What is divergence?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is divergence?
    Divergence

    Divergence se morad woh hai jab currency ke jore ki qeemat aik simt mein harkat karti hai jabkay rujhan isharay mukhalif simt mein barh raha hota hai. inhiraf ke sath, misbet aur manfi signal ho satke hain. jab inhiraf hota hai to is ki wajah yeh hai ke koi wazeh samti rujhanaat nahi hotay hain aur tajir inhiraf ko karwai karne ke liye signal ke tor par istemaal karte hain, aam tor par tijarat ke har fareeq ke sath position haasil kar ke. yeh jan-nay ke liye parhna jari rakhen ke drive jin kya hai, drivergen ki talaash mein kon se isharay istemaal kiye jayen aur forex traders usay market mein apni tijarat ke liye kis terhan istemaal karte hain. is ki sab se bunyadi shakal mein, drivergens woh hota hai jab forex jore ki qeemat jis ko aap dekh rahay ho is se hatt jati hai. takneeki isharay jo aap ke chart par mojood hain. misaal ke tor par, aap jis chart ko dekh rahay hain is par qeemat ne abhi aik nai oonchai banai hai, lekin isharay kam oonchai bana raha hai. usay divergancey kehte hain .

    Good entry signal

    divergence sab se mazboot ulat signals mein se aik hai jo aap haasil kar satke hain. lekin zehen mein rakhen, yeh aik ulat trading hikmat e amli hai jis ke zariye aap mojooda rujhan ko khatam kar rahay hain. zail mein eur / usd currency ke jore par mandi ke farq ki aik misaal hai. aap dekhen ge ke qeemat ziyada buland ho gayi hai, lekin isharay ne kam oonchai kar di hai. yeh aik classic bearish divergence signal hai. forex divergence ko bazat khud aik entry signal ke tor par istemaal nahi kya jana chahiye. taham, yeh aap ki mojooda hikmat e amli mein aik qeemti izafah ho sakta hai. misaal ke tor par, agar aap ki hikmat e amli aap ko aik ahem muzahmati satah par currency ka jora baichnay ke liye kehti hai, to aap aik izafi tasdeeqi signal ke tor par –apne mansoobay mein divergence patteren ko shaamil kar satke hain. agar misaal ke tor par eur / usd muzahmat ki aik barri satah par ruk jata hai, aur aik hi waqt mein mandi ka inhiraf hota hai, reversal ke imkanaat abhi barh gaye hain
    Top Trading tip


    trading forex divergence ke baray mein chand ahem nakaat mein shaamil hain : aap jis tijarti alay ki nigrani kar rahay hain is ke umomi rujhan se aagah rahen. kaleedi support aur muzahmati lakerain khinchin, aur oonchai / neech ko dekh kar inhiraf ko talaash karen. aik baar jab aap inhiraf ko dekh len to is ki wazahat karen ke yeh kya ishara kar raha hai ( misaal ke tor par, bearish divergence yeh betaye ga ke aala ulat aur zawaal ko dekhnay wala hai ). apni hikmat e amli ka intzaar karen ke aap ko aik munasib indraaj ka ishara miley ( misaal ke tor par, agar koi break out hikmat e amli hai, to aap is waqt tak intzaar kar satke hain jab tak ke qeemat is kaleedi support line se neechay nah aajay jis ki aap nigrani kar rahay thay ) .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is divergence?

    Asalamualikum dear members umeed Hy ap sb khariyat Sy hon gy or forex py mehnat kr kr k achi earning kr rhy hon gy.dear members aaj hm divergence k bary mein baat krein gy.

    What is divergence :

    Dear members Jb ap ko indicator k chart mein price ke basis pr milney wali guidelines mein changes milti hy to es ko ap divergence kehty hain. Agr ap es ko properly utilised krna chahty hain, to es ke recognition baht important hoti hy . Divergence ko further explain krny k liye ap es ko bullish divergence or bearish divergence mein categories kr sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	divergence.gif
Views:	3
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12412615

    Bullish divergence :

    Jb Market mein prices zyada ho rhe hoti hain or different types ke waves ban rhe hoti hain or market mein ik down trend mein wave bnti hy jo ap ko prices decline ke information dti hy . Liken es k against Indicator ap ko bullish trend mein prices indicate kr rha hota hy to es situation mein koi b entry lny sy phly Market ko achi trah judgement krna hota hy taky hmain loss ka samna na krna pry , to ese situation mein bullish divergence kehty hain. Ese situation malein ap ko buying entry lena hoti hy . Bullish divergence mein oscillator higher lows bnati hy , jb k us opposite price chart mein lower lows bnti howi chalti hain . Bullish divergence mein RSI indicators (two) low dekhata hy , jo higher lows k level bnata hy , jb k price lower lows dekhati hy . RSI leading indicator k tawar pr apni values ko new side ke trf ishara krti hy , jb k price indicator k direction k farq ko sahi krny k liye bd mein usi direction mein ati hy .

    Click image for larger version

Name:	bearish-and-bullish-1.jpg
Views:	3
Size:	26.7 کلوبائٹ
ID:	12412614

    Trading on divergence :

    Dear friends Agr ap bullish divergence ko easily find out kr lty hain to es situation mein ap ko hmsha market mein buying entry lena hoti hy kun k Indicator ap ko yeh show kr rha hota hy k ab market mein bullish trend expected hy or prices mein downtrend temporary hy.

    Click image for larger version

Name:	grade11-hidden-bearish-divergence-cheat-sheet.png
Views:	2
Size:	65.8 کلوبائٹ
ID:	12412613

    Conclusion :

    Dear members Market mein ap ko hmesha successful trading krny k liye Indicator ko apply zarour krna chaheay. Indicator ke help sy ap Market mein achi entry ly kr profitable trading kr sakty hain. indicator ko achi trah understand kr k un ko apni trading activities pr apply krna important hota hy .RSI indicator ik trend reversal indicator k tor pr zyada kaam krta hy , or yeh most important indicator Hy . Indicators ko use Krny k liye hmary pas knowledge Hona bht zaruri Hy.
    • #3 Collapse

      Re: What is divergence?

      Definition:-

      Divergence*strategy ko develop kernay kay liye demo trading account bohat ziada zaruri hai kiyu kay divergace aik aisi strategy hai jiss kay liye traders ko bohat time required hota hai. Forex trading business mai traders apnay skills aur experience kay mutabiq strategies Bana kay kaam kertay hain. Divergance trading strategy mai market ko smajhna bohat zaruri hota hai kiyu kay market mai resistance aur support ki peak ko pehlay say guess kerna bohat zaruri hota hai kiyu kay divergance strategy mai trades uss waqt li jaati hain jab apnay level pay pohanchnay say kuch pips peechay hoti hai laikin risk uss waqt hota hai jab level ziada up ya ziada down hojatey hain.*

      Click image for larger version

Name:	images (21).png
Views:	1
Size:	17.4 کلوبائٹ
ID:	12412617

      Explanation:-

      divergence*strategy aik bohut he risky strategy hai jiss say ap ky account ko khatra hota hai yeh strategy wo log use karty hain jin ky forex market main kam sya kam 10 sal ka experience hota hai kyon es say market ky full top ko pkra jata hai aur es main stop loss bohut smal hota hai aur es main big reward milta hai es main trading karny say pehly es strategy pay achi tarah say practice ki jati hai kam say kam es main 2 year tak practice karni parti hai kyon ky es main risk bohat ziada hota hai mager es main ager ap aik dafa success ho jayin tu ap market ky top level ko paker sakty hain.

      Click image for larger version

Name:	images (12).jpeg
Views:	5
Size:	38.7 کلوبائٹ
ID:	12412616

      Trading:-
      divergence*strategy aik bohut he risky strategy hai jiss say ap ky account ko khatra hota hai yeh strategy wo log use karty hain jin ky forex market main kam sya kam 10 sal ka experience hota hai kyon es say market ky full top ko pkra jata hai aur es main stop loss bohut smal hota hai aur es main big reward milta hai es main trading karny say pehly es strategy pay achi tarah say practice ki jati hai kam say kam es main 2 year tak practice karni parti hai kyon ky es main risk bohat ziada hota hai mager es main ager ap aik dafa success ho jayin tu ap market ky top level ko paker sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: What is divergence?

        Divergence KY bare men Jahan tak mujhe maloom hai to wo yeh hai KY divergence hmesha humen market ki opposite direction men signals provide krta hai aur ye currency pairs men ache signals dyta hai Matlab yeh k jis direction men market move kr rhe Hoti hai divergence humen us my opposite entry ka signal dyta hai aur bohat sare members us KY mutabiq trading kr KY ache profit haisl krny mein kamyab hoty Hain
        Jahan tak Mera knowledge hai to agar hum divergence KY Sath Sath RSI CCI ya stochastic indicator ka bi istemal kren to hmara profit definite ho sakta hai is liye humein indicators se related bi apna knowledge mazboot rakhny ki koshish krni ho ge ta KY hum har Tarah se market se acha faida he hasil kren
        Is ky ilawa agar hum is se milti julti information apny seniors se Len ya phr is forum per is se milty answers se seekhen to hum aur bi ache trading ko possible bna saken ge Lekin Yahan Sab se zaroori bt ye hai KY hum apny kaam men kitny sincere Hain jitny ziada hum apny kaam se sincere hun ge utna he hmara faida ho ga behter yehe ho ga KY hum apny knowledge ko daily basis per improve krny ki koshish kren aur apni mehnat ko continue rakhen kyun KY hmari mehnat aur hmari seekhny ki lagan he humen Kisi ache moqam tak Le kr ja sakti hai aur humen khud ko jald Bazi se hmesha door rakhna hai yeh hmari kamyabi ki Sab se bari dushman hai dosron per depend krna choren aur apni zaat per apni mehnat per bhrosa rakhen
        • #5 Collapse

          Re: What is divergence?

          Divergence per Jab aap trade lete Hain to definitali ismein aapko bahut jyada fayda Mil sakta hai iski kuchh important features hote hain jinko aapane focus karna hota hai aur unki base per aapane market mein entry leni hoti hai diversion se related kuchh important information mein official karna chahta hun jo aapke liye helping platform provide kar sakti hain aur aapki trading ko profitable banaa sakti hain.

          Definition of Divergence

          Divergence gajab aap study karte hain to ismein aapko yah Idea milta hai ki Jab aapko indicator kuchh important details share kar raha hota hai aur uske against jo aapko niche available chart mein details show ho rahi hoti hain to usmein aapko hamesha different calculations available hoti hain jiski vajah se aapko market mein kuchh important decision making karna hoti hai yah basically divergence ka concept hai.

          Classification

          Jab aap divergence ko study karte Hain to iski aap masjid calculation karte hue iski classification kar sakte hain aur isko do major parts mein categories kar sakte hain aur iski decision making ke liye aapko iski classification ko acchi tarah study karna hota hai aur iski base per hi aapko decision making karna hoti hai iski details main aapse share karne ja raha hun.

          1 : Bullish Divergence

          Dear member Jab aap market mein diversion per trading kar rahe hote Hain to aisi condition mein aapko hamesha iski different important factors ko find out karna hota hai usmein apne according literate karna hoti hai kyunki Jab aap iski against jaate Hain to usmein aapke liye kuchh problem ho sakta hai aur aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai Jab aap market mein jyada se jyada advantages hasil karne ke liye different factors ko find out karte hain to ismein aapko bahut profit available ho sakte hain.

          2 : Bearish Divergence

          Jab aap divergence ki classification karte hain to ismein aapko bearish divergence ki information bhi available hoti hai kyunki yah kaisi important information hoti hai jiski base per aap market mein seling entry Le sakte hain aur iski behaaf per aap market mein bahut achcha profit hasil kar sakte hain Jab Ham market mein different important indicators ko study karte hain to ismein aapko divergence ka idea hota hai.

          Guidance Platform

          Yah platform aapko bahut hi important guidelines provide kar sakta hai jiski base per aap market mein decision Le sakte hain aisi situation mein aapko market mein hamesha bahut jyada profit available ho sakta hai aur usmein aapko Maxima advantages available ho sakte hain market mein aapko hamesha jyada se jyada profit hasil karne ke liye different factors ko find out karna hota hai aur ismein aapko market mein achcha profit available ho sakta hai aur is platform per aapko jyada se jyada guidelines available ho sakti hai.

          Click image for larger version

Name:	Relative Strength index.png
Views:	32
Size:	18.4 کلوبائٹ
ID:	12412620
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            جواب: What is divergence?

            G haan pak forux aik bahut acha plate forum Hy as may hum ko aik achy tariky k sath Kam krna chahye aur bahut achy mehnat krni chahye jis sy hum ko bahut achay kamyabi hasil ho aur hum ko treading aur Posting ki quality ko behtar banana chahye jis sy hamara account ki quality bahut achay ho hum ko market ki movement ko ko achy tarah smijna chahye jis sy hamary treading bahut achy jb market movement krty Hy to as may hum ko loss aur win k chance bahut ziyada hty haan hum ko market ki movement ko dekh kr tread lagane chahye jis sy hum ko loss hasil na ho aur hum ko jb market ki movement smijh aa jaty Hy to hum ko as k sath bahut acha experience hota Hy Jis sy hum ko candle k bareey may sb PTA chal jata Hy Jis sy hum ko kamyabi ha raz milta Hy aur hum bahut Hy achy tarah as ko smijh sakty haan aur ko apme senior member sy rehnmai hasil krni chahye jis sy hum ko bahut acha experience hasil ho aur experience k sath Hy hum ko ko acha bonus mile ga

            اب آن لائن

            Working...
            X