High wave candle
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    High wave candle
    High Wave Candles

    *Asalam o alaikum*
    What does a high wave candle mean?

    The High wave pattern indicates that market changes are rapid, just as most candles have long shadows. This could put the current trend in jeopardy. The significance of the candle, like in so many other examples, is highly dependent on the market setting.
    Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko acche analysis ke sath kam karna hota hai aur Market Mein different methods se apni learning ko complete karna hota hai agar aap market Mein different important analysis per completely study Karte Hain To aap is market Mein maximum advantages Hasil kar sakte hain isliye aapko Koshish Karna Hogi ki aap ismein Jyada Se Jyada acche experience ke sath kam Karen aur apne analysis ko strong Karen main aaj aapse bahut hi important information share karungi jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai High wave candlestick pattern kya hai Ham is per Kaise kam Karke trading Mein kamyabi Hasil kar sakte hain.

    What is High Wave Candlesticks Pattren?

    Forex market Mein Jab Ham working kar rahe hote hain to usmein candlestick bar chart Ki nisbat Is wajah Se Jyada Pasand ki Jaati Hai Kyunki yah candle Unki nisbat bahut jyada information rakhti Hai time frame Ko Jab aap open close Low aur high price dekhte hain Jab Ke candidate open close aur Low high bulliss bhi Dikhati Hai candlestick se chai single ho ya tadad mein jyada ho Inki information Jyada reliable hoti hai Jisko analysis Se Jyada Pasand Karte Hain Highway candle take bhi single candle hoti hai jo ki amuman ek natural candle tasawar ki Jaati Hai yah candle small real body Mein Hoti Hai Jiska upper aur lower side per long Shadow Hota Hai.


    Identifying High Wave Candlesticks Pattren
    Forex market mein highway candlestick a woman price Dikhai Deti Hai Kyunki yah Ek natural candle shumer Hoti Hai yah candle ek hi time mein market Mein buyers aur seller Se Ki equal strangeness ka Ishara karti hai jo price ko ek Khas position mein kam rakhti hai candle ki formation aapko mil rahi hoti hain Highway candlestick price Ke Darmiyan Mein ziadatar natural Hoti Hai Jab Ke bottom aur top per trend reversal Ki Sali Yad rakhti hai Yeh candle Ek Saman real body Mein Hoti Hai Jab ki Jay candle single hone ki vajah se bullish aur bearish donon Tarah Se ho sakti hain.
    Click image for larger version

Name:	images (11).png
Views:	1
Size:	3.0 کلوبائٹ
ID:	12551423
    Candle ke upper aur lower side per long Shadow hota hai jo Ke donon Side per size mein equal hoti hai dear Highway candle small real body Mein upper aur lower side per long Shadow Ka Hota Hai yah candle bullish aur bear Is donon Tarah Se ho sakti hain Jab Ke candles ki real body se upper aur Lo side per equally long Shadow Hote Hain Jab Bhi stock ki price per selected time frame ke mutabik pahle ek side Se Jyada pressure pad jata hai aur bad Mein dusri taraf se sem pressure padta hai to use condition Mein Highway candle Banti Hain.

    High wave Trading

    Forex trading Mein Jab Ham successful Hona Chahte Hain To usmein High wave candle take single candle pattern hone ki vajah se traders ke liye wave ya single Nahin Deti Hai Aur khaskar sideway market Mein To yah invalid ya natural candle Hoti Hai yah candle price ke top ya bottom mein thodi bahut Mujhe Sar ho sakti hai but uske liye bhi confirmation Ka Hona important hai candles ki trading se pahle market Mein long term ki time Prem Mein select karne ke bad price ke top ya bottom position dekhne Ke Uske bad Kuchh indicator Jaise indicator aur oscillator Se Bhi ki Ja sakti hai.
    Click image for larger version

Name:	images (10).png
Views:	4
Size:	11.0 کلوبائٹ
ID:	12551427

    High wave forex trading Mein Jab Ham risky kam Karte Hain To usmein Hamen bahut jyada loss bhi ho sakta hai iske liye Hamen Apne law se bachne ke liye account mein stop last ko Jarur set karna chahie stop last Jab Ham trading Mein set kar lete hain To Ham Apne account ko manage Karke Apne acchi arning kar sakte hain isliye Jab Bhi candlesticks Highway Mein ban rahi hoti hai to usmein bio se jo sellers ki market mein jyada pressure ki vajah se candles ki donon taraf Lamba Shadow ban jata hai Highway candle Dekhne Mein sem spinning top candle Jaisi hoti hai but Uske Apar Lohar side ka schedule length mein bahut jyada hota hai jisse donon candles Ke Darmiyan bahut different a jata hai.
    Click image for larger version

Name:	images (10).jpeg
Views:	19
Size:	20.5 کلوبائٹ
ID:	12551429
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    High Wave Candlestick Pattern
    High wave candlestick mein prices k trend reversal k asarat kam hone k bawajood bhi aik perfect candle k tawar par kaam karti hai. Japanese candlesticks baar chart ki nisbat iss waja se ziada pasand ki jati hai, q k ye candles un ki nisbat bohut ziada information reakhti hai. Baar chart aik timeframe ka open, close, low aur high prices dekhate hen, jab k candlestick open, close, low, high, bullish, bearish aur neutral values bhi dekhate hen. Candlesticks chahay single hon ya tadad main ziada hon, innki information ziada reliable hoti hai, jiss ko analyst ziada pasand karte hen. Haigh wave candle bhi aik single candle hoti hai, jo k umoman aik neutral candle tasawar ki jati hai. Ye candle small real body main hoti hai, jiss ka upper aur lower sides par long shadow hota hai.
    Candles Formation
    High wave candles umoman prices main ziada tar dekhaye dete hen, q k ye aik neutral candle shumar hoti hai. Ye candle aik hi waqat main market main buyers aur sellers ki equal taqat ki akasi karti hai, jo prices ko aik kahs position par mutehkam rakhti hai. Candle ki formation darjazzel tarah se hoti hai; High Wave Candle: High wave candlestick prices k darmeyan main ziada tar neutral hoti hai, jab k bottom aur top prices par trend reversal ki salaheyat rakhti hai. Ye candle aik small real body main hoti hai, jab k ye candle single hone ki waja se bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai. Candle k upper aur lower sides par long shadow hota hai, jo k dono sides par size main equal hota hai.
    Explaination
    High wave candlestick aik small real body main upper aur lower sidea par long shadow ki hoti hai. Ye candle bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai, jab k candle ki real body se upper aur lower sides par equally long shadows hote hen. Jab bhi stock ki prices par selected timeframe k mutabiq pehle aik side se ziada pressure par jata hai aur baad main dosri taraf se same pressure parta hai, to uss sorat main high wave candle banti hai, lekin buyers aur sellers ki market main ziada pressure ki waja se candle ki dono taraf lamba shadow ban jata hai. High wave candle dekhne main same Spinning top candle jaise hoti hai, lekin iss k upper aur lower sides ka shadow length main bohut ziada hota hai, jiss se dono candles k darmeyan bohut wazih faraq a jata hai.
    Trading
    High wave candlestick single candle pattern honne ki waja se traders k leye wazih signal nahi deta hai, aur khas kar sideways market main to ye invalid ya neutral candle hoti hai. Ye candle prices k top ya bottom main main thori bohut moasar ho sakti hai, lekin uss k leye bhi confirmation ka hona zarori hai. Candle ki trading se pehle market main long term ki timeframe select karnw k baad prices k top ya bottom position dekh len. Uss k baad kuch indicators jaise CCI indicator aur stochastic oscillator par value dekh len jo k overbought ya oversold zone main hona zarori hai. Candle par trading ziada riski hai, iss waja se Stop Loss candle k bottom ya top se two pips below ya above set karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      High Wave Candlestick Pattern ek neutral pattern hai jo price volatility aur uncertainty ko indicate karta hai. Yeh pattern bullish ya bearish trend reversal ko nahi indicate karta, balki market mein indecision ya equilibrium ke baare mein information deta hai. **Explanation of High Wave Candlestick Pattern**: High Wave pattern mein ek single candlestick hota hai jiska body chhota hota hai aur upper aur lower shadows dono zyada lambi hoti hain. Yeh pattern typically choppy ya volatile market conditions ko indicate karta hai, jahan price ka movement uncertain hota hai aur buyers aur sellers mein equilibrium rehta hai. **Iqsam (Types) of High Wave Candlestick Pattern**: High Wave pattern ka ek basic form hota hai. Iske variations bhi ho sakte hain lekin pattern ka overall structure similar rehta hai. **Characteristics of High Wave Candlestick Pattern**:
      • - High Wave pattern mein candlestick ka body chhota hota hai.
      • - Upper aur lower shadows dono zyada lambi hoti hain.
      • - Price movement choppy aur uncertain hota hai, jisse indecision reflect hoti hai.
      **Benefits (Fawaid) of High Wave Candlestick Pattern**:
      • - High Wave pattern traders ko choppy market conditions aur price volatility ke baare mein information deta hai.
      • - Is pattern se traders breakout aur breakdown points identify kar sakte hain.
      • - Market sentiment aur price direction ke better understanding ke liye istemal kiya ja sakta hai.
      **Drawbacks (Nuqsan) of High Wave Candlestick Pattern**:
      • - Yeh pattern trend reversal ko accurate nahi indicate karta, isliye interpretation challenging ho sakta hai.
      • - Is pattern mein false signals ka possibility rehta hai, khaaskar choppy markets mein.
      **Conclusion**: High Wave Candlestick Pattern ek pattern hai jo choppy market conditions aur price volatility ke baare mein signal deta hai. Is pattern ko samajhne se pehle, traders ko confirmatory signals aur dusre technical analysis tools ka istemal karna chahiye. Market mein hone wali aur hone wale events ke madd-o-jazar se pehle, proper research aur analysis karna zaroori hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X