What is Support and Resistance:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Support and Resistance:
    Asalam u Alikum dear members umed hy AP sb thek hn gy Aur acha knowledge istemal kr kry market main achy earning kr rahy hn gy. Dear successful treading krny key leay ap ko acha experience hona chaey . Agr joiner hain tu AP phly demo account pre daily basis pr practice krty rahin es at ap ki learning BHI achi ho gi Aur experience bhI increase ho ga. Dear support Aur resistance market mein mein bht eham krdar ada krty hain. Agr AP ko in ki smjh AA jaey tu AP bht achi tread kr skty hain.

    Support & Resistance:

    Dear members price chart par jb market aek hi price point see do bar uth jaey osy hm support level khty hain. Es pr hm bht achi tred kr key bht acha profit hasil kr skty hain. Es sy hmein buy key signal ka eshara ata hay. Es Duran buyers bht zada entry hoty hain. Es mein long trem Aur short term tread kr skty hain. Resistance wo point hota hay. Jb market aek hi point sy 2bar giry Aur es ko hm resistance level khty hain. Jb market uper sy nechy ki trf move krti hay tu hm sell ki entry lety hain .

    Click image for larger version

Name:	support-and-resistance-trading_body_Supportandresistanceimage.png.full.png
Views:	31
Size:	15.2 کلوبائٹ
ID:	12549352


    Identification of Support and Resistance:

    Forex members Forex market main jb sideway tread krni hoti hay tu AP phly support Aur resistance ko find out krty hain. Dear es main market upr nechy uper nechy move krti hai. Agr ap ny successful treading krni ho hoti hay tu os sy phly ap ko market ki condition ka andaza lgana chaey key market kis way mein ja Rahi hay. Phr os key bad AP next step ly kr tred dission ly skty hain . Dear bhi abi market aek long time key aek spicific movement krti hay tu phely strong sy price sy high price pr jati hay esi trha phr second time jis price sy phly UTI thi sy sy bullish jaey tu support level confirm hota hay . Os key key jb esi trha bearish do bar aek hi point sy aey to resistance level find ho jata hay .

    Click image for larger version

Name:	EURUSD-Support-Becomes-Resistance.png
Views:	6
Size:	25.6 کلوبائٹ
ID:	12549353


    Treading Strategies:

    Treading krny key hmein strong analysis ka use krna hota hay. Jis sy ap ko ahy sy zada success mil jati hay. Kun jb tk AP ki learning best ni ho gi tb tak ap tread mein kamyab ni ho paty. Jb bhi AP support or resistance level ko confirm krein os key bad AP best point or entry ly Len . Aur agr buy ki entry haytu break even point key nechy stop loss set kren Aur agr support ki upr set lazmi kr den . Es mein AP save profitable tread kr skty hain.

    Click image for larger version

Name:	How-to-Trade-with-Support-and-Resistance-Levels-.png
Views:	15
Size:	302.8 کلوبائٹ
ID:	12549354


    Explain:
    Dear freind trading leny sy phly ap ko soch smjh kr work krna hota hay Kun key AP agr jadli kreni gy tu ap ko nuksan ho skta hay AP ki tread BHI loss mein ja skti hay baen karte hain . Esi leay ap ko phly ready hona chaey k loss Aur profit AP ko kbi BHI ho skta hay. Aur support level Aur resistance k according agr ap tread open krein gy tu ap acha profit hasil kr skty hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Support and Resistance:

    Support and Resistance


    Forex trading mn support and resistance ka knowledge hona bhut zarori hai. Forex trading me support wo point hai jis me market price down side (bearish point) pe baar baar touch karke wapis a jati hai. Jab k resistance point wo point hota hai us me koi point uper side se market ki price baar baar wapis a jati hai. Support level jab break out hoti hai to is se hamen new support level ko select karna hota hai jab k resistance level ko break out hone k bad market me naya resistance level chose karna hota hai. Support aur resistance market me hum "support and Resistance" indicators ki madad se malom karte hen. Is k leye technical analysis ka hona bohut hi ziada zarori hota hai.

    Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	17
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12412891

    Explanation:-

    Forex trading mn jb aap support level aur resistance level ko alternatively study Karte Hain To Aisi situation main aapko Iske Breakout per bahut careful hokar trading karna Hoti Hai Kyunki Jab Bhi market Mein yah level Breakout hote hain to Uske bad aapko market mein bahut hi acchi entry mil sakti hai aur aap reasonable amount of profit Hasil kar sakte hain agar aap market Mein Kamyab Hona Chahte Hain To ismein aapko support level aur resistance level ko carefully study karna hota hai aur Iske Breakout ki complete information Hasil karna Hoti Hai Q k sometime market apni retracement kar rahi hoti hai aisi situation main aapko kbhi bhi confusing nahi hona chahiye.

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	1
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12412890

    Trading:-

    jab aap Kisi bhi support level ya resistance level ke Breakout per apni trade Lagate Hain To isase aapko chances acche profit ke jyada ho Jaate Hain Kyunki market Jab Kisi bhi sport level ko break karti hai to uska next aukat next sport ya FIR next resistance ho sakta hai to aap jis movement pabitra Laga Rahe hote hain aapko ismein different candlestick patterns ke sath aur kisi bhi indicator Ka istemal Karke aapko ismein confirmation Lena hoti hai aur Iske bad aapko apni trade Lgana hoti hai to aapko ismn ziada faida hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	10
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12412889

    اب آن لائن

    Working...
    X