How to trade in Volatile Market and Sideways Market.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to trade in Volatile Market and Sideways Market.
    Assalamu Alaikum dear Main jab market mein apni working activity karte Hain to aisi condition mein aapko hamesha jyada se jyada profit karne ke liye market ke different aspects ko find out karna hota hai Jab aap market ke different important aspects ko find out kar dete Hain to ismein aapko definitali ek achcha platform available ho sakta hai aur aap according karne ke liye different factors ko study karte hain to ismein aapko hamesha bahut zabardast trading opportunities available ho sakti hai aaj main aapko do different importance situation per trade karne se related kuchh important information share karna chahta hun.

    Volatile Market

    Dear mein bus jawab volatile market mein apni trading karna chahte hain to sabse pahle aapko yah concept hona chahie ki volatile market kaun si hoti hai basically vo retile market vah hoti hai Jab market mein movement bahut jyada ho rahi hoti hai market mein movement bahut jyada hone ki different situations ho sakti hai sabse pahle reason yah ho sakti hai ki Jab market mein Koi strong news aati hai to uska effect hota hai jiski vajah se market mein maximum advantages available ho sakte hain aur Market mein jyada se jyada movement ho rahi hoti hai iske sath market mein kuchh aisa specific area hota hai jisko market touch karke bahut jaldi se apni movement complete karti hai isliye sabse pahle aapko yah adress send karna chahie ki market mein Volatility kya hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	grade8-pivot-points-range-end.png
Views:	21
Size:	64.0 کلوبائٹ
ID:	12549069

    Trade in Volatile Market

    Jab aap market mein apni entry lete hain aur Market ki voltality bahut jyada hoti hai to aisi situation mein aapko hamesha market mein accordingly trade karna hoti hai aur ismein apne estimated target aur risk management ke rules and regulations ko apply karne ki limits bhi totally different honi chahie kyunki Jab aap market mein aisi situation mein apni working karte Hain to usmein aapke estimated target totally different ho sakte hain aur aapko hamesha jyada se jyada target select karna chahie.

    Sideways Market

    Market mein working karte hue aapko market ki different aspects ko bhi jarur find out karna hota hai kyunki Jab aap market mein profitable trading karna chahte hain to ismein aapko market mein ek aisi situation bhi available hoti hai Jab market mein volatility bilkul na hone ke barabar hoti hai zero volatility hone ki vajah se aap market mein bahut jyada confuse ho jaate Hain aisi situation mein aapko bi careful rahana hota hai aur accordingly apni decision making karna hoti hai.

    Trade with Sideways Market

    Jab aap market mein kaisi situation find out karte Hain ki jismein market mein volatility bilkul zero hoti hai to aisi situation mein aapko hamesha be careful rahana chahie aur Market mein enter nahin hona chahie kyunki Jab aap market mein enter hote hain to ismein aapko bahut jyada problem ho sakte hain aur aapko nuksan ho sakta hai kyunki Jab market aisi condition mein working karte hue suddenly ek limit ko break karti hai to uske bad apni movement ko bahut jyada kar deti hai aur aisi situation mein aapke liye dangerous ho sakta hai.

    Overview

    At the end of my post main aapko yah conclude karna chahta hun ki Jab aap market mein jyada se jyada advantages hasil karna chahte hain to ismein aapko hamesha be careful hokar apni working activities ko complete karna hota hai aur Market ke different factors ko acchi tarah find out karna hota hai market ke jitni bhi factors hote hain unko completely focus karna aapki most important responsibility hoti hai agar aap aisa nahin karenge to aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	image4-1-1024x482.png
Views:	2
Size:	49.1 کلوبائٹ
ID:	12549067

اب آن لائن

Working...
X