Swing Trading Strategy In Forex.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Swing Trading Strategy In Forex.
    Assalamu alaikum dear members Forex Mein hum dekhte hain ki jab Ham forex market Mein kam kar rahe hote hain to ismein hamare pass different trading strategies hoti hain jinka hum apni trading Mein istemal Karke market se achcha profit Le sakte hain kyunki Forex Mein jab tak Ham proper planning aur strategy ka istemal Nahin karenge to is market se hamen kabhi bhi profit Nahin Mil Sakta proper strategy banakar is market Mein kam karen to aapko ismein bahut jyada advantages aur benefits mil sakte hain kyunki forex market mein jo log sabar se kam karte hain aur ismein acchi tarike se soch samajhkar kam karte hain aur ek proper planning aur strategy se kam karte hain unko achcha profit milta hai isliye strategy banakar kam karna bahut jaruri hai ISI Tarah ki ek strategy Mein aaj aapke sath share karna chahta hun.

    SWING TRADING STRATEGY: Dear friends swing trading ke bare mein basic information Jab aapko Pata Hogi to aap is market Mein aasani ke sath aasani ke sath trade Laga sakte hain Kyunki is market Mein operating kar rahi hote hain to aapko yah Pata Hona chahie ki market Jab Ek direction Mein movement kar rahi hoti hai aur uske bad Apna friend change karti hai to ismein Jo reversal point banta hai use swing Kahate Hain yahan se market Ek swing Banakar dusri direction Mein movement start karti hai aise hi agar aap is market Mein dekhte hain ki market down site per movement kar rahi hai aur ek Kisi bhi support level per Aakar Wapas Jaati Hai To Aise level ko swing level Kahate Hain Jahan se market Koi reversal banati hai aur uske bad is down movement ko khatm kar deti hai aise hi Jab Bhi market Kisi Taraf movement Karti Hai To swings banati jaati hai aur next Hamen level Deti Hai Jahan se Ham Apne chat per resistance and support zone Laga sakte hain isase Hamen Sun trading Mein Kafi Jyada help bhi mil Jaati Hai Kyunki market mein jo swings Ban Rahe hote hain unko Dekhkar aasani ke sath trade ki Ja sakti hai.
    Click image for larger version

Name:	images (52).png
Views:	1
Size:	31.4 کلوبائٹ
ID:	12549417

    MARKET SWING CONFIRMATION: Dear friends Jab Bhi market Kisi bhi resistance level per ya Kisi bhi support level per Koi swing banati hai to uski confirmation ka Hamen Intezar Karna hota hai Kyunki market Jab Kisi resistance level per Jaati Hai To vahan se swing banane ke sath Koi reversal candle ya candle stick pattern banati Hai jisse Hamen confirm ho jata hai ki market Jahan se swing Banakar down side per Upar kar rahi hai Ramesh Market Mein swing trading ka Rahe Hain To Hamen confirmation Ka Intezar Karna hota hai market Jab Bhi Koi swing banati hai aur uske bad movement start Karti Hai To Hamen ismein next Kuchh candle se confirm mission mil Jaati Hai Uske bad Ham ismein trade aasani ke sath Laga sakte hain aur Apna target complete Le sakte hain.

    USE OF FIBONACCI RETRCEMENT IN THIS STRATEGY: Dear friends ab Ham is market mein swing trading kar rahe Hote Hain To Hamen Kisi bhi level ki confirmation ke liye fibonacchi indicator Kafi Jyada help Deta Hai Kyunki Jab Ham fibunachi tool ko use karte hain To Hamen market Mein next swing ka andaza ho jata hai isase yah fayda hota hai ki Jab market Ek movement kar rahi hoti hai aur next swing Banane ja rahi Hoti Hai To hamen bhi Unchi Pul se pahle hi pata chal jata hai ki kaun se level per swing Ban sakta hai isliye Ham is market Mein swing levels ke liye Fir Bhi naachi Ko Jab use karte hain To isase Hamen Kafi Jyada help mil Jaati Hai market Mein swing levels banane ke liye fibonacchi Phool use karna Aana chahie isase Hamen market Mein Golden Levels Ka Pata Chal jata hai aur vahan se Ham swing trading ke liye Apna pending order bhi Laga sakte hain ya Ham ismein Kisi bhi pattern Ka Intezar karte hain aur jab market Koi pattern banati Hai To vahan se Ham apni trade ki entry Laga sakte hain aur Apna target aasani ke sath Hasil kar sakte hain.
    Click image for larger version

Name:	images (52).jpeg
Views:	17
Size:	47.8 کلوبائٹ
ID:	12549418
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Swing Trading Strategy In Forex.

    Introduction:-

    forex main trading krny k boht se methods hain or boht se strategy hain jin main se hum os strategy k sath kar k acha profit lay skty hain forex main aik swing strategy bhi hai jis main trading ki ja skti hai swing trader main hum market ko ayse follow karty hain k wo hmain weekly base par acha profit deti hai jis se hum apni earning karty hain swing trader basically ayse trading karty hain k un ko scalping karny ka bhi moka mil jata hai or wo market ki os sort e hal ko follow kar k apni trading karty hain jis se profit hasil kar skty hain.

    Definition:-

    Swing trade us strategy ko kehty hain jis ma trader small gain sorat ma big amount ko jama karta hai or losses ko cut karny ki khosis karta hai. Ye small gain small to hoty hain but jb ye combine hoty hain to handsome amount ban jati hai. Swing trading ko big time k liye use kya jata ha. Swing trading technique ma market k over all trend ko follow kiya jata hai. So market ma jb retracement ho trade ko close b kiya ja sakta hai or es ko continue b rakha ja sakta hai. Swing trading ma ham short or medium term trades ko use karty hain. Es trading strategy ma ham different indicator ko use karty hain k hamy trade k lae kio point mel jae. Es trading strategy ma risk reward ko bhot achy sy use kiya jata hai or es ma stop loss or take profit ko b target achieve or loss sy bachny k lae use kiya jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	4
Size:	17.0 کلوبائٹ
ID:	12412916

    Explanation:-

    Swing trading mein aap small amounts of profits kamaty hain. Aur market ki swing movemnt ko dekhty hain sirf aur average se andaza lagaty hain isky ilawa baqi patterns par koi khas twajah nahin di jati.​Sirf market ki swing movemnt ko analyze kar ky hi trading ki jati hai. Is trading mein aapko ek din mein bhi orofit mil skta hai. Lekin yeh profit baqi techniques sy liye jany wly profit se kam hoskta hai. Aur aapko kam profit par hi trade close kr deni chahiye aur zeada risk nahin lena chahiye.
    Swing trading ky liye aapky pas account balance zeada hona chahye tab hi aap is strategy ko istenal kar skty hain. Choty accounts par swing trading karny ka koi fauda nahin aur swing trasing choty account ky wash hony ka natija ban skti hai. Ek andazy ky mutabiq Professional traders ka manana hai ky agar aap swing trading strategy pr chalna chahty hain to aapky pas 5000usd se 10,000usd tak ka balance hona must ha.

    Click image for larger version

Name:	download (1).jpeg
Views:	5
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12412915

    اب آن لائن

    Working...
    X