Risk to Reward Ratio
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk to Reward Ratio
    Risk to reward radio
    forex trading business me risk management bohat zaida zarori hai waise tu har kisi business me risk ko manage karna hota hai kyu ke agr hum risk ko nahi daikhay gay tu hum
    acha business nahi kar sakte kisi bhe deal ya kam ya karobar ya business karne se pahle risk daikha jata hai ke hume is business me loss kitana ho sakta hai agr business fail
    ho jata hai tu loss kitana ho sakta hai or agr business chalta hai tu hume is me expected profit kitana ho sakta hai ya sub aik business man ko daikh kar hi kam start karna hota hai
    acha business man wohi hota hai jo risk ko manage karta hai.
    Forex trading me risk management
    Forex trading bhe aik business hai is me bhe hume risk management karna hoti hai risk daikhna hota hai jub bhe hum koi trade lagate hai tu hume ya daikhna hai ke is me hume
    loss kitana ho sakta hai or agr profit ho tu kitana ho ga yani hume stop loss or take profit daikha kar lagane hote hai kabi bhe koi wrong trade nahi karni chahiye trade wohi kare
    jis me risk bohat kam ho or reward zaida ho misaal ke tur per agr hume 10$ loss hone ke chance hai ya phr humara stop loss 10$ per set hai tu hume apna take profit 30$ per set
    karna chahiye ya kam se kam risk management hai is se zaida bhe hum take profit laga sakte hai wo market ki current position daikh kar hi laga sakte hai.
    Stop loss or Take profit se risk or reward ko manage karna
    Stop loss forex market me bohat zaida value rakhta hai jub bhe hum koi trade lagae hai tu sub se pahle hume daikhte hai ke stop loss kitana ho ga ya hume stop loss kaha per
    set karna hai or phir hume sath ya bhe daikhna hota hai ke take profit kitana ho sakta hai or hume is tara risk kam se kam set kar sakte hai or profit zaida se zaida set kar sakte
    hai lakin ya sub hume market ki current position daikh kar hi pata chalta hai.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk to Reward Ratio

    Risk to reward ratio aik bohat he behtreen method hai forex jaisi risky market mein trading krny ka ye aik aisa method ha jis k according trading men ache kamyabi mil sakti hai risk to reward ratio men humein stop loss aur take profit lgana parta ha q k risk to reward ratio ka matlb he ye hai k hum market men trade open krny KY Baad Yahan limit lga dyn stop loss aur take profit ki ta KY jaise he market wahan tak jae to auto close ho jae is ka bohat faida hota hai hum har waqt market open kr k nahi beth sakty agar hum is method ka istemal krty Hain to hmare liye acha profit hasil krna koi masla nahi rehta hai
    New members ko bi market men bohat dehan se kaam krny ki koshish krni chaheye q k ye risky kaam hai is men thori sari laparwahe apko bohat nuqsan dy sakti hai aur new members ko market ka zyada experience nahi hota to UN ko apni har trade men is ka istemal krny ki koshish krni chaheye ta k wo acha faida hasil kr saken market men work krna mushkil nahi hai B's Yahan jitna dehan se kaam kren ge utna he hm apna account secure kr saken ge
    Lehaza har trader ko chaheye k apni trade men apny account ko jitna secure rakh sakta hai rakhe tabi wo aik successful worker ban sakta hai aur ache kamyabi ko possible bna sakta hai aur apni is kamyabi ko apni mehnat se continue bi rakh sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Risk to Reward Ratio

      apne theek bat ki hai forex market me risk to reward per kam karna hota hai jo trader zaida work karta hai wohi is me paise earn karta hai is market me traders ko chahiye ke wo
      risky trading na kare balke trade karte howe risk ko kam se kam set kare risk agr zaida le gay tu phr loss zaida ho sakta hai kabi kabi zaida profit bhe ho sakta hai lakin har waqat aisa
      nahi ho ga zaida loss se bachana chaiye hume achi trading karne ke liye risk to reward ration ko learn karna hoga learning hi aisi cheez hai jo hume loss se bacha sakti hai or loss humare
      account ko wash kar deta hai forex trading me kabi bhe lalach nahi karni chahiye lalach karne wala trader loss hi karta hai isi liye achi trading kare small risk ke sath kam kare.
      trading market me bohat sare log profit bhe karte hai hume bhe agr profit karna hai tu hume bhe is market ke rules ko follow karna hoga rules ko follow kar ke hi hume is market
      me profit ho sakta hai risk kam se kam lay or profit zaida se zaida earn kare ya business jaha risky hai waha per is me profit bhe bohat zaida hai ab ya hum per hai ke hum kaise
      is business me se paise earn kar sakte hai waise tu yaha per kam karne ke bohat sare method hai new trader yaha per copy trading bhe kar sakte hai copy trading karna asan hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Risk to Reward Ratio

        Pyare dosto risk to reward ratio mere amutabiq aik bohat he acha tareeqa hai kamyab trading krny ka koi bi trader jab BHI market men trade lgae to koshish kre k trade lgane k Baad risk to reward ratio zaroor istemal kren Matlab stop loss aur take profit ka istemal lazmi kren us ka apko acha profit hasil krny ka moqa mil jae ga men ne hmesha apni har trade k Sath is ka istemal yakeeni bnaya hai kyun KY har time market ko open rakh k dekhna possible nahi hota aur is ky ilawa jb hum is ka istemal krny lag jaty hain to real market men humen market ka andaza acha hone lag jata hai aur hum is ka istemal kiye bgher bi ache kamyabi hasil krny k qabil ho jaty hain
        Men ne trading men bohat loss face Kiya hai aur wo isi wajah se hai k mjhe is method ki information nahi the but ab aisa nahi hai men Apne juniors ko bi yehe kahun ge k wo is method ki ehmiyat ko kabi bi Nazar Andaz krny ki galti na kren jitna acha is ko seekh sakty Hain lazmi seekhen ta KY kamyabi hasil kren jitni kamyabi ho ge utni he humein encouragement mily ge aur yehe encouragement humen mazeed kamyabi ki Taraf Le kr ja sakti hai humein is market ka kaam loss ki wajah se stop ni krna chaheye balky hmesha continue rakh kr khud ko aik ache level tak ly kr Jane ki koshish krni chaheye losses cover krny men bohat madad mily ge

        اب آن لائن

        Working...
        X