How to Find the Support and Resistance Line in a Chart?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to Find the Support and Resistance Line in a Chart?
    Technical analysis main support aur resistance levels bahut ziada significent hotay hain, trading karnay k liye bahut sari technical techniques ko use kiya jata hai tab ja kar traders ko is baat ka perfect aur useable knowledge milta hai k kaisay market main entry aur exit k liye supports aur resistance levels ko fined aur use kiya jaye.
    Agar ap forex market main aik new traders hain aur support, resistance levels ko fined karnay ki techniques ko use karna jantay hain to ap market say achi earning ko possible bana saktay hain aur loss ko kam say kam kar saktay hain, yeh sab is liye use kiya jata hai qk ab market main achi trading k liye latest methods ko use kiya jata hai jis say market charts pay supports aur resistance ko fined karnay say success possible ho sakty hai.
    Aj k is topic say ham yeh find kartay hain k kaisay market chart pay is method aur isk solutions ko use kiya jaye aur kaisay us say mustafeez huwa jaye.



    What is the Difference Between Support and Resistance?



    Market chart pay jab price low levels pay movements kar rahi hoty hai aur kisi aisay point say baar baar market ooper bounced hoty hai to usay trading chart pay supports kehtay hain jisko sell breakout karna price k lye mushkil hota hai, jab wahi support levels prices breakout karty hai aur mazeed sell movements karty hai to wo support levels resistance levels kehlana start ho jatay hain.
    Jab market chart pay price bounced hoty hai aur ooper kisi aisay khas point say reject aur declined ho kar sell movements start karty hai to usa trading ki world main resistance kaha jata hai, laikin jab wahi area prices bullish breakout karty hai to to usi resistance levels ko prices k breakout say support ka name diya jata hai, mairay knowledge k hisaab say yahi kuch support aur resistance levels main difference hota hai.



    Levels of Support and Resistance in Round Numbers:



    Rounds number supports aur resistance levels ka aik aur sort hota hai, jis say market chart pay trading ko asaani say samjha jata hai. Yeh support aur resisance levels ka aik psychological method hota hai, jisko follow kartay huway traders market chart pay apnay stop loss aur take profit levels ko set kartay huway trading say acha benefit hasil kartay hain.



    Click image for larger version

Name:	support1.png
Views:	1
Size:	161.4 کلوبائٹ
ID:	12549384



    Trendline Support and Resistance Levels:



    Trend line ko set kartay huway bhi traders market chart pay support aur resistance levels ko find kar saktay hain, trendline support aur resistance levels ko samjhnay ka aik asaan method hota hai jis say market aik tren k sath movements karty hue apni support aur resistance test karty jaty hai. Horizontal line say price aik strong level k sath decline aur breakout karty hai jabk trend line main price trend ko follow kartay huway movements karty jaty hai, jis say support aur resistance levels ko samjhna bhi asan hai aur trading bhi faidamand hoty hai.



    Click image for larger version

Name:	support2.png
Views:	1
Size:	72.9 کلوبائٹ
ID:	12549385


    Shukrya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    جواب: How to Find the Support and Resistance Line in a Chart?

    Shokerya dost ap.ne.buht achi information de

    اب آن لائن

    Working...
    X