Homing Pigeon candlestick pattern in forex trading...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Homing Pigeon candlestick pattern in forex trading...
    Assalamu alaikum dear for a friend ummid hai ki aap sab khairiyat se honge aur forex market mein achi working quality ki vajah se apne profit ko increase kar rahe honge dear jab Ham market mein kam karte Hain to trading karne mein hamen bahut mushkil pesh aati hai agar hamara knowledge aur experience achcha Nahin hota isiliye hamen apna knowledge aur experience increase karne ke liye Apne learning process ko continue rakhne ki jarurat hoti hai isiliye aaj Ham post mein baat karenge homeing pigeon candlestick pattern ke bare mein ki vah kaise hamen for extering mein madad de sakta hai.

    What is Homing Pigeon Candlestick Pattern?

    Dear friends for extreme me homing pigeon pattern do din ki candles for muzamil ek bullish trend reversal pattern hota hai jo ki price ke bottom par jab bhi registers ka and hota hai vahan per yah pattern banta hua najar aata hai is pattern ki pahli aur dusri candle sem hoti hain jismein pahli candle ke andar hi dusri candle ki opening aur closing value hoti hai aur main present pattern ki second candle ki formation same Bullish harami cross pattern ki candle doji candle Hoti hai jiska open aur close sem hota hai pijan pattern ek police trend reversal pattern hai jo ki price ke week hone ki Nishan dahi karta hai dusri candle ek sem real body wali candle hoti hai jo aap ke liye friend ka kam Karti hai jiske bad price bullet train reversal ka saman banati hai.

    Click image for larger version

Name:	Homing-Pigeon.jpg
Views:	14
Size:	14.9 کلوبائٹ
ID:	12549005

    Identification of homing Pigeon Candlestick Pattern:

    Dear homing pigeon pattern do din ki candles for Muslim ek bullish trend reversal pattern hai yah down Trend ke bad mein bhi milta hai aur iske liye candles ki details aapko kuchh is Tarah milati Hain pahle din ki candle ek long real body wali black ya red candle hoti hai jo price ke down trend ki Nishan dahi Karti hai yah candle normal size aur Trend ke mutabik hoti hai.
    Homing pigeon pattern mein shamil dusre din ki candle bhi sem black ya red color mein banti hai aur price dusre din ki candle pahle din ki candle ki real body ke andar open aur close hoti hai.

    Trading strategy of Homing Pigeon Candlestick Pattern:

    Dear friends forex trading mein homing pigeon pattern be bullish trend reversal pattern ki Tarah bike ka signal Deta hai yah pattern trading ke tarike bullish harami trend reversal pattern jasa hai. Jis per market mein bye ki entry li ja sakti hai is pattern per trading se pahle price ka trend study karna bahut jaruri hota hai kyunki down trend mein yah pattern hona chahie aur yah high level per ho to pattern ki pahli candle normal long real body wali hoti hai jo ke dusre din ki sem bear is candle ko follow Karti hai homen pigeon pattern mein second de ki candle ki formation bhi important hoti hai kyunki first candle ke andar uski opening aur closing honi chahie aur pichhle candle ke open aur close se kam honi chahie homeing pigeon pattern ke liye train confirmation trade entry se pahle mast Hoti hai otherwise is pattern ki confirmation agar Nahin Hogi to aap wrong entry Le sakte hain jiski vajah se aapko loss ka samna karna pad sakta hai isiliye hamesha stop loss ko pattern ke hisab se lost price ke bottom se ek ya do resistance point per lagana chahie.
    Pigeon pattern bullish harami pattern or police harami cross pattern se milta hai is pattern mein same trend ko bullet train mein reversal Kiya jata hai homing pigeon pattern do din ki candles per mustameez pattern hai aur iski first candle long real body wali bear is candle Hoti hai jiske bad dusre din ki candle long real body wali sem candle banti hai lekin uski opening all closing pahle din ki candle ki nisbat kam hoti hai aur uske andar hi uski opening aur closing banti hai.

    Click image for larger version

Name:	39-Homing-Pigeon-_JPMorgan-Chase-Co._Nov-18-2011.png
Views:	12
Size:	24.3 کلوبائٹ
ID:	12549007
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Homing Pigeon candlestick pattern in forex trading...

    Introduction:-

    homing pigeon pattern se related aapane bahut hi perfect analysis Hamare Sath share Kiye Hain. no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam karte hue different important market patterns ko study Karke apni trading per reply karte hain To Ham maximum advantages Hasil karne ki position Mein a sakte hain. Agar Ham different market patterns ko properly apni trading per reply Nahin Karte to ismein hamare liye bahut ziada problem ho sakti hain aur ham kabhi bhi Forex trading mn successful trader Nahin Ban skty.

    Definition:-

    Homing pigeon pattern ek aisa pattern hote Hain Jo Kisi bhi support area per banta hai to ham isko bullish homing pigeon pattern kahate Hain aur is pattern ke banne ke sign ya hote Hain ke support area per last candle bearish big body ke sath banti hai to uske sath kyon candle chhotisi bullish banti hai aur iske bad agar koi next kernel again bole Banti hai to fir ham is confirmation Lete Hain ki aap homing pigeon pattern ban chuka hai aur aap ham bullish trading kar sakte hain isliye hamen is patron ki practice karni chahie to ham market mein bullish homing patton se aap trend mein aasani ke sath trading kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (23).png
Views:	12
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12412633

    Explanation:-

    Homing pigeon candlestick pattern asa pattern hai jo 2 candlestick par mabni hai or es ma ik large candlestick banti hai or second candlestick choti hoti hai or ye pehle ki body k andar he banti hai. Both candlestick ka colour ik he hona chahe. Ye pattern ye information deta hai k market ka current trend weak par chuka hai or market apna trend change karny wali hai. Es pattern ma jb pehle candle banti hai jo forexample bearish bani hai to eska matlab hota hai k market ko bear ny control kar leya hai. Next session ma price previous session k closing point sy uper sy start hoti hai or previous day ki candlestick ki body k andar he close ho jati hai. Esa serf previous session ki strength ki waja sy hota hai. So ye indicate karta hai k market ka bearish trend close hony wala hai. So agr trader ny trade open kar rakhi hai to ab time hai esko close kar deny ka.

    Click image for larger version

Name:	images (22).png
Views:	2
Size:	11.7 کلوبائٹ
ID:	12412632

    اب آن لائن

    Working...
    X