Ap ka forex mai sab se bara dushman kon hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: MuneebArain
    forex k trading main hum apne dushman khud hote han harmra greed hi apna dushman hota ha is ko rok kar agar ap trading krn ge to ap k trade achi gye gi...............
    main apki bat sy 100% satisafied hun hum forex main apny dushman aap hain or ye hamara lalach hi hy jis ki waja sy hum loss kr letay hain apna agar hum araam araam sy chalain to aesa kabhi nahi hoga or forex konsa kahi bhaagay ja raha hy jo hum jald bazi kr rhay hain forex bhi yahi hy or hum bhi aap din main 7$ (dollars) kama liya krain aap k lia best hy...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      bhi ap ka sawal bohet ache he me as se agree hu forex me dushman to koye nye hey yee to ap ke mahnat pr depand krta hey k ap ketna forex me mind or ketna trading kr sakty hey as lya ap ko chiye k forex me ache se ache trading seko jis se ap ko los nye hu
      • #798 Collapse

        forex trading business mai mera sab say bara dushman greed hai koinkay forex trading business mai agar ham greed kary gy to phir hamy loss ho ga koinkay greed is curse
        • #799 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
          Jaisa kay forex mai kuch logo ko loss huta hai tu us ki special mistake ki waja se huta hai ya wo greedy hute hain ya jazbat par qaboo nahi pa sakte tu ap ka forex mai sab se bara dushman kon hai?
          Well the biggest enemy of mine in forex business is my greedy attitude and not controlling my emotions while trade in real accoount, due to these reason i loose my money two times in this business, i am unable to control both of things in forex business, and both are my biggest enemy.
          • #800 Collapse

            Lalach or jaazbath dono hi bhot bare dushman hote hai hame kamiyabi ki taraf barrne se rokte hai to agar hum ko acha trader or kamiyab hona hai to in cheezo se bach ke rahna hoga tab hi ja ke kamiyabi mil sakti hai warni iski saza to aapko miligi nuksaan ki surath mei.
            • #801 Collapse

              my dear friend, every human is emotional, and some times emotions make our loss,. so my enemy is emotional trading,we should control our emotions while trading and we should relaxed before trading,
              • #802 Collapse

                mera koe dushman nahi hai forex main magar is main loss sirf aik waja sey hota hai k jab ap ki trade ulti chal jae aur isi ko daikh kar trade karni chahiye.
                • #803 Collapse

                  Dear Forex Pakistan ma humra sub sa bhara dushman loss ha ku as leya huma as sa bauchana chayia aro huma loss sa bauchna ka leya Forex Pakistan ka rules ko follow krna chayia aro kabi be question ka answer as sa hat kr na da aro comments ma copy past na kara to ap ko loss nahi ho ga to dear Forex ma humra sub sa bhara dusman loss ha as sa huma bauchana chayia aro profit hasal krna chayia.
                  • #804 Collapse

                    g han bilkul greed hi no doubt ap ka sab se bara dushman hai lekin uskay peche bhi ap ki bht si ghaltian ho sakti hain or phir loss hone kay bad apko mayosi boht zyada hoti hai jis ki waja se ap puri tarah concentrate nhen ker pate.
                    • #805 Collapse

                      forex trade main hum ko ak he cheaz buhat loss main la jati hai wo hamri greed hai big profit ki jo big loss karwati hai hum say trade main
                      • #806 Collapse

                        g ap ne baat bukhat hi briya khi hai .....jaha tk dushman ki baat hai to real may ap ka koi dushman nai hota ......balky ap apny ap k dushman hoty hai ...jo k apny ap pr control nai kr skty ......aur jazbaat,,,,greed se trading krty hai .....aur result lose.....
                        • #807 Collapse

                          ge bhai jan main aap ki baat say mukamal itefaak karta hon forex trading main loss ki bari baja greed or emotions he hain yahe traders ki bari dushman hain hamesha planing or risk:reward k sath trading karni chaiye.
                          • #808 Collapse

                            Dear sir forex trading main hamara sab say bara dushman greedy and emotional ho kar trade lagana hay, humain market ki movement ko watch kar kay and fresh mind ho kar lot lagani chahayie, to hi earning kar saktay hain.
                            • #809 Collapse

                              jaha tak mera nazeria hai misktake hi bari dushman hai forex business kiu k eni k waja se loss hota hai forex business jb bhi koe mistake ho gi loss confrom ho jaye ga forex business ma expert hi profit aksr krtay hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                main samjhta hun keh forex main hamara sab se bara dushman greedy bana hey aur apne emotions par control na karna hota hey aur jo koi bhi aisa karta hey usko is main loss hi hota hey.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X