Ap ka forex mai sab se bara dushman kon hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    mera forex trading me sab se bara dushman me khud tasawer karta ho wo is tara ke jabe lose hony ki sorat me us loss se sabaq nahi sekhta ke yeh loss akkher howaha to ku howa ha....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      jesa k sab h ko malloom hai k forex pak me humara dhusman kon hai lalach ager ap k dil me lalch ajaye to ap ko tatal loss hota jaye ga is lie mhutat rahen.
         
      • #603 Collapse

        forex main loss aur greed dono he mere dushman hain. loss ka itna dukh ni hota jitna greed ki waja se loss ka hota hai. meri advice hai k greed se jitna ho sakta hai bachain.
        • #604 Collapse

          Over trading is one of the biggest problem and therefore i have many times i have lost money.. and now i am trying for control on myself.. because if i will never control on my emotion so then i will be fail..
          • #605 Collapse

            dear main to forex main apna sab sy bara dushman greed ko samjti hun. ye greed he hai jo hum sy wrong faisly karwati hai. aur humain is waja sy kafi loss hota hai. is liye humain greed sy avoid karna chahiye.
            • #606 Collapse

              Business mein dushmin ho to wo business ni rehta ek jung bn jata ha agr knowledge ho r smjh kr trading kr to loss ni hota
              • #607 Collapse

                Forex trading men bhe hamaray jazbaat or lalach he hamari sub se bari dushman hai.. apni lalach or jazbaat pe qaabu krakh k hum forex trading men bht ziada kamyaabiyan hasil kr k ek kamyaab trader bannay ka khuwaab such kr saktay hain!
                • #608 Collapse

                  mera forex mei sub se bara dushman greed hai .. mera hi meray kheyal se baki sub trader ko b ... humhe greed se avoid karna chayie .. greed humhe loss ki taraf le kar jata hai .. forex mei subur se kam lene wala he kamyab hota hai
                  • #609 Collapse

                    oss har business mein hota hai humhy dil chota nahii karna chahiyeh humhy dubara try karnaa chhaiyeh aur bohat carefully karna chahiyeh qk app pheley hi loss kar chukey hoty ho aur dubara loss afford nahi kar skaty ..... brother hamy apny losses pay control karna ho ga and jasy jasy ham loss ko control karny lagyn gay ham achi trade karny lag jayn gay and means hamara experience acha ho raha ho ga eshi waja say to loss b kam ho raha ho ga jo kay trading kay leay acha point hy so we should learn from our mistakes and stop our losses
                    • #610 Collapse

                      mera ab tak to koi dushman nai hai forex main han ek tarhan say dekha jaye to lalach jo hai wo is waqt mari sub say bari dushman hai nd main koshish kar rahe hun us say bachny ki
                      • #611 Collapse

                        mera ab tak to koi dushman nai hai forex main han ek tarhan say dekha jaye to lalach jo hai wo is waqt mari sub say bari dushman hai nd main koshish kar rahe hun us say bachny ki
                        • #612 Collapse

                          Jaisa kay forex mai kuch logo ko loss huta hai tu people ki special mistake ki waja se huta hai ya wo greedy hute hain ya jazbat par qaboo nahi pa sakte tu ap ka forex mai sab se bara dushman kon hai?
                          • #613 Collapse

                            mere liye meri mistakes hi meri sab se bari dushman hain kiu kay jab bhi mai forex mai loose karta hu tu wo meri apni hi kisi repeated mistake ki waja se huta hai aur already mai us ki waja se loss kar chuka huta hun but us se seekhta nai hun
                            • #614 Collapse

                              forex trading main ap ka lalach hi ap kay liya sab sa bura ur bara dushman hay.............q kay es ki wja sa ap lose ki traf jana lagta hain............ur ap ki taraqi nuqsan banti jaati hay........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                Forex me hum khud apny boss hoty hain kiun kay decision or planning or orders humen khud ko hi decide karny hoty hain. Forex me hamara greed or hamara wrong decision hamara sab se bara enemy hai or humen apny enemy ko apny upar hawi nahi hony dena chahiay. Khud ko greed sa bachana chahiay forex trading jaisy business me.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X