Discussion about support and resistance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion about support and resistance
    INTRODUCTION
    Assalam alaikum dear forex members!umeed karti hn k aap sb thk thaak hn gy or pak forex forum se knowledge gain kar rhy hn gy.dear members aj ki post main hum price action ko study karen gy or dekhen gy ye kia hota ha or es se trading main kesy help milti ha.

    What is price action?
    • Dear members price action ka lafzi mtlb ha k qeemton ka utar chrhao. Or forex market main ye hamen chart ki shakal main dkhaya jata ha. Candle stick charts main price action aik candle ki shakal main hamen dkhaya jata ha.
    • price action basically technical analysis ki base ha q k stf price action ko use kr k market ko analyse karna or es main koe technical indicator use na krna pure price action khlata ha or tqrbn mostly traders es py rely karty hain.
    • Price action k differen components hain jo k nechy bayan kiye gaye hain.

    1. Support & resistance
    2. Trend line
    3. Demand & supply zone
    4. Channels and patterns



    • Dear members in sb components ko nechy tafseel se bayan kia gaya ha.

    Support and resistance:
    • Dear members support forex market main use area ya price ko khty hain jo k market ko nechy girny se rokta ha or support karta ha.
    • agr ye area aik se zada prices py mushtamil ho to esy support zone kaha jata ha.
    • support zone market main qeemton ko mazeed nechy girny se rokta ha or yahan se qeemten barhny ki expectations hoti hain.

    Click image for larger version

Name:	6EB10231-C498-4B9F-85F0-0C4502322E5D.png
Views:	11
Size:	23.5 کلوبائٹ
ID:	12549328
    • support se rejection k bad hum buy ki trade lety hain or es main hmara stop loss support ya us se nechy hota ha.
    • jb k resistance wo area ya price hoti ha jo k market main qeemton ko mazeed barhny se rokti ha.
    • jb bhi qeemten ksi resistance se takrati hain to reject ho k wapis nechy aa jati hain.
    • agr resistance aik se zada prices py mushtamil ho to esy resistance zone kaha jata ha.

    Click image for larger version

Name:	57E38252-D22C-4847-8AE3-4D827E5B95D6.png
Views:	11
Size:	18.6 کلوبائٹ
ID:	12549329

    • resistance se rejection k bad hum market main sell ki trade lyty hain or es main hmara stop loss resistance ya us se opr ki price hoti ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Discussion about support and resistance

    Forex trading market mein Jab aap technical analysis complete karne ke liye support level aur resistance level ko study karte Hain to definitely ismein aapko bahut jyada fayda available hota hai basically yah price action ka paath hota hai price action ek aisi strategy hoti hai jismein aap market mein kamyabi hasil karne ke liye indicators ko use nahin karte hain aur candles tax per depend karke apni trading decision making karte Hain Jab aap market mein support level aur resistance level ko study karte hain to ismein aapko following mention information ka idea hona chahie.

    Support level

    Support level basically bottom side per aapko ek aisa area milta hai jismein aapko market ke rewa sone ke bahut jyada chances Mil Rahe hote hain basically yah ek aisa Ho Rahi hai area hota hai jismein financial institution ne bahut jyada hai bhi quantity mein pending orders set kiye hote Hain jisko touch karke market dobara apne men trend per a jaati hai aur Market mein trend reversal ki information available hoti hai.

    Major and Minor Support

    Jab aap market mein is area ko find out karte Hain to aap iski mazeed classification kar sakte hain aur Market mein major support aur Miner sport ko find out kar sakte hain basically Jab aap market mein major spot aur Miner sport ko study kar lete hain to ismein aapko bahut jyada fayda mil sakta hai aur aapko jyada se jyada advantages hasil karne ke liye is important platform per kuchh important discussions ko find out karna hota hai basically Jo area bahut jyada strong hota hai usko aap major support mein convert kar sakte hain aur jo area jyada strong nahin hota usko aap Miner support mein convert kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20211013_065859.jpg
Views:	12
Size:	283.0 کلوبائٹ
ID:	12412860

    Resistance

    Resistance area bhi aapke liye ek perfect platform hota hai jis per aap market entry de sakte hain resistance area ek aisa area hota hai jismein aapko market mein upper level per bahut acchi information available hoti hai aur ismein aapko maximum advantages mil sakte hain is area per Jab aapko market mein Koi confirmation milati hai to aap market mein acchi entry dekar achcha profit hasil kar sakte hain.

    Classification

    Market mein Jab aap resistance area ko acchi tarah find out karte hain to ismein aapko bahut jyada fayda mil sakta hai aur iski classification karne ke liye aap isko do parts mein classified kar sakte hain Jo major resistance aur Miner resistance ke naam se hoti hain basically inki importance in ki base per hi hoti hai isliye aapko unki classification ka idea hona chahie.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20211014_152949.jpg
Views:	4
Size:	370.6 کلوبائٹ
ID:	12412859
    • #3 Collapse

      Re: Discussion about support and resistance

      Support and Resistance
      takneeki tajzia ke do sab se ziyada zair behas pehlu yaqeenan tijarti satah ki himayat aur muzahmat ke khayalat hain. yeh eslehaath taajiron ki taraf se charts par qeemat ki satah ko bayan karne ke liye istemaal ki jati hain jo aksar rukawaton ke tor par kaam karti hain, jis se kisi asasay ki qeemat ko kisi khaas simt mein dhakelnay se roka jata hai. woh chart patteren ke tajzia ka hissa hain .
      ibtidayi tor par un sthon ki nishandahi karne ke peechay aqliyat aur tasawwur aasaan lagta hai, lekin jaisa ke aap ko pata chal jaye ga, himayat aur muzahmat bohat si mukhtalif shakalain le satke hain, aur yeh khayaal is se kahin ziyada mushkil hai jitna ke pehlay lagta hai .
      Support and Resistance Defined
      qeemat ki satah jisay support ke naam se jana jata hai woh hai jahan maang ya kharidari ki sargarmi ke artkaz ki wajah se mandi ka imkaan hota hai. hasas ki maang barh jati hai kyunkay asason ya sikyortiz ki qader mein kami aati hai, jis se support line banti hai. is douran, jab qeematein barh jati hain, sood ki farokht ke nateejay mein muzahmati zone zahir hotay hain .
      jab koi qeemat himayat ya muzahmat ki satah tak pahonch jati hai, to yeh ya to satah se peechay hatt jaye gi ya qeemat ki satah ki khilaaf warzi kere gi aur apni simt mein jari rahay gi jab tak ke yeh support ya muzahmat ki agli satah tak nah pahonch jaye. nateejay ke tor par, aik baar himayat ya muzahmat ke kisi ilaqay ya" zone" ki nishandahi ho jane ke baad, qeemat ki yeh sthin mumkina dakhlay ya kharji raastoon ke tor par kaam kar sakti hain .
      kuch tijartoon ka waqt is mafroozay ki bunyaad par hota hai ke support aur muzahmat ki sthin nahi tooten gi. tajir simt par" shart" laga satke hain aur fori tor par is baat ka pata laga satke hain ke aaya woh durust hain, qata nazar is ke ke qeemat ko support ya muzahmati satah se rokkk diya gaya hai ya yeh toot jata hai. agar qeemat is ke khilaaf badal jati hai to position ko mamooli nuqsaan ke sath band kya ja sakta hai. lekin agar qeemat munasib simt mein badalti hai to tabdeeli ahem ho sakti hai .






      Trendlines

      mazkoorah baala misalein yeh zahir karti hain ke kis terhan aik muqarara satah asasa ki qeemat ko bherne ya girnay se rokti hai. muawnat aur muzahmat ki sab se ziyada murawaja aqsam mein se aik jaamad rukawat hai, lekin chunkay maliyati asason ki qeemat aksar do simtao mein se aik mein harkat karti hai — oopar ki taraf ya neechay — yeh qeemat ki rukawaton ka mushahida karna mamool hai jo waqt ke sath sath badalti rehti hain. is ki wajah se, support aur rizstns ka mutalea karte waqt trading aur trained lines ko samjhna bohat zaroori hai .
      muzahmat ki sthin is waqt ubharti hain jab qeemat ka amal sust hota hai aur jab market oopar ki taraf barh rahi hoti hai to trained line ki taraf wapas jana shuru kar deti hai. yeh kisi khaas maslay ya sanat ke liye munafe lainay ya anay wali ghair yakeeni sorat e haal ke nateejay mein hota hai. qeemat ki harkat jo ke" marzi" assar, ya stock ki qeemat mein mamooli kami ke nateejay mein hoti hai .
      chunkay tareekhi tor par yeh aik aisa zone raha hai jis ne asasa ki qeemat ko numaya tor par kam honay se rokkk rakha hai, bohat se tajir security ki qeemat par poori tawajah den ge kyunkay yeh trained line ki wasee himayat ke qareeb girty hai. aik asasa ko kayi saloon tak trained line ke zariye support kya ja sakta hai, jaisa ke aap neechay nemont mining coopration ( nem ) chart se dekh satke hain. mushahida karen ke is misaal mein trained line ne newmont ke hasas ki qeemat ko kaafi waqt tak kaisay barqarar rakha .
      doosri taraf, tajir chotyon ke girnay ke silsilay ki talaash karen ge aur un chotyon ko trained line ke sath jornay ki koshish karen ge jab market neechay ki taraf ja rahi ho gi. ziyada tar tajir asasa ki farokht ke dabao par nazar rakhen ge kyunkay qeemat trained line ke qareeb aati hai aur aik mukhtasir position kholnay ke baray mein soch bhi satke hain kyunkay tareekhi tor par, is maqam ne qeemat ko kam kya hai .
      jitni baar qeemat pehlay kisi shanakht shuda satah par jane se qassar rahi hai, chahay woh trained line ke sath mili ho ya kisi aur nuqta nazar se, is satah ki himayat / muzahmat itni hi ziyada samjhi jati hai. chunkay yeh ilaqay aksar un qeematon ki nishandahi karte hain jo kisi asasay ki naqal o harkat se sab se ziyada mutaliqa hoti hain, bohat se takneeki tajir astritjk dakhlay / kharij ki pozishnon ko muntakhib karne ke liye apni tasleem shuda himayat aur muzahmati sthon ka istemaal karen ge. un qeematon par, taajiron ki aksariyat asasa ki androoni qeemat par praatmad hai, is liye hajam aam tor par ost se barh jata hai, jis se taajiron ke liye qeemat ko ziyada ya kam karna jari rakhna bohat mushkil ho jata hai .


      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Discussion about support and resistance

        Forex trading business bohat behtreen business hai is men Kisi qisam ka koi Shaq nahi hai Lekin ye risky BHI bohat ziada hai is men agar hum koi choti sari BHI galti krty Hain to humen Bhat zayada loss ka samna ho sakta hai is men humen har cheez ko dekhty Howe kaam krna parta hai kamyab trading KY liye humen in baton ko lazmi follow krny ki koshish krni chaheye
        Best indicator
        Forex trading men bohat sare profitable indicators Hain jaisa ky
        Trend line
        Support and resistance
        Moving average
        Support and resistance
        Click image for larger version

Name:	IMG_20220803_171855.jpg
Views:	1
Size:	71.6 کلوبائٹ
ID:	12412871
        Wesy to hum koi bi indicator istemal kr sakty Hain but support and resistance aik aisa level hai Jo hmari trading ko ziada na sahi Lekin Thora bohat profit dy he jata hai bohat sare traders support and resistance level ko follow krty Howe trading krny ki koshish krty Hain q KY ye humein market men acha entry level aur exit point provide krta hai aur hmari trade ko ziada risk men Jane se secure krta hai
        Click image for larger version

Name:	IMG_20220803_171912.jpg
Views:	1
Size:	39.0 کلوبائٹ
ID:	12412873
        Practice on demo
        Click image for larger version

Name:	IMG_20220803_171830.jpg
Views:	1
Size:	117.0 کلوبائٹ
ID:	12412872
        Support aur resistance level ko real men istemal krny se pehle humen demo account per apply kr lena chaheye us ka humen bht faida ho sakta hai jb BHI hum Kisi indicator ko demo per apply krty Hain to humen andaza hota hai k hmare pas us indicator ka Kitna knowledge aur experience hai us ki base per hum real men risk nahi lety balky hum apna knowledge increase kr k khud ko kamyab bnane ki koshish krty Hain is ky ilawa humen is se related seniors se bi help Le leni chaheye q k UN ka market men ziada waqt guzar hota hai wo humen ache guidelines provide krty hain
        Last edited by ; 03-08-2022, 05:24 PM.

        اب آن لائن

        Working...
        X