Bearish engulfing candlestick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish engulfing candlestick pattern
    Introduction


    Assalamu Alaikum dear members with karta hoon aap sab khairiyat se Honge aur Forex Mein acchi kar rahe Honge. Aaj ka Mera Sawal bahut hi important
    hai aapko information aur knowledge provide Karega aaj ka Mera Sawal hai ki pakistan forex trading ke andar bearish engulfing candlestick pattern kiya hota hy. Ap is ko kasy used kr kay ap kasy profit gain kar sakhty hy.


    What is bearish engulfing


    bearish engulfingpatteren aik takneeki chart patteren hai jo anay wali kam qeematon ka ishara deta hai. patteren aik oopar ( safaid ya sabz ) candle stuck par mushtamil hota hai jis ke baad aik barri neechay ( siyah ya surkh ) candle stick hoti hai jo choti oopar wali mom batii ko girhan yaengulf karti hai. patteren ahem ho sakta hai kyunkay yeh zahir karta hai ke baichnay walay kharidaron ko peechay chore chuke hain aur qeemat ko ziyada jarehana andaaz mein neechay ( candle neechay ) kar rahay hain jitna ke khredar usay oopar ( mom batii ) ko dhakelnay ke qabil thay .


    Significance of engulfing


    bearish engulfing patteren kahin bhi ho sakta hai, lekin yeh ziyada ahem hai agar yeh qeemat bherne ke baad hota hai. yeh aik oopar ka rujhan ho sakta hai ya barray neechay ke rujhan ke sath oopar ki taraf pal back ho sakta hai. misali tor par, dono mom batian un ke ird gird qeemat ki salakhon ke muqablay mein kaafi size ki hoti hain. do bohat choti salakhain ghairay hue patteren ko tashkeel day sakti hain, lekin yeh is se kahin kam ahem hai agar dono mom batian barri hon. mom btyon ki asli body — khuli aur qareebi qeemat ke darmiyan farq — wohi hai jo ahem hai. neechay ki mom batii ka asli jism oopar ki mom batii ko lapait le ga. patteren bohat kam hai


    Working


    qeematon mein kuch oopar jane wali harkat ke ekhtataam par aik bearish engulfing patteren nazar aata hai. yeh oopar ki raftaar ki pehli mom batii ke oopar take honay, ya lapete hue, aik barri doosri mom batii ke zareya nishaan zad hoti hai jo kam qeematon ki taraf tabdeeli ki nishandahi karti hai. patteren mein ziyada qabil aetmaad hota hai jab engulfing candle ki khuli qeemat pehli mom batii ke band honay se kaafi oopar hoti hai, aur jab engulfing candle ka band pehli mom batii ke khulay se neechay hota hai. neechay ki mom batii is se kahin ziyada taaqat dukhati hai jab neechay ki mom batii oopar wali mom batii se thori barri ho .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bearish engulfing candlestick pattern

    Forex trading market mein technical analysis ke liye multiple candles tax ko study karna most important factor hota hai Jab aap different candlesticks ko individual study kar lete hain to uske bad next step jata hai ki aap kuchh candlesticks ko ekattha karke unko study Karen aur unse banne wale different patterns ko apni trading mein incluid Karen kyunki Jab aap market mein jyada se jyada profit hasil kar sakhty Hain to aisi situation mein aapko bahut fayda mil sakta hai aur ismein aapko maximum advantages available ho sakte hain aapko hamesha market mein jyada se jyada advantages increase karne ke liye different important factors aur different patterns ko apni trading ka hissa banana hota hai aaj main aapse kuchh important market pattern ki details dene ja raha hun.

    Bearish Engulfing Candlestick

    Dear member Jab aap market mein different important candlestick button ko study karte Hain to yah ek bahut hi important aur familiar candlestick pattern hota hai jo aapko market mein bahut acchi entry provide kar sakta hai aur iski base per aap market mein bahut achcha profit hasil kar sakte hain ismein aapko to candlesticks ko study karna hota hai aur sabse important factor ismein support level hota hai support level per Jab aap do specific candlesticks ko find out karte Hain to yah candlestick aapke liye bearish Engulfing ke naam se jana jata jata hai.

    Identification Process

    Market mein Jab aap scandal stick pattern ko properli identify karna chahte hain to ismein aapko hamesha sabse pahle Kisi candlesticks ko identify karna hota hai kyunki identification ke bagair aap kabhi bhi kamyabi asar nahin kar sakte hain Jab aap market mein is candle stick pattern ki identification kar lete hain to uske bad aap is per aasani ke sath apni working kar sakte hain iski identification ke liye aapko sabse pahle do candlesticks ko find out karna hota hai jismein last candlestick Jo ke completely bullish trend mein hoti hai next candle usko completely cover karke bearish trend mein close hoti hai.

    Resistance Level

    Scandal stick pattern ko jyada valid banane ke liye aapke pass hamesha ek achcha resistance level ka available hona bhi jaruri hota hai Jab aap above mention do unique candlesticks ko resistance level per find out karte Hain to is candlestick pattern ki validity jyada ho jaati hai aur uski base per aap market mein bahut achcha profit hasil kar sakte hain isliye aapko market mein hamesha kamyabi hasil karne ke liye is candlestick ko acchi tarah find out karna hota hai aur accordingly trade karna hoti hai.

    Stop Loss Selection

    Jab aap market mein resistance level per entry lete hain aur is candlestick pattern ki help se confirmation hasil kar lete hain to definittely aapko risk management ke rules ke mutabik apni trade mein ek specific value select karna hoti hai jismein aap ek specific nuksan mein market se nikalne ke liye decide karte hain to ismein aapko hamesha market ka highest point select karna hota hai jiski base per aap market mein apne is point ko find out kar lete hain aur accordingly entry Le sakte hain.

    Importance

    Candlestick pattern ki bahut jyada importance hoti hai kyunki yah ek market mein familiar candlestric pattern hai iski help se aap market mein jyada se jyada profit hasil kar sakte hain aur apni trading ko mor profitable banaa sakte hain lekin Jab aap scandals take button ko find out karte hain to aapko yah Idea hona chahie ki aisi situation mein market mein Koi news effect na Ho kyunki Agar market mein Koi news effect hota hai to ismein aapko nuksan ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	Bearish Engulfing.png
Views:	31
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12412929
    • #3 Collapse

      Re: Bearish engulfing candlestick pattern

      WHAT IS A BEARISH ENGULFING CANDLESTICK PATTERN :





      Bearish engulfing pattern ak candlestick pattern ha ya pattern huma market ma uptrend ka top ma dakhna ko milta ha is pattern ma market bullish sa bearish ke traf reversal hote ha ya pattern market ka top ma jab banta ha to ya pattern market ka uptrend ko end kar data ha or market ko stronglw downward me traf reversal kar datha ha. Ya bearish engulfing candlestick pattern market ka chart ma top par do candlestick sa mil kar banay ga is pattern je first candle jo ho ge wo uptrend ko follow karte hoi banay ge yani jo first candle ho ge wo bullish ke candle ho ge or is candle ka bad market ma ak small sa gap ay ga ya ip gap ho ga or is gap ka is pattern ke second candle open ho ge jo market ko reverse kara ge yani ya ak bearish ke candle ho ge. Bearish engulfing pattern huma bearish reversal ka signal da ga ya pattern huma batauly ga ka market ke jo price ha wo fall hona wale ha yani is ma market ka sellers ka ak high pressure ho ga jo market ko lower ke traf reversal kar da ga. Ya pattern market ka top ma resistance level ka near ma banay ga jes ma byers ka traders sa zada sellers ka traders enter ho ga jo huma market ma ak high reversal banay ga is ma market ka sellers market ko bullish sa bearish ke traf reversal kar da ga.





      WHAT DOES BEARISH ENGULFING PATTERN TELL US :





      Bearish engulfing pattern huma market ka strong reversal ka batata ha or kai dafa ya pattern huma market ka trend ka continue hona ka batata ha. Is pattern ko market ka chart ma spot karna bahot he asan hota ha ya pattern market ka top ma do candles sa mil kar banta ha is pattern ke first candle ak rel body wale bullish ke candlestick hote ha jo market ka previous trend ko follow karte ha js ka colour green ya white hota ha market ka chart ma or ya market ko high ke traf la kar jate ha is ka bad market ka ak small sa high ke traf gap ata ha or is gap ka bad yani high sa is pattern ke second candle open hote ha jo market ko reverse karte ha ya is pattern ka gap ko fill karte hoi market ko lower ke traf late ha ya candle ak long real body bearish ke candle hote ha jo market ko high sa low ke traf la kar ate ha is candle ka small shadow hota ha or ya is pattern ke previous candle ko fully engulfing karte ha is engulfing karna ka bad ya candle market ka strong reversal ka batate ha yani is ma downtrend start hona lag jata ha. Or ya pattern huma market ka continue ka bhi batata ha agr ya pattern market ka chart ma uptrend ka top ma ni banta yani agar ya pattern market ma bottom ma banta ha ya phir middle ma banta ha to is pattern ke conformation kara ga or ya pattern is time market ka continue ka batay ga.





      TRADING WITH BEARISH ENGULFING CANDLESTICK PATTERN :





      Jab ya bearish engulfing pattern market ka chart ma uptrend ka top ma banay ga to ya traders ko market ka bullish sa bearish ke traf reversal ka bataty ga yani is pattern ma reversal ho ga or agar ya pattern market ma downtrend ma ban jata ha to is time ya pattern traders ko market ka reversal ka ni bataty ga balka is time market ka jo trend ho ga wo continue jo ga yani market is ma high ke traf ay ge is liya traders is pattern ma trade ko enter karna sa phalay is pattern ke conformation or is ko sai sa spot kara ga. Jab ya pattern banay ga to is ma strong bull ka pressure ho ga jo market or is pattern ke first candle ko high ke traf la kar jay ga magar jab is pattern ke second candle bnaay ge or ya high sa banay ge or lower ma ay ge first candle sa or ya first candke ko engulfing kara ge to market ka bull ka pressure khatam ho jay ga or market ma high bear ka pressure a jay ga jo market ko up sa reversal kar da ga. Is pattern ma traders conformation different indecator sa kara ga jab ya pattern top par banay ga to ya resistance level ka near ma ho ga. Jab ya pattern top ma bant ha to market ka downtrend ke traf reversal ke ak strong strength hote ha is time traders sell ke trade ko is pattern ke second candle ka low enter kara ga or stop loss ko top ma place kara ga.

      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Bearish engulfing candlestick pattern

        dear forex member forex aik worldwide online business hai aur forex mein kamyabi hasil karney ke liye apko forex market ki movement ko analyse karney ki tamam techniques ka tamam knowledge hasil karna hoga tabhi ap forex market ki movement ko analyse karke market ka exact trend maloom kar saktey ho aur apni trade ko market ke trend ke mutabik open karke apni trade se acha profit hasil kar saktey hain.dear forex member bearish engufing chart pattern bhe aik important candlestick chart pattern hai esko hum complete read karengey.
        BEARISH ENGULFING CANDLESTICK CHART PATTERN
        dear forex member forex trading mein kamyabi hasil karney bearish engulfing chart pattern ka knowledge hasil karna bahut important hai yeh aik technical indicator analysis hai jo mostly bearish pattern per mushtamil hota hai.es pattern mein aik white candle or blue candle end hoti hai aur aik black candle or red candle grow karna start karti hai.es pattern bullish candle aik small candle hoti hai aur uptrend ke liye market mein recistance start ho jaati hai.aur es uptrend close ho jatta hai aur top level per down trend start ho jata hai.aur es tarah aik white candle engulf ho jaati hai aur es tarah aik strong bearish pattern start ho jata hai.yeh pattern tub banta hai jub market prices advance level per hoti hain aur market mein prices down jana start kar deti hain.up candle ki real body ko down candle ko engulf kar jaati hai.dear forex member forex trading market mein es tarah aik prices down trend seller ki vajah se start ho jata hai.dear forex member yeh pattern kahen bhi ban sakta hai aur mostly use hone wala pattern hai es tarah ap es pattern ko identify karke aur apni trade ko trend ke mutabik open karke apni trade se acha profit hasil kar saktey hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X