indicator and guidelines

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicator and guidelines
    introduction.

    forex members firex trade mn indicator or oss pe hony wali guidelines kea hoti han ic ko zarur zmjhna chahiye agr hum chahty han ke tamam trade achhi hin or profit wali hon.

    Click image for larger version

Name:	download (2).jpeg
Views:	2
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12548946

    How to indicators work.
    • Dear members jb market less volatile ho to prices envelopes k darmyan move karti hain or agr ye inko cross kr jaen ksi bhi side py to hamen sell ya buy ki indication milti ha.
    • magar hihgly volatile market main hamen moving averages zada periods ki use karni chahyen ta k hm fakeouts or fake signal se bhi bach saken.
    • Ye infact support or resistance k idea py kam karty hain upper band ko resistance or lower band ko support kaha ja skta ha.
    • of agr envelopes ko dosry indicators k sth technical analysis main use kia jay to es k bhtr result mil skty hain
    • Click image for larger version

Name:	images (65).jpeg
Views:	2
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12548947



    what is selling signal
    Envelopes main agr price envelopes k upper band ko cross kr jaay to easy overbought situation kaha jata ha or es ko sell ka signal mana jata ha.




    What is buying signal
    Envelopes main agr price envelopes ke lower band ko cross kr jay to esy oversold situation kaha jata ha or esy buy ka signal consider kia jata ha..

    members hum ne khas lhyl rkhna ha trading mn tab he profit hu paey ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicator and guidelines

    G han dear ap ne bilkul Sahi kaha hai trading men use hone waly indicators aur guidelines ko samajhna sab se zyada zaroori hai kyun KY is market men without indicators trading to ki ja sakti hai but us ko successful bnana mushkil ho jata hai is liye humen hmesha koshish krni chaheye k trading start krny se pehle us ki guidelines ko ache Tarah se study kr Len aur har point se related ache Tarah se samajh liya jae aur Jahan tak indicators ki bt hai to siraf UN ko study krna he ni hota balky UN ki daily basis per demo per practice bi zaroori Hoti hai kyun KY practice KY bgher Kisi bi Cheez ko samajhna possible nahi hota aur agar hum indicators ko test kiye bgher direct real market mein use kren ge to Yahan kamyabi KY chances kam aur loss KY chances Sab se zyada hoty Hain is liye koi bi indicator ho us ko real men apply krny se pehle demo per zaroor use kren ta KY loss ko kam kr KY trading ko har Tarah se kamyab bnaya ja sake aur account ko bi secure Kiya ja sake
    Indicators ki bohat sari types Hain
    RSI
    Support and resistance
    Fibonacci
    Aur is k ilawa bi bht sare Hain hmare liye Sab indicators ko seekhny possible nahi hai is liye humein Kisi aik indicator ko ache Tarah se seekh Lena chaheye ta KY us ka Sahi istemal Kiya ja sake agar hum aik se zyada seekhny men time waste kren ge to hum kabi bi indicators ki basics ko nahi samajh saken ge
    New members ko bi indicators ka knowledge hasil krna chaheye tabhi wo bi ache worker ban saken ge aur ache kamyabi hasil kr saken ge

    اب آن لائن

    Working...
    X