AOA
INTRODUCTION
Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab log khairiyat se honge Jahan rahen khush rahe aur mehfooz Rahan or fore x trading mein acchi trade karte hue achcha profit hasil Karen knowledge ko jyada se jyada hasil Karen Apne experience ko improve karte rahen market ka analysis Karna aapko aana chahie agar Nahin aata to aapko sikhana chahie tha ki aap ek acche expert trader Ban sake aaj jis topic per main aapse knowledge ko share karna chahta hun vah reversal pattern trade mein kya effect karte Hain kyon bante Hain ine per discuss karte Hain ummid hai aapko yah topic Pasand aaega
WHAT IS BREAISH RISING WEDGE
yah pattern bullish trend ke end mein banta hai jo market Kafi upar ja chuki ho to Is Tarah ka pattern banta hai ismein market higher high aur highest Lows banati hai agar lows aur highs ko milakar trend line draw ki jaaye to ek channel type structure banta hai jo ki rising pattern kahlata hai yah yah trend reversal hone ki nishani hoti hai aur yah hamesha bearish hi hota hai iska break out ke bad price teze ky se girti Hain
HOW TO TRADE WITH BEARISH RISING WEGDE
Bearish pattern ko trade karne ke liye iske break out ka vate Karna hota Hai jab iska break out ho jaaye aur break break out ki confirmation bhi ho jaaye to sel ki entry Le sakte hain ismein hamara stock loss pattern ke support line se upar Hoga
WHAT IS BEARISH EXPANDING WEDGE
Yah pattern bhi revers pattern hai aur bullish trend ke end mein banta hai ismein Fark sirf itna hai ki yah expended hota hai matlab ke ismein market higher high ke sath higher low bhi banati hai aur Kasey jasey market Aage chalti Hai move Karti Hai yah expend hota jata Hai Lekin iske break out per price niche teze se jaati hai aur yah hamesha bearishhi hota hai
HOW TO TRADE WITH EXPANDING WEDGE
Es pattern main bhi trade lene ke liye aapko break out aur uski confirmation ka waite karna hoga uske bad aap ismein sell ki entry open kar sakte hain stop loss es pattern ky nechi wali support line se upar hoga aur ek profit pattern ky high ky equal hoga