Dark Cloud Cover Candlestick pattern.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dark Cloud Cover Candlestick pattern.
    Introduction

    As-salamu alaykum dear member kya हाल-चाल hai Mehman karta hun aap sab to khairiyat hai aur Market Mein Achcha kam kar rahe Honge Aur Jaan market Mein Kitni mehnat ke sath kam karta hai utna hi Uske pass Malish aur experience hota hai use experience Ki Duniya Yad karo ering kar sakta hai aur Achcha profit bhi a sakta hai aaj main aapke pass dark Love Cover pattern ke bare mein topic Lekar Aaya hun ummid hai aapko is topic se Kafi sari information milegi

    [Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	39
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12549014

    B]WHAT IS DARK CLOUD COVER PATTERN:
    [/B]

    Dear forex market Mein dark cloud cover candlesticks pattern do candles per mustameez hota hai jismein Pahli candle Ek bowl a scandal hoti hai jo aapke dusre Din Ki candle Ek bearing scandal Hoti Hai pattern ki dusre Din Ki bearing scandal pahle din Ki Boli standard ke current trend ke asrath ko kam Karti Hai yani bearing candles Bull is scandals ke upper side per gap Mein khulati Hai jabki close Usi Ke Darmiyan mein open point se pahle close Hoti Hai pattern ki candles Bully scandal se upar gap mein open hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	21
Size:	5.6 کلوبائٹ
ID:	12549015

    IDENTIFICATION OF THIS PATTERN:


    Dear member dark allowed cover candlesticks pattern Ek bearing stand reversal pattern hone ki vajah se price ko Pahle Se high price area Bole strand Mein Hona important hai pattern ki first candle Lake white candle Hoti Hai pattern ki second candle Ek black candle Hoti Hai pattern ki donon candle shadowsimat ya Shadow ke bagair ho sakti hain lekin real body Hamesha Shadow Se Jyada honi chahie pattern ki second candle first candle set top gap mein open hokar Usi ke real body Ke Darmiyan se thoda sa down close hoti hai. Dark cloud cover candlesticks pattern price trend mein band kar market gate and where is river cell Bana Deta Hai pattern Mein Shamil donon candles real body Mein honi chahie jismein dusri candles belly candle se upar gap mein open Hoti Hai pattern ki banne ki psychology Kuchh Is Tarah Se Hai jismein buyers price ka pahle Upar push karte hain jisse bearings police scandal se upar gap mein open hoti hain lekin bad Mein Barish Ki price ke top Mein Majeed dilchaspi Nahin rahti hai aur Usi time sailors market mein jyada active ho Jate Hain.

    Click image for larger version

Name:	download (3).png
Views:	8
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12549016

    TRADING WITH THIS PATTERN:


    Dark cloud cover candlesticks pattern trading ke liye ek strong bear is signals Dete Hain jisse sailar market Mein entry karte hain pattern ke bad Ek bearing confirmation candles Ka Hona important hai jo ki real body Mein hone ke sath dusre candles ke bottom per close honi chahie lekin Bole scandals banne Ki Surat mein trade entry karne se avoid Karen pattern do candles Ka Hota Hai Is vajah Se stop loss ka use Jarur Karen. Dark cloud cover candlesticks pattern ko bear stand reversal pattern ke Taur per use Kiya jata hai jo market Mein musalsal Upar Ki Jaane movement karte hue price Mein banta hai pattern ke dusre Din Ki candlesticks price Mein gap Dikhati Hai Jahan bearish market Mein wapasi ki koshish karte hain pattern ka important point yah hai ki pattern ki second candles Pahli candles ke close price se upar gap mein open hokar bear is real body banne ke bad Pahli candles ke mid point se down close hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	19
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12549017

    First Candle:


    Dark cloud cover candlestick pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo prices k top par ya bullish trend ki continuation ka kaam karti hai, q k ye aik real body wali candle hoti hai. Ye candle white ya green color ki candle hoti hai.

    Second Candle:


    Dark cloud cover candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali strong bearish candle hoti hai. Ye candle open pehli candle k top par gap main hoti hai, jab k close pehli candle k darmeyan se below hoti hai. Bearish candle k shadow samet ya shadow k bagher ho sakti hai, lekin can

    Explanations

    cloud cover candlestick pattern market main prices ko downward convert karta hai, jo k do candles, bullish aur bearish se mel kar banta hai. Pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo k prices k top ya bullish trend ko zahir karti hai. Ye candle aik normal real body main shadow samet ya shadow k bagher ho sakti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k opposite direction yanni bearish candle hoti hai, jo open pehli candle k top par gap main hoti hai, lekin close pehli candle k darmeyan se nechay hoti hai. Ye candle pehli candle se bane gap ko cover bhi karti hai aur sath hi bearish trend reversal ka kaam bhi karti hai. Ye candle lazmi real body main honi chaheye, jab k close pehli candle k open price aur midpoint k darmeyan main hai.

    Trading

    Dark cloud cover candlestick pattern prices k top par traders k leye sell ka signal genrate jarta hai, jiss confirmation candle k baad entry ki ja sakti hai. Pattern k baad confirmation candle ka real body main bearish hona bhi zarori hai, jab k dosri candle k bottom par close hona bhi aham hai. Pattern k baad bullish candle banne se pattern par sell ki entry nahi karni chaheye, jab k trend confirmation indicator jaise CCI, RSI, MACD aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value overbought zone main honi chaheye. Pattern par stop loss ka bhi zaror istemal karen. Stop Loss pattern k sab se top position ya dosri candle k open price se two pips above set karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dark Cloud Cover Candlestick pattern.

    Dark Cloud Cover Candlestick Pattern


    Dark cloud cover candlestick pattern two days candlestick par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k high peak area ya bullish trend main banta hai. Pattern ki khas baat ye hai k ye pattern dekhne bullish thrusting line candlestick pattern ki tarah bullish aur bearish candles se mel kar bana hai, lekin bajaye trend continuation k ye pattern trend reversal ko ziada tarjeeh deta hai, jiss se prices same sabeqa trend ko hi follow karna shoro karti hai. Pattern ki pehli candle aik strong aur long real body main white ya green candle hoti hai, jab k dosri candle real body wali black candle hoti hai, lekin ye candle aik to bearish hoti hai, dosri ye candle white candle se above gap main open hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (525).png
Views:	28
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12415231

    Pattern ki Pehchan k Rules

    1. Dark cloud cover pattern aik bullish trend reversal pattern hai, is waja se qeematon ka pehle se high price area ya bullish trend me hona chaheye.
    2. Pattern do (two) candles par mushtamil hai, jis me pehle candle aik bari real body wali white candle hoti hai.
    3. Pattern ki 1st white candle market ki current situation yanni bullish trend ki akasi karti hai.
    4. Pattern ki 2nd black candle 1st white candle se above thore se gap me open hoti hen, lekin baad me qeematon pe selling pressure ki waja se candle downward a kar white me dakhil ho kar close ho jati hai.
    5. Pattern me 2nd black candle white candle k real body k midpoint me ya us se thora sa nechay close hoti hai.
    6. Pattern me candles k shadow ka hona ya na hona koi ahmeyat nahi rakhta hai, lekin candles ki real body lazmi honi chaheye, jis se pattern ka amal mukamal hota ho.


    Click image for larger version

Name:	images (523).png
Views:	9
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12415232

    Pattern ki Tafseel


    Dark cloud cover candlestick pattern dekhne main same meeting line pattern jaisa hota hai, lekin dosri bullish candle ka close point pehli candle k midpoint ya 50% se below hota hai, aur umoman ye pehli candle ka open point k qareeb hota hai. Ye trend reversal pattern hai, jo k prices k top ya bullish trend main banta hai. Ye pattern trend continuation pattern k muqabele main ziada successful nahi rehta hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali hoti hai, jo k bullish trend ki alamat hoti hai. Jab k dosri candle size main pehle candle k taqreeban barabar hoti hai, jiss ka open price pehli candle se above gap main hota hai aur closing price pehli candle k darmeyan se nechay hota hai. Pattern ki dosri candle agar pehli candle k closing price se pehle close hoti hai, to ye pattern bullish on-neck pattern ban jata hai, jiss ki bullish trend continuation wali haseyat hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (524).png
Views:	71
Size:	3.1 کلوبائٹ
ID:	12415233

    Pattern par Trading ka Amal



    Dark cloud cover candlestick pattern main dosri bearish candle pehli bullish candle k open point ko cross nahi karti hai, iss waja se ye candle pehli candle k midpoint se thora sa nechay close hoti hai. Bearish candle bullish on-neck line pattern ki tarah pehli candle se above open hoti hai, lekin buying pressure ki kimi ki waja se bullish jane ki bajaye bearish real body banati hai. Market main ya to selling pressure ziada hota hai, aur ya buying pressure kam honne ki waja se qeematen ziada taqat se bearish jati hai. Pattern par trading se pehle confirmation candle ya indicator confirmation ka honna zarori hai, jo k aik teesri bearish candle ho sakti hai. Lekin bullish candle banne se pattern invalid ho jayega, jo k trade k qabil nahi rehta hai. Teesri candle k baad market main sell ki entry ki ja sakti hai. Jab k stop loss pattern ki dosri candle k top se two pips above par set hoga.

    Click image for larger version

Name:	images (522).png
Views:	98
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12415230

    اب آن لائن

    Working...
    X