loss in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    sahi kaha hai bhai trdng main zada tar sabr hi hota hai bhai or sabr bhai es main sub say zada ahm hai kun kay jo log forex main sabr nahi karty hain wo log es main nakam hi hoty hain or dobty hain bhai esi leye ap jub bhi trdng kary forex main sabr kary or wait kary bhai markt ka
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      the loss is the nothing but the part of the foex if we will not face the loss then we cannot get the success in the forex ,that is why dear trade with the skills and do not think about the loss it is the part of forex
         
      • #618 Collapse

        loss zindgi ka hisa ha trade ma bi asa hi ha kabi loss hota ha to kabi profit hota ha magar kabi bi is par pryshan nai hona cahy ma mahnat kary or dil lga kar kam ap ko kamyabi mil jay gi.
        • #619 Collapse

          g bhai jo bhi new beginner hotay han wo short cut kernay ki koshish kertay han ore jeld hi ziaada profit earn kernay ki koshish kertay han jis se un ka loss ziaada hota ha ore profit kum hota ha .hamaisha patience rehte hue slow and steady ki policy per chalen.
          • #620 Collapse

            dekhen trading aik aisi cheez hai jo har kisi kay bas ki baat nahin hoti hai yahan par pehli baat logon ko sabar nahin hota aur ye b klog without knowledge aur practice trading start kr dety hai njis ki waja se loss ho jata ha unko aur wo ilzam forex pe dal dety hain
            • #621 Collapse

              han jeee forex trading business ak boht hi risky business he or isme earning karna har kisi ki baat nahi he or jab tak ham learn nahi kar lete hamko earning nahi ho sakti is liye hamko hamesha sabar se kaam lena ho ga forex me then jab hamko achi samaj aa jay toh balnce ko nazar me rakhte hue trade karni chahiye or greed nahi karna chhaiye
              • #622 Collapse

                jee han meray bhai ap ki baat bilkul theek hai agar hamain is kam main kamyab hona hai to hamain cahiye k ham is kam ko seekh kar karain ta k hamain loss na ho so 90 % log is ko bager seekhay kartay hain is liye loss hota hai
                 
                • #623 Collapse

                  Forex trading me agar kisi trader ko loss hota hay to wo ye nahi dekhta k mujhay loss huwa to kiun huwa kia wajah hay k loss huwa akhir konsi aisy mistakes hain jiski wajah say loss hota hay , humain apna loss khud kam krna chahiye uska easy hal ye hay k humain apni mistakes ko dekhna chahiye k konsi mistakes ki wajah say loss huwa or future ki trading me un mistakes ko avoid krna chahiye.
                  • #624 Collapse

                    Many trader have emotional and trader they are lose money Forex is very easy business and profitable when you learn very well learn properly and following some rule but at first practice demo account then trade real account so control your emotion
                    • #625 Collapse

                      trading aik business hai aur business main aap ko pata hai k loss to hota hi hai jiss trha aap ko profit hota hai bilkul ussi trha aap ko iss main loss b hota hai agar trading main profit hi profit ho to phir ye koi business to na hua lakin aik baat hai k aap loss ko kam se kam kar sakty hain with good stratgies
                      • #626 Collapse

                        Of course Bhai jan app ny bilkul Right kaha han hamy chahey k ham patience k sath kam karo or phir hi ja kr ham is man profit or success earn krsaky gay or rahi bat Forex man 90% people loss krny ki woh is liye kyun k zayada tar newbie is business ko without learning k start krdetay han or phir un ko kuch bi samjh man nai ata or woh is man loss krty han.
                        • #627 Collapse

                          jee forex mein bhut ziada log ata hain lakin forex mein wo he log success full hota hain jo forex mein learning kar k ata hain aur iss business mein trading ki practice karta hain other wise iss business mein 95% easa log hain jin ko loss ho jata hai forex mein hum just learning aur practice se he acha trader ban skta hain.
                           
                          • #628 Collapse

                            dear ap ny pucha ha k ap ko agr 90 persnt loss ho ta ha to ap ko apni rakm ko trad k lia ak targt rakh k kam karna chaya taky ap ko loss na ho agr ap is tara na kary gy to ap ko loss nhi ho ga kbi ap bus us targt tk he kam kary bus
                             
                            • #629 Collapse

                              all world me jitne be business hote he agr un me profit hota he to loss be un me hota he es leye loss business ka hesa hota he jis tara profit se tawaqa rake ja skte he es he tara loss ka be zehn me rakna must hota he ky loss be kabe kabe ho jata he mgr os ky recovery be jaldi ho jate he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                thek kah rhe ho app magar 90 percent new trader hongi and loss to aik factor ha aur us ko hum minimize zarur kr skte hain pateince chaheya hote ha loss bare krne ka leya and market ki fast movement ka waqt bhi isiliye demo account pr practice krne ka leya kahte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X