Line Graph in Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Line Graph in Forex Trading
    Assalamualaikum Kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread me apkoMe Pakistan forex trading me line graph ki importance ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke jo information me apse share karo ga wo ap sab logo ke
    Knowledge or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread pe amal karte he to ak ache or kamyab trader ban sakte he or agar ap Pakistan forex
    Forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam karte he or apna ziyada se ziyada time bhi Pakistan forex forum pe guzarte he to ham ak kamyab trader ban
    Sakte he or bhot sare paise bhi kama sakte he isliye hme Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam Karna chahye or apna maximum time
    Bhi Pakistan forex forum pe guzarna chahye.

    What is line graph?
    Aik line graph jisay line plot ya line chart bhi kaha jata hai aik graph hai jo infiradi data points ko jornay ke liye linon ka istemaal karta hai. aik line graph aik makhsoos waqt ke waqfay par miqdari eqdaar ko zahir karta hai. fnans mein, line charts aam tor par kisi asasa ya security ki tareekhi qeemat ki karwai ko zahir karne ke liye istemaal hotay hain. line graph ka mawazna data ke deegar tasawurat ke sath kya ja sakta hai jis mein baar charts, payi charts, aur ( tijarat mein ) candle stuck charts shaamil hain .
    Click image for larger version

Name:	download (79).png
Views:	13
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12548826
    Key Takeaway;
    A
    ik line graph infiradi data points ko jorta hai jo, aam tor par, aik makhsoos waqt ke waqfay par miqdari eqdaar ko zahir karte hain. line graph do par mushtamil hotay hain : x-axis ( ufuqi ) aur y-axis ( amoodi ), grafk tor par ( x, y ) ke tor par zahir kya jata hai. sarmaya kaari mein, takneeki tajzia ke maidan mein, Sarif ko rujhanaat ko dekhnay ki ijazat dainay ke liye line graph kaafi malomati hotay hain. agarchay line graph mukhtalif maqasid ke liye bohat se mukhtalif shobo mein istemaal kiye jatay hain, lekin un ka sab se aam kaam waqt ke sath sath eqdaar mein honay wali tabdeelion ki tasweerai tasweer kashi karna hai. fnans mein, line graphs ko waqt ke sath sath eqdaar ki basri numaindagi bananay ke liye istemaal kya jata hai, Bashmole sikyortiz ki qeematon mein tabdeelian .
    Click image for larger version

Name:	download (78).png
Views:	2
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12548827
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Line Graph in Forex Trading

    Assalamualaikum Kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread me apkoMe Pakistan forex trading me line graph ki importance ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke jo information me apse share karo ga wo ap sab logo ke
    Knowledge or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread pe amal karte he to ak ache or kamyab trader ban sakte he or agar ap Pakistan forex
    Forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam karte he or apna ziyada se ziyada time bhi Pakistan forex forum pe guzarte he to ham ak kamyab trader ban
    Sakte he or bhot sare paise bhi kama sakte he isliye hme Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam Karna chahye or apna maximum time
    Bhi Pakistan forex forum pe guzarna chahye.

    What is line graph?
    Aik line graph jisay line plot ya line chart bhi kaha jata hai aik graph hai jo infiradi data points ko jornay ke liye linon ka istemaal karta hai. aik line graph aik makhsoos waqt ke waqfay par miqdari eqdaar ko zahir karta hai. fnans mein, line charts aam tor par kisi asasa ya security ki tareekhi qeemat ki karwai ko zahir karne ke liye istemaal hotay hain. line graph ka mawazna data ke deegar tasawurat ke sath kya ja sakta hai jis mein baar charts, payi charts, aur ( tijarat mein ) candle stuck charts shaamil hain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Line Graph in Forex Trading

      Assalamualaikum dear forex members forex me na Sirf aik do currencies Pai jati Hain balky yahan par uncounted currencies or commodities Pai jati Hain or har pair ki value b different hoti Hy or har pair ki value ko aik khas table me show kia jata Hy friends hum jab b trading krty Hain to pehly hum us chart ko dekhty Hain Jo k hmain dekhaia gia hota Hy us chart me har pair ki previous values bhi di Gai Hoti Hain ager hum chahain k hum Kisi b metal ki ya Kisi currency ki previous movement dekhna chahain to hum dekh skty Hain for example ager gold py trading krna chhaty Hain or is sy pehly hum gold ki previous movement ko dekhna chahty Hain to wo hum forex chart sy dekh skty Hain na Sirf gold ki balky har pair ki previous or current values ko show krny k liay hmain chart dia gia hota Hy or chart ki aik important type me apni is post me explain krun gi to chlain hum apni post ki traf aty Hain.

      ⭐ Types of chart:
      Dear forex members forex trading me hmain 3 Tarah k charts diay gay hoty Hain jinhain hum follow kr k trading kr skty Hain friends in charts me aik candlestick chart hota Hy aik bar chart or aik line chart hota Hy sabhi charts me hmain har pair ki movement show ki Gai Hoti Hy difference sirf itna Hy k har pair ki movement ko different form me show kia jata Hy friends candlestick chart me Kisi bhi pair ki movement ko candles ki form mein show Kiya jata hai aur agar Ham bar chart mein kisi bhi pair ki movement dekhna chahe to usmein bars ki form mein market ki movement ko show Kiya jata hai.

      Click image for larger version

Name:	IMG_20220804_073941.jpg
Views:	1
Size:	75.3 کلوبائٹ
ID:	12412938

      ⭐ Line chart:
      Dear forex members aisa chart jismein market ki movement ko ek Line ki form mein show Kiya jata hai use line chart kahate Hain friends hamari aaj ki post line chart ke bare mein hai line chart mein kisi bhi currency ya Kisi bhi metal ki current movement ko show Kiya jata hai hamen Line ki form mein movement ki prices pata chalegi kis time per kaun se pair ki kaun si price chal rahi hai yah sab hamen Line ki form mein batai jayegi Jab Line ki form mein Ham dekhenge to use line chart bola jata hai line chart ki madad sy hum bohat sy pairs ki movement ko basani dekh skty Hain or dekh k hum is bat ka jaiza bhi laga skty Hain k Kis time par konsi value chal ri Hy.

      Click image for larger version

Name:	IMG_20220804_073952.jpg
Views:	1
Size:	196.3 کلوبائٹ
ID:	12412939

      ⭐Use of line chart:
      Dear forex members Ziada tar traders line chart ko use nahi krty sab Sy ziada prefer kia jany Wala chart candlestick chart Hy mostly traders isi ko use krty Hain line chart ko bhi use krty Hain lakin ager iska hum comparison krain candlestick chart k sath to yh Kam use kia jata Hy line chart me movement ko ziada clearly shaid ni show kia gia hota is kiay hum isy Kam prefer krty Hain.

      Click image for larger version

Name:	IMG_20220804_074004.jpg
Views:	1
Size:	66.3 کلوبائٹ
ID:	12412940

      اب آن لائن

      Working...
      X