How does piercing pattern in Forex Trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How does piercing pattern in Forex Trading?
    Assalamualaikum Kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread me apkoMe Pakistan forex forum me piercing line candlestick patterns ke importance ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke jo information me apse share karo
    Ga wo apke knowledge or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread pe Amal karte he to ak kamyab trader ban sakte he ak or bat jo me apko
    Btana chahta ho ke agar ham pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se kam karte he or apna ziyada se ziyada time bhi Pakistan forex forum pe
    Guzarte he to ham ak ache or kamyab trader ban sakte he or bhot sare paise bhi kama sakte he isliye hme Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himat
    Se Kam Karna chahye.

    What is piercing pattern?
    Aik chaidnay wala patteren aik do din ka, candle stuck qeemat ka patteren hai jo neechay ki janib rujhan se oopar ki janib rujhan ki janib mumkina mukhtasir muddat ke ulat jane ki nishaan dahi karta hai. patteren mein oonchai ke qareeb pehlay din ka khilna aur ost ya barray size ki tijarti had ke sath kam ke qareeb band hona shaamil hai. is mein pehlay din ke baad aik waqfa neechay bhi shaamil hai jahan dosray din tijarat shuru hoti hai, kam ke qareeb khilna aur bulandi ke qareeb band hona. close bhi aik candle stuck hona chahiye jo pichlle din ki surkh mom batii ke jism ke oopar ki lambai ke kam az kam nisf hissay par muheet ho .
    Click image for larger version

Name:	download (73).png
Views:	23
Size:	7.2 کلوبائٹ
ID:	12548560

    Key Takeaway;
    Chaidnay ka patteren aik do din ka candle patteren hai jo neechay ki janib rujhan se oopar ki janib rujhan ki janib mumkina ulat jane ka ishara karta hai. yeh mom batii patteren aam tor par sirf paanch din ke baray mein paish goi karta hai. is patteren ki teen khususiyaat mein patteren se pehlay neechay ki taraf rujhan, pehlay din ke baad aik waqfa, aur patteren mein doosri mom batii ke tor par aik mazboot ulat jana shaamil hai .
    Click image for larger version

Name:	download (72).png
Views:	11
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	12548561

    Working;
    chaidnay walay patteren mein do din hotay hain jahan pehla faisla baichnay walay ke zair assar hota hai aur jahan dosray din pur josh khredar jawab dete hain. yeh mumkina tor par is baat ka ishara hai ke hasas ki supply jo market ke shurka farokht karna chahtay hain kuch had tak khatam ho gayi hai, aur qeemat is satah tak neechay aa gayi hai jahan hasas kharidne ki maang barh gayi hai aur yeh wazeh tor par zahir sun-hwa hai. yeh mutharrak qaleel mudti oopar ki passion goi ka kisi had tak qabil aetmaad isharay lagta hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How does piercing pattern in Forex Trading?

    WHAT IS A PIERCING PATTERN :





    Piercing pattern ak candlestick pattern ha ya pattern market ka chart ma do candles sa banta ha ya pattern market ka chart ma downtrend ka bottom ma banta ha or ya market ko short term reversal ka kam karta ha is pattern ma market bearish to bullish ke traf reversal hite ha. Ya pattern market ka downtrend ma banta ha or us pattern ka banany sa phalay market ma strong bearish ke trend hota ha or market bearish ke traf jate ha or bottom ma is piercing pattern ko bante ha or ya pattern market ka bearish trend ka end ma banta ha is pattern ma market reverse hona start ho jate ha or is pattern ka end sa market strongly upward ke traf jate ha. Ya pattern market ka do candle sa banta ha ya dono candles market ka bottom ma bante ha or ya candles apas ma ak dosra sa opposite hote ha or in dono ka clour bhi ak dosra sa opposite hota ha. Is pattern ma ak small sa gap bhi hota ha ya gap first candle sa low ma hota ha or ya is pattern ke dono candles ka middle ma hota ha. Ya pattern huma market ka low ma support level ka near ma dakhna ko mil jata ha or is pattern ma market bearish sa reversal ho kar bullish ma jate ha.





    FORMATION OF PIERCING PATTERN :





    Piercing pattern ak bahit he important pattern ha is pattern ko market ka chart ma spot karna bahot he easy hota ha ya huma price chart ka low ma dakhna ko mil jata ha ya pattern following characteristics ke madad sa market ma banta ha :


    1: Ya piercing pattern market ka chart ma tab banta ha jab market ka jo current trebd hota ha wo downwards ke traf hota ha or ya pattern market ka downtrend ma banta ha ya huma market ka downtrend ka lower yani bottom ma dakhna ko mil jata ha or is pattern ke jo first candle bante ha market ka chart ma wo bhi ak bearish ke candle hote ha jo ka apna current trend ko follow karte ha or ya candle red ya black colour ke hote ha or ya candle ak large real body sa bane hote ha is ma market high sa low ke traf ate ha.

    2: Is pattern ke first candle ka low sa market ma ak gap ata ha ya gap bhi bearish ko continue karta ha or ya gap lower ke traf hota ha ya gap is pattern ke first candle sa low ma ho ga or ya low second cansle ka opening point tak ho ga ya ak ahort gap ho ga is gap ko is pattern ke second candle fill kara ge.

    3: Second candle is pattern ke ak reversal candlestick hote ha jo ka market ka lower sa he bante ha ya candle is pattern or is pattern ke first candle sa opposite ma hote ha or is pattern ke candle ka clour green ya white hota ha ya ak bullish candle hote ha jo ka market ka trend ko reversal karte ha ya is pattern ke first candle sa colour ma different hote ha or ya candle ak large real body sa bante ha or is ke ya second candle market ka first candle sa lower ma bante ha or ya takreban is pattern ke first candle ka middle tak hote ha.





    TRADING WITH PIERCING PATTERN :





    Ya pattern two days sa mil kar banta ha is pattern ma jo first day hota ha is ma market bearish ke traf jate ha or ya huma market ka bear ka pressure ka batate ha is ma ak large bear ka pressure hota ha or is ka bad market ma ak small gap ata ha kr ya gap market ka bearish ke traf bear ka pressure ka increase hona ka batate ha or jab is pattern ka second day or last candle bante ha to is ma market ma ak large bull ka pressure hota ha or is ma market bull ka pressure ke waja sa market reversal hote ha or uptrend ke traf jate ha or ya second candle ka end sa traders ko strong reversal or bullish ka signal date ha. Is pattern ma traders trade ko enter karna sa phaly traders is ke conformation kara ga or is ke conformation traders is pattern ke next movement sa kara ga agar is pattern me bext movement downward ke traf hote ha to ya wrong signal da ga or jab is pattern ke second candle ka bad market up ke traf jate ha to is ma traders ko ak strong signal milta ha or is ma traders buy ke trade ko enter karta ha or is ka stop loss is pattern ke last candle ka low par rakha ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: How does piercing pattern in Forex Trading?

      Assalamualaikum Kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread me apkoMe Pakistan forex forum me piercing line candlestick patterns ke importance ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke jo information me apse share karo
      Ga wo apke knowledge or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread pe Amal karte he to ak kamyab trader ban sakte he ak or bat jo me apko
      Btana chahta ho ke agar ham pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se kam karte he or apna ziyada se ziyada time bhi Pakistan forex forum pe
      Guzarte he to ham ak ache or kamyab trader ban sakte he or bhot sare paise bhi kama sakte he isliye hme Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himat
      Se Kam Karna chahye.

      What is piercing pattern?
      Aik chaidnay wala patteren aik do din ka, candle stuck qeemat ka patteren hai jo neechay ki janib rujhan se oopar ki janib rujhan ki janib mumkina mukhtasir muddat ke ulat jane ki nishaan dahi karta hai. patteren mein oonchai ke qareeb pehlay din ka khilna aur ost ya barray size ki tijarti had ke sath kam ke qareeb band hona shaamil hai. is mein pehlay din ke baad aik waqfa neechay bhi shaamil hai jahan dosray din tijarat shuru hoti hai, kam ke qareeb khilna aur bulandi ke qareeb band hona. close bhi aik candle stuck hona chahiye jo pichlle din ki surkh mom batii ke jism ke oopar ki lambai ke kam az kam nisf hissay par muheet ho .

      اب آن لائن

      Working...
      X