman is per control bohat zaruri hai
                        • #27 Collapse

                          forex trading main mera aur sab ka sab sy bara dusman greed aur emotional tarding hai ager ap ko forex trading sucess ky sath work kerna hai u in dono bato ko chorna he ho ga ap ko
                          • #28 Collapse

                            my dear friend forex ma humra sb se bara duman hy lalach hum jb lalach ma ate he to hum bht se trade open kar date he aur bht si trade jab open hoti he to hum chate he k hum bht profit gain karn us bht profit ki chaker ma humara account wash ho jata hy huma chaye huma acha trade banan hy to hum is ma without lalach kam karn
                            • #29 Collapse

                              insan ka sub sy bara dushmain us kie apni soch ha, ham is soch sy galat fasly bhe karty han aur theek bhe mager is main wo fasly forex main zayda hoty han jo hamain loss daty han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex trading mai hamara sub se bara dushman loss hota hai hum ko is dushma ka safay ker dena chahye demo account mai practis ker ke

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X