How to trade with ""Bearish Kicker Candlestick Pattern"" in forex trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to trade with ""Bearish Kicker Candlestick Pattern"" in forex trading?
    Assalamu Alaikum! Dear seniers and juniers, umeed ha k ap sab kheriat sa hon ga aur forex market sa daily basis per ak acha gain le raha hon ga. Dear traders forex trading ak risky business ha, is man traders ko bhot losses hota han. Isliye forex trading ko acha sa seekh ker karen.

    Bearish Kicker Candlestick Pattern:

    Importance of Pattern:

    Forex trading man trader kisi b currency pair ya commodity ko buy/sell kerna k liye price chart ko read kerta ha. Q k price chart patterns man changes, momentum aur price k trend man change ko accuracy k sath identify kerta ha. Candlestick Patterns currency pairs aur commodities k price chart man market price ki movement ko track kerna k liye use hona wala most important technical tool han, jo traders ko safe trade entry aur trade exit levels ko identify ker k deta ha.

    Identification of Pattern:

    Bearish Kicker Candlestick Pattern ak strong bearish trend reversal candlestick pattern ha, jo currency pairs aur commodities k price chart man long bullish trend k top per banta ha aur price man tazi fall ko identify ker k deta ha. Ye pattern tamam timeframes man work kerta ha.

    Trading Style:

    i. Intraday traders ko ye pattern small timeframes M-5, M-15, M-30 aur H-1 man watch kerna chaheye.

    ii. Positional/Long-term traders ko ye pattern bara timeframes H-4, D-1 aur W-1 man watch kerna chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (68).png
Views:	26
Size:	10.3 کلوبائٹ
ID:	12548575

    Formation:

    Bearish Kicker Candlestick Pattern two candles per moshtamil ak strong bearish candlestick pattern ha, jo price chart man strong resistance level per banta ha.

    Candlestick #1:

    Is pattern man first candle Day-1 ki long real body ki bullish candle banti ha, jo market per buyers k strong hold ko show kerti ha.

    Candlestick #2:

    Is pattern man second candle Day-2 ki long real body ki bearish candle banti ha, jo first candle ki low k sath gap-down man open hoti ha.

    Confirmational Candlestick:

    Is pattern man third candle Day-3 ki long real body ki bearish candle banti ha, jiska close second candle k high k oper close deni chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (67).png
Views:	26
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12548574

    Trading with Bearish Kicker Candlestick Pattern:

    Bearish Kicker Candlestick Pattern per secure trading k liye zarori ha k trader is pattern k complete hona ka wait kara aur jab ye pattern complete ho jae to new candle k open per '"sell ki trade"" active kerni chaheye. Trade active kerna sa pehla lotsize ki selection k liye ""money and risk management"" ko follow kerna chaheye.



    Stoploss and Take Profit:

    Bearish Kicker Candlestick Pattern strong pattern hona k bawajod b trader ko market price ki reverse movement ko mind man rukh ker ""stoploss and take profit"" ka use kerna chaheye.

    Bearish Kicker Candlestick Pattern per trading k doran stoploss ko first candle k high k oper place kerna chaheye aur Take Profit ko next support levels per Tp-1, Tp-2 aur Tp-3 ker k place karen.

    ...Click image for larger version

Name:	images (44).jpeg
Views:	35
Size:	43.1 کلوبائٹ
ID:	12548573
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to trade with &quot;&quot;Bearish Kicker Candlestick Pattern&quot;&quot; in forex trading?

    assalium o alekum
    dear forex member umed krti hun ap sb kharyt s hun gy or mehnat se forex k knowladge ko increasekr rhy hn gy chlty h aj k topic ki taraf

    Formation
    agar aap bearish kukkar candle stuck patteren ke sath pehli baar kaam kar rahay hain to aap ko un basri khususiyaat ko jan-nay ki zaroorat hogi jo is ki wazahat karti hain bearish kukkar ki shanakht karne ke liye, darj zail mayarat ko check karen :

    sab se pehlay, aik safaid ( taizi ) candle stuck honi chahiye dosra safaid candle stuck ke baad aik siyah ( bearish ) candle stuck honi chahiye jo pehli candle stuck ke neechay khulti hai aik khalaa banati hai teesra doosri candle stuck ki tashkeel ke douran qeemat kabhi bhi khalaa mein nahi brhhni chahiye is shart ki wajah se, aap ko doosri candle stuck par Shaz o nadir hi aik taap vick miley gi

    agarchay bearish kukkar patteren ko lambay lambay izafay ke baad honay ki zaroorat nahi hai, lekin yeh baaz auqaat sarmaya karon ke jazbaat mein tabdeeli ke achanak honay par zor deta hai aap mukhalif shakal bhi dekh satke hain ( aik siyah mom batii jis ke baad aik safaid mom batii hoti hai jo khalaa mein jati hai aur kabhi bhi khalaa mein nahi girty hai ) jisay blush kukkar candle stuck patteren ke naam se jana jata hai

    Mean
    jab pehli mom batii khulti hai to qeemat ki oopar ki simt hoti hai aur yeh barhti hui harkat din bhar jari rehti hai. taham, aglay din ki candle stick, pichlle din ke khulay par ya is ke qareeb khilnay ke douran, qeemat ko musalsal neechay ki taraf le jati hai qeemat kabhi bhi pichlle din ki trading range mein nahi barhti hai, jis ki wajah se farq parta hai. simt mein is ahem tabdeeli ki wajah se, aam tor par yeh samjhna mehfooz hai ke doosri candle stuck ki neechay ki taraf harkat kaafi waqt tak jari rahay gi
    Click image for larger version

Name:	download (21).png
Views:	9
Size:	5.4 کلوبائٹ
ID:	12412289

    bearish kukkar aksar aik chonka dainay walay khabar ke baad zahir hotay hain jo market ke auqaat se pehlay ya baad mein sarmaya car ke jazbaat mein achanak tabdeeli ka sabab bantaa hai yeh is waqt sab se ziyada mutaliqa hota hai jab yeh ziyada farokht shuda ya ziyada khareeday hue ilaqay mein bantaa hai, lekin ilaqay ya rujhan se qata nazar, candle sticks ke darmiyan farq aik mazboot aur bamani tabdeeli ko zahir karta hai. farokht ka dabao bhi bohat ziyada hai

    example
    ab jab ke aap bearish kukkar candle stuck patteren ki bunyadi tashkeel aur maienay jaan chuke hain ab waqt agaya hai ke aap apni salahiyaton ko prkhin aakhir kaar sirf is liye ke aap samajte hain ke signal kaisa lagta hai aur yeh mojooda sarmaya karon ke jazbaat ke baray mein kya izhaar karta hai is ka matlab yeh nahi hai ke aap –apne ilm ka haqeeqi duniya mein tarjuma kar satke hain zail ki misalon mein, kya aap aasaan labels ke baghair bhi bearish kicker ki shanakht kar satke hain? kya aap bayan kar satke hain ke patteren market ke baray mein kya batata hai? apni japani candle stuck ki taleem ko agay badhaane ke liye neechay di gayi misalon ka jaiza len
    منسلک شدہ فائلیں
    • #3 Collapse

      Re: How to trade with &quot;&quot;Bearish Kicker Candlestick Pattern&quot;&quot; in forex trading?

      dear brother forex mein kamyabi hasil karna chahtey hein tu forex ke knowledge ko completely learn karne ki koshish karen agar apke pass forex market ki movement ko analyse karne ki tamam techniques ka tamam knowledge hoga tabhi ap market ko achey se analyse kar sakte hain aur apni trade ko trend ke mutabik open karke acha profit kama sakte hain aj hum forex market mein bearish kicker candlestick chart pattern ko read karengey.
      BEARISH KICKER CANDLESTICK PATTERN
      dear brother agar apko forex mein kamyabi hasil karni hai tu apko bearish kicker candlestick chart pattern ka knowledge hasil karna bahut zroori hai tabhi hum forex mein kamyabi hasil kar saktey hain.dear member yeh aik technical indicator analysis hai.es pattern bearish pattern start hota hai aur bullish pattern close hota hai.es pattern ke dauran three candles banti hain aik white candle with real body aur high wick. esi tarah es pattern mein three candles banti hain.first candle aik bullish candle hoti hai jo recistance ki vaja se close ho jati hai second candle aik black candle hai jo first candle ko follow karti hai second candle aik gap se banti hai aur yeh hamesha same pattern se banti hai.
      IDENTIFICATION AND TRADING
      dear member agar ap forex mein kamyabi hasil karna chahtey hain tu apko bearish kicker candlestick chart pattern ko apply karke apni trade ko trend ke mutabik open karna hogi.jis tarah ap uper read kar chukey hain keh yeh pattern aik bullish candle ke close hone aur bearish pattern ke start hone se banta hai tabhi hum esko identify ker saktey hain agar ap price action mpovement aur recistance ko read kar saktey hon q keh jub yeh pattern banta hai tu market mein high price action movement downward trend ki taraf move karti hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: How to trade with &quot;&quot;Bearish Kicker Candlestick Pattern&quot;&quot; in forex trading?

        WHAT IS A BEARISH KICKER CANDLESTICK PATTERN :





        Bearish kicker candelstick pattern market ka chart ma two candlestick sa mil kar banta ha in do candle ke madad sa ya pattern market ka trend ke direction ko change karta ha yani ya pattern market ko reverse karta ha previous trend sa. Is pattern ma huma ak sharp reversal dakhna ko milta ha jo is pattern ma in do candles ke madad sa hota ha. Is ko jab hum use karta ha to ya huma market ko control karta ha or ya huma market ka future ke direction ka batata ha. Ya bearish kicker pattern huma market ka traders or investors ka strong change hona ka batata ha is pattern ka bad market ma ak strong change dakhna ko mil jata ha. Ya bearish kicker pattern huma market ka uptrend ka top ma dakhhna ko mil jata ha is pattern ka bad market uptrend sa reversal ho kar downward ke traf ate ha is pattern ke first candle ak bullish candle hote ha jo market ko uptrend ke traf la kar ate ha is candle ka bad huma market klma ak large gap dakhna ko milta ha or is gap ka bad second candle ha wo ak bearish candle hote ha jo trend ko reversal karte ha.





        IDENTIFY BEARISH KICKER CANDLESTICK PATTERN :





        Is bearish kicker pattern ko market ka chart ma identify karna ka liya following poin ko follow karna zaroori hota ha :


        1: Jab ya pattern market ka chart ma banay ga to is sa phalay market uptrend ke traf move karte hoi ja rahe ho ge jab market up trend ma move karte hoi jay ge or jab ya uptrend top par punch jay ga to is pattern ke formation ho ge or jasa he ya pattern banay ga to is pattern ke first candle ak long real body bullish ke candle ho ge jo ka green ya white colour ke ho ge ya market ko low sa high ke traf la kar jay ge or ya high ma he close ho ge.

        2: Is pattern ke first bullish candle ka end sa market ma ak gap ay ga ya gap first candle ka high sa lower ke traf ho ga jes ma market ka ak strong reversal start ho jay ga ya gap market ka top ma banay ga or ya low ke traf ay ga or ya ak large gap ho ga jo ka takreban is pattern ke first candle ka size ka jo ga jo ka lower ma close ho ga.

        3: Second candle is pattern ke first candle or gap ka bad banay ge ya candle is pattern ka gap sa low ma bany ge is pattern ka opening point first candle ka opening point par ho ga or is pattern ka gap is ka opening point sa above ma ho ga ya candle ak long real body bearish ke candle ho ga jo ka market ko high sa low ke traf la kar ay ge is candle ko confirmation candle ke trha sa bhi use kiya jay ga ya huma market ka reversal ka batate ha uptrend sa.





        TRADING WITH BEARISH KICKER CANDLESTICK PATTERN :





        Traders ko ya bearish kicker pattern market ka chart ma tab dakhna ko mila ga jab market ma ak strong movement ho rahe ho ge or ya movement market ka uptrend ke traf ho rahe ho ge or is pattern ma traders is pattern ka complete hona ka wait kara ga q ka is ma market bahot he taze sa move kar rahe hote ha. Jab ya kicker pattern market ka chart ma banay ga to is pattern ke first candle apna uptrend ko follow karte hoi banay ge or ya apna uptrend ko ongoing kara ge or ya first candle huma market ka high bull ka pressure ka batay ge is ma is ka bad jab market ma gap ay ga jo ka ak large gap ho ga ya huma market ka strong bear ka pressure ka batay ga ya market ka bull ko reverse kar ka bear ke traf lay ga or is ma jo last candle banay ge wo mazed bear ka pressure market ma bany ge or end sa traders ko signal mila ga market ka downtrend ke traf jana ka. Is pattern ke last candle ka closing point sa traders is ma sell ke trade ko enter kara ga or is trade ka stop loss is pattern ke first candle ka high par place kara ga.

        اب آن لائن

        Working...
        X