Important information about "Matching High Candlestick Pattern"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important information about "Matching High Candlestick Pattern"
    Matching High Candlestick Pattern


    Matching high candlestick pattern dekhne me aur kaam karne me tweezers top candlestick pattern jaisa dekhaye deta hai, lekin candlestick ki formation mukhtalif hone se dono pattern me wazih tabdeeli waqea hoti hai. Qeemat ki karwai ka analysis karne ke liye candlestick pattern k kuch maqbool tareen tareeqay hain, aur bohat se trader un par inhisaar karte hain. aisa hi aik candlestick patteren, Matching high candlestick pattern bhi hai. Matching high candlestick pattern aik bearish two candle reversal patteren hai jo aik up trend mein bantaa hai, aur yeh signal deta hai ke mojooda up trend khatam ho chuka hai. Is ki zahiri shakal ke tor par, do candles par mushtamil hota hai, jo k bullish candles hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (212).jpeg
Views:	4
Size:	13.6 کلوبائٹ
ID:	12548663

    Pattern ki Pehchan k Rules

    1. Matching high candlestick pattern bearish trend reversal hone ki waja prices k top par ya bullish trend main banta hai.
    2. Pattern ki 1st candle aik bullish candle hoti hai, jis se prices ka top trend zahir hota hai.
    3. Pattern ki 2nd candle bhi same bullish candle hoti hai, jo k pehli candle k same parallel banti hai.
    4. Pattern ki dono candles ka high same point par hota hai
    5. Pattern ki shadow ka hona ya na hona zarori nahi hai, lekin prices ka top par same point par hona zarori hai, jab k down side par ziada zarori nahi hai.


    Click image for larger version

Name:	images (398).png
Views:	25
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12548664

    Pattern ki Tafseel


    Tamam candles market ke data ki numaindagi karti hain, aur market ka data tamam market ke shurka ki majmoi nafsiat ka nateeja hai. Is terhan, candlestick patteren jaisay ke Matching high yeh samajhney mein hamari bohat madad kar satke hain ke market ne kya kya hai, aur yeh kahan ja raha hai. chunkay market taizi ke trend se aati hai, market ka jazba ziyada tar bullish hota hai, aur market ke trader tawaqqa karte hain ke qeematein jari rahen gi. Bullish jazbaat ke nateejay mein, kharidari ka dabao ghalib rehta hai aur market ko dosray din ke liye agay badhaane ka intizam karta hai. Matching high ki pehli candle ab ban chuki hai. taham, kaafi arsay se bullish trend mein rehne ke baad, market ke jazbaat mazeed mandi ka shikaar honay lagtay hain, kyunkay market ke ziyada shurka ko khadsha hai ke market ziyada kharidi gayi hai. is terhan, kuch munafe ko band karne ke liye apni position ko band karne ka faisla karte hain, jo market ke rastay par farokht ke dabao ki aik barri lehar bhijti hai, jis ki wajah se yeh farq parta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (397).png
Views:	31
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12548665

    Pattern par Trading ka Amal


    Matching high candlestick pattern trading me aik bearish signal genrate karta hai, jo k traders k leye market me selling ki opportunity peda karti hai. Yahan tak ke agar riwayati tor par mumasil aala patteren ke baray mein khayaal kya jata hai ke woh bearish trend reversal karne ka signal deta hai, patteren khud hamaray liye trading karne ke liye kaafi nahi hai. hamein izafi tasdeeq ki zaroorat hogi, ya aisay confirmation aur sharait shaamil karen jo is baat ko yakeeni banayen ke aik baar jab hum trading mein daakhil hon ge to mushkilaat hamaray haq mein hain. Jab confirmation bearish candle ban jaye to hi market main sell ki entry karen lekin stop loss ka lazmi istemal karen.

    Click image for larger version

Name:	images (399).png
Views:	24
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12548662
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Important information about &quot;Matching High Candlestick Pattern&quot;

    WHAT IS A MATCHING HIGH CANDLESTICK PATTERN :





    Matching high ak candlestick pattern ha ya pattern market ka chart ma uptrend yani bullish ma banta ha or ya uptrend ka top ma banta ha or ya pattern market ka uptrend ko end karta ha or is pattern ma market ka reversal hota ha or ya reversal bearish ke traf hota ha. Ya pattern bullish ka trend ma banta ha or is ma market reverse ho kar bullish ma ate ha. Ya pattern do candlestick sa banta ha or is pattern ke dono candles bullish ke candle hote ha yo dono market ma top ma bante ha. Is pattern ke ya dono candles same high par bante ha or is ka lower ma shadow hota ha or is pattern ka top ma koi shadow ni hota. Is pattern ma ak gap ata ha ya gap is pattern ke second candle ka low ma hota ha. Ya matching high pattern huma batata ha ka jo market ka jo buy ha wo end ho gaya ha or ab market ma seller ka trend start ho raha ha or is ma market ke price decrease ho ge. Is matching high pattern ka opposite ke traf matching low pattern hota ha jo market ko bullish ke traf reversal karta ha.





    HOW TO IDENTIFY MATCHING HIGH PATTERN ON CHART :





    Ya matching high pattern market ka chart ma do candles sa mil kar banta ha or is ma ak gap hota ha or ya pattern ak specific sequence ma banta ha :


    1:
    Ya pattern jab market ka chart ma banta ha to is time market uptrend ma hote ha or is sa phalay jo market ka trend hota ha or market jes traf move kar rahe hote ha wo uptrend ke traf hota ha or is pattern ke firat candle ak bull ke candle hote ha jo ka large real body sa bante ha ya candle green ya white colour ke hote ha ya candle market ko low sa high ke traf la kar jate ha jes ka result ma long real body bante ha is real body ka lower ma ak shadow hota ha jo ka ak long hota ha or is candle ka closing point is pattern or market ka high ma hota ha or is ka top ma koi shadow ni hota.

    2:
    Is pattern ke first candle ka high ma close hona ka bad huma market ma ak gap dakhna ko milta ha ya ak long gap hota ha ya ya gap lowerma hota ha or ya is pattern ke first bullish candle ka closing point sa lower ma hota ha or ya first candle ka opening point sa high ma hota ha.

    3:
    Jab is pattern ma gap ata ha to is gap ka lower sa market ma second candle open hote ha jo ka ak bullish candle he hote ha or ya candle bhi market ka current trend ko follow karte ha ya bhi green ya white colour ke hote ha or is candle ka lower ma same first candle ke trha gap hota ha or is candle ke large real body ka high ma koi gap ni hota or is second candle ka bhi jo high point hota ha wo is pattern ka high or market ka high hota ha ya candle bullish ke candle hote ha or is candle ka or is pattern ke firat candle ka high point same hota ha ya candle gap ko fill karte ha.





    TRADING WITH MATCHING HIGH PATTERN :





    Is matching high pattern ma traders ko market ka reversal ka signal milta ha. Jab ya pattern market ka chart ma banta ha to is ma market ka ak strong bullish ka pressure hota ha jes sa market bullish ke traf jate ah or is pattern ke jab first candle bante ha to ya is pattern ka current trend ko ongoing karta ha or ya ak long bullish ke candle bante ha jes ma traders ko market ma ak strong bull ka pressure milta ha or is sa market high ke traf jate ha or is first candle ka end sa market ma bear ata ah or ya bear market ko ak gap ke sorat ma strongly downward ke traf lata ha or jab is pattern ke last candle bante ha to is ma market ma dobara sa bull ka pressure ata ah jo market ko dobara sa high ke traf la kar jata ha magar is pattern ke last candle small hote ha jes ke waja sa is ma bull ka pressure bhi first candle ka bull ka pressure sa small hota ha or ya reversal ka batata ha. Is pattern ke conformation asa hote ha ka ya pattern market ka resistance level ka near ma banta ha or is pattern ka bad next candle bearish ke bante ha. Is pattern ma traders sell ke trade ko enter karta ha is pattern ka end sa or stop loss ko is pattern ke dono candle ka high ma rakhta ha.

    اب آن لائن

    Working...
    X