AOA
INTRODUCTION
Friends kya hal hain aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe Khush rahen aur mehfooz Rahe aaj jis topic per main aapse apni knowledge ko share karna chahta hun bearish belt hold line candlestick pattern is pattern per Ham kaise apni trade ko profitable banaa sakte hain is pattern ko aaj Ham study karte hain aur discuss karte hain Taki Ham isko behtar taur per understand kar saken
DEFINITION OF BEARISH BELT HOLD PATTERN
Bearish belt hold line candlestick pattern price chart per banne wale ek two days ka bearish trend reversal pattern hai jo ki high price area down trend banata hai pattern ki pahli candle bullish jab ky dusri candle ek bearish hoti hai pattern ki dusri candle ke open price pahle ke andar se upar gap mein honi chahie lekin yah bahut jyada jaruri Nahin Hai bullish dusri candle ke close price ke kareeb bhi open ho sakti hai pattern ki dusri candles ka close price pahli candle ke wast ya dermiyani point se niche hona chahie lekin iske close price ke upar aur open price ke niche Nahin hona chahie pattern ki donon candles real body mein lazmi honi chahie jab ke dusri candles ke open side per Shadow Nahin hona chahie
CANDLES FORMATION
Brush belt hold line candlesticks pattern ke liye important hai ki price ke top ya police stand ho pattern ke top price se reversal ke chances jyada hote hain varish belt hold line candlestick pattern do different candles ka hota Hai jismein candles ki formation aapko niche image mein dikhane ki koshish karta hun
First candle
Bearish belt hold line candlesticks pattern ki pahli candle ek long rail body mein bullish candle banti hai yah candle price ke top per yah high price area mein buyers ke dilchaspi dikhati Hai Jo price ko upar side per push karti hai yah candles white ya green color mein hoti hai jo ki real body ke sath hoti hai
Second candle
Bearish belt hold line candlesticks pattern ki dusri candle bearish trend wali candle hoti hai jo ki price ki direction ko badal deti Hai yah candle ek long real body mein banti Hai jis ke open pahli candle ke top per gap mein hota Hai jab ke close usi candle ke rail body ke center se niche hoti hai yah candles is vajah se strong bullish candle Hoti Hai kyunki iske open side per Koi Shadow ya wicks Nahin hota Hai
TRADING ON PATTERN
Bearish belt hold line candlestick pattern price ke top per banne ki vajah se market mein sellers jyada active ho jaate Hain pattern ki dusri candle price ko bullish trend ke liye resistance zone banati Hai jiske bad price tazi ke sath fall down karti hai pattern per trade inter karne se pahle ek confirmation candle ka hona jaruri hai jiske open price apni close price ke upar hona chahie aur dusri candle ke lower per close hone chahie lekin agar confirmation candle ki jagah agar bullish candle banti hai to yah pattern ine valid ho ga jis per trade entry Nahin Karni chahie indicator per value lazmi overbought zone main honi chahey jiski confirmation lazmi hai
Stop loss
Pattern ke sabse top position jo ki dusri candle ka high price banta hai se 2 pips above set Karen

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим