What is long & short position...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is long & short position...
    Aslam u alaikum,

    Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge aur apne kaam karte hue bahut zyada injoy bhi kar rahe honge dear members jab aap forex ke platform pe kaam karte hain to dosto time aapko chahiye kya aap apne mind ko ekadam fresh rakhe fresh mind ke sath kiya gaya kaam mein shayad sahi hota hai forex ki market mein kaam karne wale members ko chahiye ki vah es related to long and short position ko ache tarike se understand kar len kyunki yah market mein kaam karte hue use ki jaati hai.



    market mein jo bhi beginner traders apna kaam shuru karte hain to unhen chahiye kyon market mein fundamental analysis ka use karte hue long and short position ko samajhne ki koshish karen kyunki ismein complete details provide ki jaati hai unhen es opportunity se fayda uthana chahiye taki unhen market mein related ache information hasil ho sake.

    long position aur short position ek dusre ke opposite hoti hain trader jab market mein trade ko open karte hain to vah log position ko apne trade ke liye select karte hain aur long time ke liye unki trade zari rahti hai aur agar usmein acha profit hota hai to usko close kar dete hain aur short-term trade aisi trade Hoti Hai Jisko Jyada time ke liye Upar nahin kiya Jata usko kam Waqt Ke Liye open Kiya jata hai aur usmein acche success Hasil hone ke bad use close kar diya jata hai market mein jo bahut achi success hasil karna chahte hain to unhen chahiye ke vah trade ko open karne se pahle trading system ko ache tarike se analysis karne ke bad bhi market mein long and short position ko apne trade ke liye select karen aur iske liye strategy bhi unhen best select karni chahiye.






    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is long &amp; short position...

    Dear forex member forex trading business jaisa kamyab aur profitable business shyd humen kabi ni mil sakta hai dear friends forex men kamyab trading krny KY liye bohat sari situations ko face krna parta hai aur phr kahen ja kr humen kch hasil hota hai trading krny se pehle humen is men kch cheezen seekhny ki koshish krni ho ge
    Some important things
    Trading type
    Indicators
    Trading rules
    Trading rules
    Jab bi hum trading krty Hain is men Sab se pehli cheez Hoti hai trading rules ye aik aisi cheez hai jis ko follow kiye bgher kamyab trading ka sochna bi possible nahi hai aur agar hum rules KY according kaam krty rahen he to nuqsan ka samna krna aur us ko khatam ya kam krna hmare liye Sab se asaan kaam ho ga
    Trading types
    Dear friends trading ki basically 2 types Hain
    1: short term trading
    Is type mein trader bohat kam time ki market men trade open krty Hain jaisa k 5 min ya maximum 1 hour aur is men jitna bi profit ho Le kr market se trade close kr dyty Hain aur aise traders bht risk lety Hain q k aisi trading men aksar account wash bi ho jata hai
    Click image for larger version

Name:	IMG_20220803_164931.jpg
Views:	1
Size:	73.8 کلوبائٹ
ID:	12412862
    2: long term trading
    Dear is type men traders bht lamby time KY liye market men trade open krty Hain aur in ki ye trade aik week ya is se zyada time open rakhty Hain aur is doran ya to wo acha profit hasil krny men kamyab ho jaty hain ya phr in ka account he wash ho jata hai
    Click image for larger version

Name:	IMG_20220803_164914.jpg
Views:	1
Size:	111.7 کلوبائٹ
ID:	12412865
    Best trading type
    Dear mere according humen market ka acha analysis kr KY wahan shor term trading se faida hasil krna chaheye q k is men nuqsan ho bi to hum time per close kr lety Hain
    Indicators
    Dear agar short term trading men indicator ko ache Tarah samajh kr istemal kren ge to hmari trade ki kamyabi KY chances increase kr jaty Hain Lekin is ky liye zaroori hai k hmare pas indicator ka acha knowledge mojood ho ta KY ache jagah entry Le kr ache earning hasil kr saken
    Last edited by ; 03-08-2022, 04:54 PM.

    اب آن لائن

    Working...
    X