loss in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #976 Collapse

    g han aap sahi kahtay han kah forex me taqriban 90% logon ko loss hota hay aur us ki waja yeh hay kah who log forex ka knowledge nahi rakhtay aur demo account pe practice nahi kartay isliay un ko loss hota hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #977 Collapse

      Yes people face loss in forex due to confuse decisions in a hurry,so we must trade patiently to wait for making right deal at the right time to get profit.
      • #978 Collapse

        bro agr ap k pas forex me knowledge hai aur experience b hai to ap forex pe boht mushkil se kam lose kar sakte ho lakin forex me learning ka hona boht zaroori hai tabhi ap expert trader ban sakte ho.
        • #979 Collapse

          loss say bacha b ja skta h os k leya ap ko demo account per trading krna ho ge or phair real account perkam kro is say ap loss say bach skte hain so q k trading main he loss hota h to ap demo per trading kr k is loss say bach skte hain
          • #980 Collapse

            Dear Brother! Forex Business aik online aur risky business hai. Forex main loss is liye hota hai log trading main jald bazi bohat karty hain. aur log zeyada tar profit earn kay greedy karny lag jaty hain. jis say wo loss main aa jaty hain.
            • #981 Collapse

              forex me loss hota hai kiun ke is me jahan loss hota hai wahin profits bhi hoty hain is me jo jese kam karta hai us ka result wesa he nikalta hai is lye koshish karen ke zyada se zyada is business me aap carefully kam karte rahen or hamesha trading proper analysis ke baad he karen .
              • #982 Collapse

                Sir g jo bi new beginner hotay han wo short cut kernay ki koshish kertay han ore jeld hi ziaada profit earn kernay ki koshish kertay han jis se un ka loss ziaada hota ha ore profit kum hota ha .hamaisha patience rehtay huay slow and steady ki policy per chelain.....
                • #983 Collapse

                  Mery bhai ahmen is Quation ky bryn men btyn hamen yahe aik option bhut tang kr rhe han keu ky ham jab bhe instaforex ka account attach krty han yahe aik option ajati han or hamen bonus ni mlta (You are no longer allowed to participate in the bonus program as there is cheating activity detected in your accounts.) mjhy ab yahe samjh ni ati ya forum valy ya krty keu ky agr mjhy is admin ka pta chal jit o men bhut Koch is ko kaho ga hamarami han ya sub.
                  • #984 Collapse

                    as main los-t hota hy bas ki baat nahin hoti hai yahan par pehli baat logon ko sabar nahin hota hai aur dusra log bohat jaldi hi faisla kar dete hain jis ki waja se apna
                    • #985 Collapse

                      forex mein loss tu hoga isi liye learning kroa ur forex say hamari life change ho sakti hay lekin is kay liye hamay forex say money made karni hogi kiyon kay forex say money made karna bhi itna easy nahi hay is mein loss ho sakta hay market hamary against move kar skti hay isi liye ap ko is ko learn karna hoga takay ap achi income made karay .
                      • #986 Collapse

                        asalam o alaikum friendz ye kam waqi itna easy nahi hai k ap yahan khul k trade kero aur apki kuch na kuch to sambhal k trade kerni prti hi.
                        • #987 Collapse

                          Janab aap ne apni baat to kri hai ke loss ho jata or kyun hota hai iss ki waja nae jani. Iss ki wajah yeh hai ke log apna time robots and shortcuts main try krtay hain jo ke unn ko foran ban kr daiti, secondly new users aatay hi trading krnay ki koshish krtay hain and blunders ke through earning ki try krtay hain.
                          • #988 Collapse

                            forex mein loss tu hota rhta he and forex mein trading seekhna bahot zarori hay kiyon kay ager ap forex mein aik good trader banna chatay hay tu is kay liye ap ko seekhna hoga kiyon kay ager ap forex ko nahi seekho gay then ap ko loss ho jay ga mein tu is ko ab bahot pasandkrta hn and trust bhi kerta hn .
                            • #989 Collapse

                              iss ki waja yehi hai k log jald baz aur besabre hain lalach me akar ghalt trading kr bethte hain jis se loss ka samna karna parta hai aur yehi ilzam dete hain k humesha loss hi hota hai humme tu bhaee forex me agar apni marzi ki earning karna chahte ho tu learning par tawaja do aur khub practice kro kiun k ye aik risky business hai jis k liye boht experience chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #990 Collapse

                                Dear aap ki bath sahi hay. iss kay liya ham ko chahiya kay ham teen kaam karine sab say pahlay to demo practice, 2nd achi analyzing or 3rd acha backup wo us sorat may jab kay hamri analyzing sahi na ho to iss liya ham ko experiencive bannay kay liya practice lazmi karni hoti hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X