Salam to all friends Umeed hai k tamam members kheriat sey houn gey and forex par daily new topics sey learn kar rahy houn gey . Aj mein ap sab members k sath aik boht he khas topic share karun ga jis ka naam ha " Downside Tasuki Gap " .
Introduction of Downside Tasuki Gap.
Downside Tasuki Gap aik candlestick formation hai jo commonly current downtrend ko signals continuation k liye use hoti hai. Pattern us waqt btata hai jab candlestick ki aik series us following khasu-siyat ko demonstrate keya ho. Pehli candle current downtrend k andar red ya black(down) hai. Dusri candle previous bar k qareeb sey below hai aur red below bhi hai. Last bar aik white ya green up candlestick hai jo pehli two bars k gap k andar close ho jati hai. Yeh note karna boht zaruri hai k white candle k gap ko fully close karney ki zarurat nae hai.
How to spot Downside Tasuki Gap.
Pattern downtrend mein hota hai aur is downtrend k potential signals ka ishara karta hai. Yeh us time banta hai jab aik down ki candle ho , aik gap lower ki dusri candle mein aur phir aik up candle jo gap k andar close hojati hai. Pattern is bat ko indicate nae karta k pattern k baad price kitni decline ho sakti hai.
Explanation of Downside Tasuki Gap.
Downside Tasuki Gap ko Bearish Tasuki Gap bhi kaha jata hai. Three candles ki continuation ka pattern hai. Is pattern ko dekhny k liye following criteria ko mind mein rakhna zaruri hai. * Sab sey pehly aik clear downtrend mojud hona chaiye aur wahan aik large red/down candle mojud honi chaiye. Candle k chart k colour customizable hein. * Dusra above candle k baad price mein gap/farq hona chaiye aur aik another large red/black candle banani chaiye. * Third aik white/green candle ko red/black candle ko follow karna chaiye. Green/white candle ko red candle ki real body k andar open hona chaiye aur us k above close honq chaiye . Is candle ko first two candlesticks k darmeyan gap ko close nahi karna chaiye.
Limitations.
Yeh pattern other price bar k sea mein three candlesticks hein. Is pattern par focusbkarney sey aik trader context ko lose kar sakta hai. For example, jab yeh pattern hota hai tou short-term trend down ho jata hai liken longer term trend barh sakta hai. Is liye price pattern ki kuch dair baad barh sakti hai longer aur more dominant trend k mutabiq. Ye pattern boht common nae hai . Downtrend aur selling ka pressure jitna strong hoga price kam rahy gi. Jab k price action choppy, rangy aur weak trend mein hai . Is pattern par success ki mushkilat kharab hoti hein. Is bat ka koi ishara nae hai k pattern k baad price kitni fall/gir sakti hai ya bilkul gir jaye gi.