Head and Shoulders chart pattren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Head and Shoulders chart pattren
    Introduction

    Assalamualaikum Kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread me apkoMe Pakistan forex forum me head and Shoulders chart patterns ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke jo information me apse share karo ga wo apke
    Knowledge or experience me zaror izafa kare ge ak or bat jo me apko btana chahta ho ke agar ham Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se
    Kam karte he or apna ziyada se ziyada time bhi Pakistan forex forum pe guzarte he to ham ak kamyab trader ban sakte he or bhot sare paise bhi kama sakte
    He isliye hme Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam karna chahye or apna ziyada se ziyada time bhi Pakistan forex forum pe he guzarna
    Chahye.

    Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	5
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12549636

    What is head and shoulder


    sir aur kaandhon ka patteren aik chart ki tashkeel hai jo teen chotyon ke sath aik bunyadi line ke tor par zahir hota hai, jahan bahar ke do oonchai mein qareeb hotay hain aur darmiyan mein sab se ziyada hota hai. takneeki tajzia mein, sir aur kaandhon ka patteren aik makhsoos chart ki tashkeel ko bayan karta hai jo taizi se mandi ke rujhan ke ulat jane ki paish goi karta hai .


    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	9
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12549637

    Key features of head and shoulder pattern


    sir aur kaandhon ka patteren aik chart ki tashkeel hai jo teen chotyon ke sath aik bunyadi line ke tor par zahir hota hai, jahan bahar ke do oonchai mein qareeb hotay hain aur darmiyan mein sab se ziyada hota hai. takneeki tajzia mein, sir aur kaandhon ka patteren aik makhsoos chart ki tashkeel ko bayan karta hai jo taizi se mandi ke rujhan ke ulat jane ki paish goi karta hai .


    Click image for larger version

Name:	download (2).jpeg
Views:	32
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12549638

    Working of head and shoulder


    sir aur kaandhon ka patteren aik chart ki tashkeel hai jo teen chotyon ke sath aik bunyadi line ke tor par zahir hota hai, jahan bahar ke do oonchai mein qareeb hotay hain aur darmiyan mein sab se ziyada hota hai. takneeki tajzia mein, sir aur kaandhon ka patteren aik makhsoos chart ki tashkeel ko bayan karta hai jo taizi se mandi ke rujhan ke ulat jane ki paish goi karta hai .

    What happens after releasing CBI:


    CBI ke release hone ke bad Krishi ko adrak currency ke sath compare Kiya jata hai aise hi coumtry per market Mein currency ki quality matter Karti Hai Jiska Atlas ko bahut jyada advantage ye hota hai k vah telity Nahin Hogi to tender Acha entry point karne mein bhi fail ho jaega aur Market per Inka impact janne ki koshish Karni chahiye.

    Click image for larger version

Name:	download (1).jpeg
Views:	32
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12549639

    CPI calculation:


    Dear consumer price index Ham Jab Dekhte Hain To ismein Hamen yah confirmation hoti hai ki market ki next moment kya ho sakti hai.
    So dear consumers CPI calculation preceding data per ki jaati hai aur yah calculation expert rader karte hain aur ismein calculation ke liye Hamen hamare pass different website hoti hain jinko Ham CPI ke liye Le sakte hain aur bahut zaida fayda ho sakta hai market ke Movement Mein Uske mutabik ho sakti hai Kyunki Ham dekhte hain ki market mein news ka bahut zaida affect hota hai CPA data isliye dekh sakte hain ki Hamen market ki value Ka Pata Chal sake.


    How to make analysis Of CPI:


    G Dear members to hum bat krte hain CPI analyis k bre mn g to Ismein aap dekhte hain ki aap Jaise time frame ka istemal Karte Hain Uske hisab se aap apne analysis kar sakte hain CPI data se aap Jab is Mein trade open Karte Hain To aap prceding data ki calculation karte hain ismein market ki closing market ki opening aur Market ki top aur bottom level ko select Kiya jata hai isliye Iske according calculation ki jaati hai aur Iske bad aapke pass Ek price a Jaati Hai Jisko Ham Sipahi data Kahate Hain aur Aise Agar Ham kam Karte Hain To Hamen ismein profit Achcha hone ke chance bahut jyada Hote Hain.
    Umeed hain ap ko acha tarika se smjh agai ho ge k CPI kiya h r is ki forex trading mn kiya importance kiya h.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Head and Shoulders chart pattren

    WHAT IS A HEAD AND SHOULDERS PATTERN :





    Head and shoulder pattern ak chart pattern ha ya pattern market ka chart ma top par banta ha jab ya pattern banta ha to is ma market three peajs ko banate ha market ka top ke traf is pattern ke jo middle peak hote ha wo high par hote ha or is ma jo side wale do peaks hote ha wo middle peak sa small hote ha. Is head and shoulders pattern ko market ka chart ma technical analysis kar ka use kiya jata ha is ma market strongly move karte ha or three peaks ko market ma neckline level ka up ma banate ha or jab ya pattern market ka chart ma complete ho jata ha to traders ko market ka reversal ka signal milta ha is pattern ma market jab ya pattern banta ha to is ma market bullish trend ma hote ha or market is bullish trend sa reversal ho kar bearish trend ke traf jate ha. Ya head and shoulders pattern market ka chart ma ak specific shape ko babat ah ya pattern huma longer time frame ma dakhna ko milta ha. Ya head and shoulders pattern ak reliable trend reversal pattern ha. Ya head and shoulders pattern huma batata ha ka market ka jo uptrend ha wo end hona wala ha or ya batata ha ka market ab sa or uptrend ke traf ni jay ge or market na ab reversal karna ha or market reverse ho kar downward ke traf ay ge.





    UNDERSTANDING A HEAD AND SHOULDERS CHART PATTERN :





    Jab ya head and shoulders pattern market ka chart ma banay ga to is pattern ka start ma market strongly up ward je traf jay ge is ma market upward ke traf move mara ge or high ma ja kar ak first peak banay ge or is peak ka bad market reverse ho jay ge or market reverse hona ka bad same opening point par ay ge jes point sa market upward ke traf jana start hoi the or is ka bad market phir sa high ke traf move kara ge or market rise hote hoi up ke traf jay ge or ak new peaks ko banay ga ya peak high par ho ge is pattern ke first peak sa ya peak market ma resistance level ka near ma ho ga is peak ka bad market reverse ho ge or reverse hona ka bad market lower ke traf ay ge or market decline hona ka bad market same opening point par ay ge jes sa market high ma jana start hoi the or market down ak dafa pir sa jp ke traf reversal ho ge or market rise karte hoi up ma jay ge or ak last peak ko banay ga ya peak is pattern ke first peak ka equal ho ge or ya peak second peak sa low ma ho ga is ka bad market reverse ho kar low ma a jay ge. Jes point sa market rise hoi the peaks ko bananay ka liya is point ko neckline kaha jata ha market is sa high ke traf jay ge or high ma peaks ko banay ge or ya ak reversal point ho ga or last ma market is level ko break kar jay ge or traders ko reversal ka signal mila ga.





    TRADING WITH HEAD AND SHOULDERS PATTERN :





    Ya head and shoulders pattern market ka chart ma banay ga to ya traders ko market ma ak strong trend ka reversal ka signal mila ga jab ya pattern banay ga to is pattern ma ma sab sa phalay market ma high bull ka pressure ho ga is bull ke pressure sa market neckline level sa high ke traf jay ge or is neckline ko support level bhi kaha jata ha is ka bad market ke price increase hona ka bad high ke traf jay ge or is bull ka pressure sa market first peak ko banay ge jes ko head kaha jay ga is ka bad market reverse ho ge or traders is reverse sa small sell ke trade ko enter kar saka ga is ka bad market neckline level par ay ge or is level ko hit karna ka bad market uptrend ke traf reverse ho jay ge or market ma dobara sa bull ka pressure ay ga is ma market second peak ko banay ge is peak ko head kaha jay ga jo ka first left head sa high par ho ga or is ka bad market ka bull apna control loss kar da ga or market reversal karna ka bad downward ke traf ay ge or is ma traders short position ma sell ke trade ko enter kar saka ga is ka bad market dobar neckline level ko hit karna ka bad reversal kar jay ge or is reversal ka bad market ak last peak ko banay ge jes ho right shoulder kaha jay ga is pattern ma jo dono left or right shoulder ho ga wo same high par ho ga or is ma market reverse kar ka neckline level par ay ge.


    Jab market last right shoulder ko banany ka bad market neckline par ay ge to is neckline ko break kar da ge is break ka bad market reverse ho jay ge downward ke traf is breakout point sa market ma strong reversal ho ga ya reversal bullish sa bearish ke traf ho ga is breakout sa traders sell ke trade ko enter kara ga or is ma stop loss ko is pattern ka last shoulder ka high ma rakha ga.

    اب آن لائن

    Working...
    X