Ap ka forex mai sab se bara dushman kon hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    meray khayal mein tou mein yeh samjaht hoon k humein forex tarding busienss mein jo cheez ziyada ter loss de sakti hai woh greed aur emotion hai iss se humein bach ker hi trade ko kerna chahiye .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      mara forex trading ma sab sa bara dushmin geeding ha kyo ka ma kabi kabi greeding ka shekar ho jata ho jis ki waja sa mujy kafi zayda loss hota ha kafi zayda trader is ma yahi mistak karta a jin ki waja sa un ko loss hota ha.
      • #378 Collapse

        meray khayal mein tou greed hi hamara sab se bara dushmin hai iss se humein ziyada loss ho sakta hai iss liaye humein apni tarde k ogreed k saath nahi kerna chahiye tah k loss se bach sakein.
         
        • #379 Collapse

          jo trading seekhna ta nai aur dosar is ko kara ta ai forex ma light ja tu be dushman hai forex good for you people can doing this working in home there are many people doing this work
          • #380 Collapse

            I think little learning is the main enemy of the forex market. Forex is the most complicated business where we can get more money if we want . Forex is the name of best business..........
            • #381 Collapse

              Agar hum sincierly yahan par kaam na kraien tou hum he apnay sab sy baray dusman hain .. so we must show our loyality here..
              • #382 Collapse

                mera dushman to main samjhti hun kay patience ka na hona hay kun kay mujhay jab bhi loss hua hay patience kay na honay ki waja say hua hay jald bazi main galt trading open kar bethti hun or loss ho jata hay.
                • #383 Collapse

                  forex is the form here you can do that is really wel trading here ou and your trading housing in the form here you can...........
                  • #384 Collapse

                    Trader ka sub sy bara dushman
                    greed he , kai log greed men aak ghalt traidng
                    kar dety hen jis sy unhen bht bara loss ho
                    jata he , is lye emotions per control rakhen or
                    trading kare
                    • #385 Collapse

                      MY dear forex mein sab say bara hamara dushman greed hota hai agar app market ko follow kar kay apna order sell ya buy karey to bhi galt mashwara de dete hain ap agar greed nahin karen ge app ki har trad bhi galt mashwara de dete hain ap agar greed nahin karen ge yei natural feeling hy kaam k duran a jate.
                      • #386 Collapse

                        dost meri kheal se forex trade business me humara sub se barha dusman hai greed agar app is greed ko control na kar sake to app tradrde business me kabhi bhi kamyb nehi ho sakenge so apko is greed ko control rakh kar trade karna chayee
                        • #387 Collapse

                          main na takreeban 1 sal sa Forex main kam kia howa ha our har bar mara dusma Forex trading main koi our nhi mara kud ka emotion ha main trading main abhi tak apna emotion ko control nhi kar paye hon .
                          • #388 Collapse

                            dushman tou shayad app kucd hi hongay agar app apny app py qabu pa lain tou achi bat ho gi loss aur profit chalta rehta hai apny uper bharosa karain aur samjhain forex ko yahan gussa aur lalach app ka dushman ho sakhta hai
                            • #389 Collapse

                              in forex trading greedy is the main enemy of ours . if we become so greedy in forex trading business we may loss in forex trading . so avoid greedy in forex trading to gain profit from forex trading .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                forex tarding aik bohat hi risky business hi jis main log sirf greed ki waje se apni raqeem ka loss ker lete hain agar ap ko iss main kamybi hasil ekrni hi toa p ko iss main proper learning ekrni ho gi then hi ap ko kamybi ho gi
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X