Assalamu alaikum dear Pakistan Forex forum members dear forex market Mein hum kaam karte hain to ismein Ham dekhte hain ki hamare pass different candlestick patterns or chart patterns for x market Mein Ban Rahe hote hain jisse market Mein next movement bata rahi hoti hai to dear Ham jab market Mein kam karte hain to different chart pattern stick patterns ke bare mein apni study ko complete karenge to hamen ismein fayda Hoga isliye ine pattern ko acchi tarike se mind merath ke kam Karen ISI Tarah ki information Mein aaj aapke sath is platform per share karna chahta hun jisse aapke knowledge mein ijaafa jarur hoga.
WHAT IS THREE OUTSIDE CANDLESTICKS PATTERN: Dear member outside up candle stick pattern teen candle stick say mell kar banta hey jo zyada tar trend mein reversal trend ke taraf signal dayta hey three outside up candle stick pattern teen up janay wale candle stick hote hein jo keh bullish pattern ko indicate karte hein or buy trade ka signal dayte hein leverage market psychology say faida hasell karnay ke koshish kartay hein three outside up candle stick pattern mein downtrend ka hona zaroorey hey jes mein market down say up janay wale hote hey jo 1st candle stick black ho or 2nd candle stick white jo keh long shape mein ho or 3rd candle stick hey woh bhe white ho bullish mein ho or higher ho 2nd candle stick es market structure mein trader buy kar kay maximm earning hasell kar sakta hey.
TRADING WITH THREE OUTSIDE CANDLESTICKS PATTERN: Dear member three outside up candle stick pattern trader ko es baat kay ley indicate karta hey keh pattern reversal honay walla hey or trader ko chihay keh ab market kay sath order ko bhe reverse kar day trader aam tor par es pattern par basic buy kay signal kay tor par estamal kartay hein or woh en signal ko indicator kay tor par estamal kartay hein.three outside up candle stick pattern mein trader es baat ko indicate karta hey keh 1st candle stick bearish ho or last wale 2no bullish pattetn mein hn or woh long hon trader market ko buy kar kay bohut ache earning hasell kar saktya hai.
THREE OUTSIDE CANDLESTICKS PATTERN IN TECHNICAL: Dear member aik technical indicator ke yeh aik important khsoseyat hey engulfing candle stick pattern ko indicate karte hey es pattern mein jo 2nd candle stick long ho to trend otna he zyada bullish pattern mein strong ho ga or trader asane say signals ko pehchan sakta hey kuch indicator three outside up candle stick say mel saktay hein RSI, MACD, Volume or stochastic yeh pattern ke tasdeeq karta hey or koi bullish pattern mein tabdele kay sath sath market ko buy kar saktay hein.
USE OF STOP LOSS: Dear Agar ap stop-loss ki proper calculation Karty Hain or is ke sath sath ik acchi Jagah entry Ly Letu Hain To ap ap ne account ko properly safety sy maintain kar sakte hain. Forex trading market main ap ko Hamesha zyada Sy zyada advantages Hasil karne ky liye regular basis par apni trading activities ko profitable banane ky liye ye apne account ki safety level ko maintain karna zaruri Hota Hai. Agar ap stop loss ki proper calculation karna chahty hain to is ky liye ap ko Hamesha market Mein Different techniques ko acchi Tarah study karna Hota Hai.
SUPPORT AND RESISTANCE LEVEL: Dear forex member support level or resistance level ko ap different categories main convert kar sakhty hain. Definitely is k different levels ki different categories or different interpretation hoti hai. Iski briefly Explaination aap kay sath share krny ja rahi hun jis ko ap samjh kar asani sy apna target lay sakhtu hain.Definitely yeh aik bahut hi important level hota hai, is par ap ko candlestick ki confirmation par zaroor entry leni cheye esi entry sy ap ko bhot zyda advantages available hoty hain.
CHART ANALYSIS: Dear friend market main successful Hona Chahte Hain. To aapko different candlestick k related proper information honi chahie ta k ap successful trading kar sakyn, es ki explanation ap sy chart main share karn gi. Dear members Jab market ka trend aik khaas direction sy dosri direction mein change hota hy hum is hony wali changing ko Reversal kehty hen. Dosto Reversal ky ban'ny sy pehly market jis taraf move kar rahi hoti hy usi he same direction mein barrhti chali jati hy.agr ap market main kamyabi Hasil karna chahte hain to ismein ap ko bhot acha profit milta hai. market mein koi trend temporary toor par Reversal hota hy to ham isy Retracement ka naam dety hen. Matlab ye ky market ka trend completely toor par change nahin ho raha hota balky market thory time k liye Reversal hoti hy. Es ki tafseel main ap sy chart main share karun gi.Ji to yahan ham bat karain gay keh kis tarah is pattern say ham faidah utha sakty hain. Ager ham intraday traders hain to ham 5,15 minutes ya phir hourly time frame main isko find kar kay use kar sakty hain. Yani iskay bad is per ham sell kar sakty gain. Yeh pattern intraday, daily weekly aur monthly teenon types kay trading style main help out karta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим