How to Use ZigZag Indicator for good profit.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to Use ZigZag Indicator for good profit.
    What is The Zigzag Indicator:



    Zigzag aik technical indicator hai jo chart pay price k sing high aur sing lo ko identified karnay main help karta hai. Is indicator ka propper use traders ko market ki accuracy ko ziada say ziada confirm karnay main bhi help karta hai.
    Zigzag indicator chart pay support aur resistance levels ko identified karnay k liye bh use kiya jata hai jis say traders price support aur resistance levels pay reach honay aur usk reversal ya breakout pay bhi confirmation daita hai.



    How to insert the Zig Zag indicator on the chart:



    Jab ham apnay computer pa metatrader ko open kar laitay hain to uska baad kuch manues appear hotay hain jis main indicators ki aik list ko open kiya jata hai aur sath he aik custom indicator k neechay click karnay say indicator ko chart pay apply kiya ja sakta hai sath he neechay zig zag indicator k name pay click karnay say yeh indicator chart pay apply ho jata hai, agar ham isk colours ko change karna chahtay hain to iski setting main propperty k button pay click karnay say colours ka manue appear hota hai jis say isk colour ki settings bhi mumkin hoty hai. Zig zag indicator ko apply karnay k liye ap neechay aik screenshot ko bhi daikh saktay hain jis say isay apply karna aur bhi ziada asaan ho jaeyega.



    Click image for larger version

Name:	zigzag1.png
Views:	1
Size:	455.6 کلوبائٹ
ID:	12549870
    Click image for larger version

Name:	zigzag2.png
Views:	1
Size:	64.6 کلوبائٹ
ID:	12549871



    How to use the ZigZag indicator during the trading:



    Is post k start main ham is baat ki discuss aik tafseel k sath kar chukay hain k Zigzag indicator aik prices ko identified karnay ka indicator hai. Jab market chart pay Zigzag indicator prices ko higher low k hisaab say movements karnay lag jata hai to is baat ki confirmation karna possible hai k is wakt price ka trend bhi high hai aur prices ki movements bhi high area main movements kar rahi hai, aur jab chart pay Zig zag indicator lower low creat karta hai to tab is baat ka andaza lagaya ja sakta hai k chart pay price ka trend bearish hai isi tarha say traders is indicator ka use kartay huway price ki calculations kartay hain.


    Click image for larger version

Name:	zigzag4.png
Views:	1
Size:	300.3 کلوبائٹ
ID:	12549872



    Identifying support and resistance levels:



    Zigzag indicator trend ko identified karnay k sath sath iska sab say barra faida yeh bhi hai k traders iska use kartay huway chart pay support aur resistance levels ko bhi fined kartay huway trades ko easily bana saktay hain aur sath loss ko kam kartay huway acha faida bhi hasil kar saktay hain. Jab ham chart pay supports aur resistance levels ko fined kartay hain to sath he ham chart pay Zigzag indicator ko bhi apply kartay huway is baat ki confirmations hasil kar skatay hain k yeh support aur resistance levels true hain ya false hain is liye is indicator k use say ham ziada faida hasil kar saktay hain, jiska aik screensht aap neechay daikh saktay hain.



    Click image for larger version

Name:	zigzag5.png
Views:	1
Size:	319.3 کلوبائٹ
ID:	12549875


    Shukrya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to Use ZigZag Indicator for good profit.

    Assalamu alaikum dear friend I hope you theek honge aur market mein achcha kam kar rahe honge jaisa ki ham log jante Hain ki market mein achcha kam karne ke liye hamen jyada se jyada knowledge ki jarurat Hoti hai hamare pass itna jyada experience trading ka Hoga utani hi jalti Ham kamyab ho sakte hain regular office mein indicator analysis technical kam karen to fayda milega aur aasani se trading mein profit Le sakte hain regular kam karna important hai

    how to use zigzag indicator

    friend zigzag indicator training go follow karne ke liye ek bahut hi achcha indicator hai isko Ham train ki line ki position ko aasani se follow kar sakte hain aur market mein Ham fayda Le sakte hain jaisa ki hamen pata hai ki market mein indicator ko use karna itna important hai indicator ko follow Karen to hamen market ka alag se experience milta hai hamen market ko explain Karke kam karna hota hai jitna jyada Ham ismein work karenge utani Hi aasani se kamyabi milegi regular daily basis per ismein kam Karen to hamen fayda milega hamen p hamen ismein support and resistance level ko follow karna important hota hai isase hamen market ki histry trading ke bare mein pata chalta hai aur ham work Karke andaza Laga sakte hain market ki next movement ka .

    Click image for larger version

Name:	images (28).png
Views:	2
Size:	11.8 کلوبائٹ
ID:	12413260

    trading in zigzag indicator

    Friend zigzag indicator ko agar Ham use karna chahte hain to uske liye important hai ki Ham pahle se iske bare mein knowledge lekar kam Karen to hamen fayda milega kyunki market mein agar Ham without experience ke kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi important hota hai ki Ham pahle se market ka knowledge lekar kam karen to aasani se Ham trading mein profit Le sakte hain indicator ka juice use time karna chahie jab market mein movement kam ho rahi ho hamen tamam knowledge lekar FIR trading mein kam karna hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (27).png
Views:	1
Size:	45.9 کلوبائٹ
ID:	12413261
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X