What is fibonacci Retracement?
Fibonacci number aik mathematician Leonardo Fibonacci ne daryaft keye they. Yevnumber qudrati pemane ka istemal karte howe aik khas tarteeb k sath barhte jate hen. Fabonacci levels ka istemal sab se pehle qudrati ashya k number me izafay k leye tayar keya gaya tha, jis ka istemal 20th sadi eeswen me financial markets me hone laga. Fibonacci ratio k pechay basic maqsad ye hai k is ka istemal qeematon k support aur resistance level ko malom karne k leye kia jaye. Fibonacci retracement hamari trading mein bahut madad Gar sabit hoti hai aur bahut se tajurba Kar log is per kam karke bahut achcha manata kamate Hain hamen bhi koshish karni chahie ki Ham bhi is per achcha kam Karen aur isliye achcha munafa Kama sake jivanachi level Kota Ham samay lete hain aur ham Inka sahi tarike se istemal karte Hain to fir hamein se kafi paida ho sakta hai kyunki market in level per aakar jarur rukti hai aur in level se Hi aage jaati hai jiski vajah se a hamen bahut acchi trade mil jaati hai aur ham achcha munafa Kama sakte hain
Fibonacci retracement ka dosry indicators k sath istimal
Fibonacci retracement ke sath Agar indicator ka istemal Karte Hain To usse bhi aapko bahut fayda ho sakta hai aap market ki Munh Matka downtrend aasani se dekh sakte hain aur isase aap yah bhi Idea Laga sakte hain ki market is level Tak down a sakti hai aap is Mein Apna take profit aasani se select kar sakte hain vah stop-loss ab 65th Tak Rakh sakte hain jisse aapko bahut jyada fayda ho sakta hai agar aap ismein Chhoti Laut Ke Sath bhi kam karte hain to aapko ismein bahut fayda ho sakta hai aap Agar is ko H4 time frame per reply Karenge to usse aapko bahut jyada aur target mil sakta hai jisse aap long term trading kar sakte hain aur short term trading ke liye aapke pass Chhote timeframe hote hain Jaisa k30 m15 H1 Jaise time frame mein aap iska istemal Karenge to aapko short-term trades milati hai jisse aap apna daily target aasani se pura kar sakte hain
Fibonacci ratio k istimal kerty hoy trading kerna
Fibonacci ratio k zarye se un levels ya position ki nishandahi ki jaye jo traders k leye munafay ka bahis banti hai. Jab market me qeematen aik trend k hisab se chal rahi hoti hai aur Fibonacci ratio bhi market ka sath de rahi ho to us sorat me qeematon ko tasalsul se chalne deya jaye. Trader trading plateforme software ki madad se Fibonacci Retracement k levels ka hisab laga sakta hai, jis se trader ko andaza ho jata hai k us ko kis level par apna munafa kamane ki zarorat hai. Forex trading me ziada tar traders apne technical analysis me Fibonacci Retracement levels par inhisar karti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим