Shooting Star Candlestick Pattern:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Shooting Star Candlestick Pattern:
    Introduction:

    Assalam o Alaikum dear friends jasa k aap sab ko je bat kapta hy k forex trading aek boho risks business hai. Or is the main gain k sath sath hamein loss bi kafi hota hai. Isi leye jb tk hamein forex market ka knowledge or is ka experience na ho that is main hamein trading nahein krni chaheye.aj hm shooting star k bars mein information shear krny ja rahy hain. Ju to forex trading main bht usefully sabit med wali hay.

    Shooting Star candlestick pattern:

    Dear members forex market main shooting star candlestick patterns basically even inverted candlestick pattern hota hay. Hmein market main aek mazbot uptrend key bad mojod hota hay. Our jb market ka trend uptrend yahni upar ki trf viz downtrend Yani nechy ki trf key taraf tabdel ho rha hota hay. . Es candlestick ko mukamal study krna ho ga. Ni tu hmary analysis galat ho sakta hain .

    Analysis of the ko krny ka trika market:

    Dear Forex Members hm kamyab trading krna chaty haain. to hmein Mukhtlif kisam kay par analysis complete study krna ho gi. Phr jb hm market ko acchi tears judgment mole hain. Smjh lety hain . If you want hm bahoot zada faida available hoty hain. Es leay hm agar achi input lnty hain. It hmein apny analysis mazbot krny hon gy . Analysis of Karna key leay knowledge ka hona bhoot eham hay.

    Walking strategy:

    Forex candlestick members ko aram sy ehtyat viz identify Yani maloom krna hmary leay zaruri hota hay. Hm es candlestick pattern ko asani sy malom kr skty hain.forex trading main is pattern ko study kr key market main enter hoty hain . To hmein hmeesha last closing key candle wick point k ap Stop Loss set krna chaey. Q key agr market wick level ko break Kr jati hay . To phr market dubara opr ki trf move kr sakti hay.

    Explain:

    Dear members market main agr ap achy indicator ka use kr key trend ko smjh lety hain tu AP success treading kr skty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Shooting Star Candlestick Pattern:

    WHAT IS A SHOOTING STAR CANDLESTICK PATTERN :





    Shooting star market ma ak bearish candlestick pattern ha is pattern ma ak he candle hote ha jes ka name shooting star hota ha is candle ka long upper shadow hota ha or is shadow ka lower ma is ke small real body candle hote ha or is candle ka lower ma lower or koi shadow ni hota. Ya pattern market ka chart ma tab banta ha jab market uptrend ke traf move kar rahe ho or ya pattern market ka uptrend ka end yani market ka top ma dakhna ko mil jata ha. Jab ya pattern banta ha to os time market ak taze ka sath up ke traf jate ha magar is trading day ka end ma market lower ma a jate ha or is ka opening price ka near ma he close ho jate ha. Is pattern ka must ha ka ya tab banya ga jab market advance ma ho ga or is ka long upper shadow banay ga jo ka us pattern ke real body sa twic ho ga or is sa bhi large ho sakta ha or is ka lower ma koi shadow ni ho ga ya phir little ho bhi sakta ha.





    WHAT DOES THE SHOOTING STAR TELL YOU :





    Shooting star pattern market ka chart ma uptrend ka top par banta ha yani ya tab banta ha jab market advance ma hote ha or ya huma market ka fall hona ka batat ha. Is pattern ke jo formation hote ha wo bearish ke hote ha q ka jab ya pattern banta ha is sa phalay market ka buyers ka trend hota ha or jasa he ya pattern banta ha to seller market ma a kar market ke price ko lower ke traf push kar data ha. Ya pattern market ka chart ma resistance level ka kareb ma banta ha zada tar jo is pattern ka upper long shadow hota ha wo market ma resistance level ko hit karta ha jes ka bad market ka reversal ke strength or bhi zada increase hojate ha or is ka bad market ke price ka decline hona ka chances or bhi zada ho jata ha. Ya pattern huma batata ha market ka bullish sa bearish ke traf reversal ka. Ya shooting star pattern zada effective tab hota ha jab ya market ma do ya teen bullish yani rising candle ka bad banta ha. Ya pattern jab banta ha to is sa phalay market ma overall all rise hota ha or rise ke candles ban rahe hote ha magar kuch bearish ke candle bhi hote ha. Or ya shooting star pattern market ka top sa reversal ka batata ha.





    TRADING WITH SHOOTING STAR CANDLESTICK PATTERN :





    Jab ya shooting star pattern market ka top ma banta ha to is ka start ma market ke price rise hote ha strongly day ma jo market ka high bull ka pressure ka batate ha magar is ka top sa is ma bear a jata ha or is time market ma bull apna control ko loss kar data ha or bear market ko control karta hua market ke price ko lower ke traf la kar ata ha or ya market ko is ke open price ka near ma la ata ha or ya strong market ka bearish ke traf reversal hona ka batata ha. Is ma traders trade ko enter karna sa phalay is pattern ke conformation kara ga traders is ke conformation ka liya different technical indecator ke madad la ga jasa ka resistance level jab ya pattern resistance level ka near ma banta ha to market ka reversal hona ka chances increase ho jat ha or ya reversal ka signal data ha or is ke conformation ka liya traders is pattern ke next candle ko dakhta ha q ka ya pattern signal candle sa banta ha is liya is ke conformation zaroori hote ha jab is pattern ke candle ka close ka bad agar next candle market ma bearish ke bante ha or market ke price decline hote ha to is ke conformation ho jate ha or traders is ma sell ke trade ko lower saenter karta ha.

    • #3 Collapse

      Re: Shooting Star Candlestick Pattern:

      ge ye bilkul acha signal hota hay ka shooting star is tarah ager trend mai nazar aye to trend sell ki taraf move krta hay ismai mazeed thora add krta chalo ager shooting star say next candle pichli candle ki jo shooting star say phali huti hay iskay lower yani iskay open ko cross krai to jo current sell ki candle bun rhi huti hay to is tarah mazeed trend sell ki taraf confirm hota hay. jaisay iskay baad ager mazeed aik candle jo k current sell wali candle kay lower pr close hue thi iss per start hoti hay aur phir phalay wali candle kay close ko cross krtay hue nichay close hoti hay aisay signal sell ki tarf hint day raha hota hay about maximum sell hi hota hay. Jaisay iss post mai picture may b wo signal nazar a rha hay k aik to shooting say phalay ki jo candle hay iska jo buyer wali candle hay usko jo shooting star kay baad wali candle nay cross kia hay to iss say anadaza hot hay k ap sell kr sktay ho . agher ye cheez na ho to phir candle phir thora wait krna chahiye ta k kisi qisam ka nuqsaan ho aur hum trap na hu jaiye . trap say bachanay kay liye taqriban ye action jo maine btai hain inko dekh kr trade krain to hum apna maximum profit ka ma sktay hain aur humara nuqsan kam say kam honay kay chance hotay hain. Lehaza hamain trade krtay waqat thora wait kr laina chahiye ta ka hum profit hasil kr skay.
      Last edited by ; 30-07-2022, 11:16 AM.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Shooting Star Candlestick Pattern:

        Introduction of Shooting star candlestick:

        Assalamu alaikum dear members shooting star 1 chart pattern hai jo market mein UP trend ke bad ro numa hota hai, shooting star aik bearish Candle stick hai jis ka oopri shadow lamba hota hai, kam ya koi neechay ka shadow nahi hota hai, aur din ke nichale hissay ke qareeb aik chhoti real body hoti hai. yeh aik up trained ke baad zahir hota hai.Shooting star aik qisam ki candle stick hai jo is waqt banti hai jab security khulti hai, numaya tor par agay barhti hai, lekin phir khulany ke qareeb din ko dobarah band kar deti hai . Shooting star candle banti hai iski real body chhoti hoti hai, yani ek time frame mein Jab market open hoti hai to pahle market up and mein move karti hai magar uske bad sellers ka pressure zeyada ho jata hai jiski vajah se market down mein harkat karti hai, scandal mein market down down mein Apne open price ke kareeb closing karti hai is Candle mein lower shadow ya bilkul Nahin Hoti ya bahut chhoti si hoti hai magar is Candle ki upper shadow candle ki real body se dugani se zeada hoti hai. Jab chart mein shooting star banti hai to uske bad market mein down trend start hota hai hamen is waqt buying Nahin leni chahie Bal ke hamen shooting star sel ka signal provide karti hai. Traders shooting star ke bad agali candle ka intezar karte Hain agar next candle bullish mein ho to hamen market mein sell Nahin Lena chahie, agar chart mein shooting star candle ke bad next candle down and mein banti hai aur uski real body shooting star ki body se Badi hoti hai to hamen chahie ki Ham uske bad market mein sell ki entry lain.

        Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	1
Size:	12.4 کلوبائٹ
ID:	12412255
        Trade with shooting star candlestick"

        agar aap shooting star patteren ko dekhte hue trade karna chahtay hain to aap ko chand iqdamaat par amal karna chahiye. yaad rakhen ke shooting star reverse ulat jane ki nishandahi kar sakta hai – dosray alfaaz mein, market ki qeematein neechay ja sakti hain. agar aap girty hui qeematon se faida uthana chahtay hain,shooting star candle stick patteren is waqt hota hai jab kisi asasay ki market price kaafi had tak barh jati hai, lekin phir usay mustard kar diya jata hai aur khuli qeemat ke qareeb band kar diya jata hai. yeh mandi ke reversal jane ka mumkina ishara ho sakta hai, yani ho sakta hai oopar ka rujhan jari nah rahay.
        Shooting star candlestick pattern mein hamen Apne sell ki entry shooting star candle ki next candle ke complete hone ke bad leni chahie hamen apna Stop loss ko shooting star candlestick ky high price sy thora upar ke janib set karna chahie aur take profit ko apny stop loss se thora zeyada set karna chahy. Safe Trading hamin bht zeyada profit provide karti hay,hamin trading main jald bazi to avoid karna chahy aur market ko achy se analysis karny ky bad hi apni trade open karni chahy.
        Click image for larger version

Name:	Example-of-Shooting-Star.png
Views:	6
Size:	25.5 کلوبائٹ
ID:	12412256

        اب آن لائن

        Working...
        X