Details of Matching Low Candlestick Pattern in Forex Trading..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details of Matching Low Candlestick Pattern in Forex Trading..
    Assalamu Alaikum dear friend Aayi ho aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achha kaam kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko bahut jyada Soch Samajh Kar aur acchi planning ke sath kam karna hota hai Kyunki Jo members without planning ke trading kar rahe hote hain vah Hamesha Apne loss kar dete Hain agar aap market Mein successsfull bhi Hasil karna chahte hain to aapko apni planning kar sake main aaj aapse bahut important information share karungi jo aapki trading ko profitable banaa sakti hai to Mera topic hai bullish matching low pattern kya hai Ham is per Kaise trading Karke apni arning ko increase kar sakte hain.

    What is Bullish Matching Low Pattern:

    Dear Forex trading Mein Bullish matching lock and stick pattern do candles Par mustamel Ek berasia trend river cell pattern hai jo ke pattern ki price kilo area stand ke baad banta hai pattern Mein Shamil donon candle same Trend ke yani bastand ki hoti hai Jiski down side per closing price same point per hota hai candle same length ki Jaruri nahin hai aur jyadatar ismein pahle candle long real body wali black candle Hoti Hai Jisko Ek Saman real body wali bearing scandal follow Karti Hai yah pattern Dekhne Mein sem taweezer bottom candlestick pattern Jaisa hi Dikhai deta hai but usmein candles different color ki hoti hain.

    Click image for larger version

Name:	images (21).png
Views:	1
Size:	1.3 کلوبائٹ
ID:	12548100

    Identification of Bullish Matching Low Pattern:

    Dear bullish matching low pattern candlestick Ek bearing stand reversal pattern hone ki vajah se price ka Pahle Se yellow price area Mein Jarur Hona chahie pattern lock candles par mustameez hota hai pattern Mein Shamil donon candles baresh ya black color ki honi chahiye pattern ki first candle Ek long real body wali black candle Hoti Hai pattern ki donon candles ka closing price Ek ke hi point per Hona chahie Jab Ke Shadows isase Shamil Nahin Hai.

    Click image for larger version

Name:	images (19).png
Views:	34
Size:	9.3 کلوبائٹ
ID:	12548101

    Dear bullish matching low candlestick pattern low price jabbarish trend Mein banne ki vajah se trend reversal pattern ka work Karta Hai yah pattern Dekhne Mein tavizar bottom candlestick pattern Jaisa hi Dikhai deta hai but usse candles ke different color ki vajah se different ban jata hai yah pattern lock hota hai jismein donon candles ki real body aur color black Hota Hai first candle Ek Badi real body wali black candle Hoti Hai Jab Ke second candle gap Mein first candle ke real body mein open hokar sem point per close hoti hai.

    Trading With Bullish Matching Low Pattern:

    Dear bullish matching lock and stick pattern for trading karne se pahle Hamen yah dekhna hai ke pattern ki donon candles ka lower sem Hona chahie ya Ek ke types ka double bottom roll play karta hai agar pattern ki donon candles bears aur sem point per close hoti hain to yah Hamen bye ka signal deta hai but trend confirmation Hona important hai Kyunki Iske bagair pattern natural count hota hai pattern ki third cand real body mein badi white candle honi chahie Jo second candle black top per close ho jaaye isase pattern ki confirmation mukmmal Ho Jaati Hai Aur stop loss ka pattern ke donon candles ke low par lagaen

    Click image for larger version

Name:	images (20).png
Views:	18
Size:	4.0 کلوبائٹ
ID:	12548102

    Dear Forex trading Mein bullish matching lock and asticks pattern per Jab Ham trading Karte Hain To ismein Hamen different important analysis per completely study karna hoti hai aur Market ko acche tarike se judgement karna hota hai agar Ham market Mein different important analysis per completely study Karte Hain To Ham is market Mein maximum advantages Hasil kar sakte hain isliye Hamen Koshish Karna Hogi ki Ham ismein Jyada Se Jyada hard work Karen aur acche experience ke sath kam Karen Taki Hamen best result mile.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Details of Matching Low Candlestick Pattern in Forex Trading..

    Forex trading market mein aapko hamesha jyada se jyada kamyabi hasil karne ke liye technical analysis per focus karna hota hai Jab aap market mein jyada se jyada advantages hasil karna chahte hain to is maksad ke liye aapko market mein different factors per apni focus karna hota hai aur apni trading activities ko complete karna hota hai kyunki Jab aap market mein jyada se jyada advantages ko increase karna chahta hai to is purpose ke liye aapko multiple candle stick pattern ko find out karna hota hai aaj main aapko ek bahut hi familiar aur important candlestick pattern ki information Dena chahta hun jisko aap matching low candlestick pattern ke naam se jante Hain.

    What is Matching Low

    Matching low candlestick pattern basically ek aisa pattern hota hai jismein aapko bottom size mein jismein aapko support level per do aisi candlestick available hoti hain jismein aapko sem point per lo point available hote hain jismein ek candle aisi hoti hai jiska trend totally change hota hai lekin donon ka bottom level sem hota hai aur inko aap matching lo ke naam se jante Hain.

    Identification

    dear jab aap market mein matching low candlestick pattern ko properly identify karna chahte hain to definitely iski kuchh specific reasons hoti hain aur iski kuchh specific important points hote hain jinko aapane under consideration rakhna hota hai iske bagair aap kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte hain Jab aap market mein jyada se jyada profit hasil karna chahte hain to iske liye aapko market mein Candlestick Pattern ki identification karna jaruri hota hai.

    Decision Making

    Decision making process aapka hamesha use time Tak complete nahi hota jab tak aapko candle stick ki complete information available nahin hoti jab tak aap market mein candle stick pattern ko acchi tarah find out nahin kar sakte use time tak aap market mein ek achcha decision nahin Le sakte hain isliye aapko sabse pahle candle stick pattern ki different informations ko find out karna hota hai aur uski base per aapko decision making karna hoti hai.

    Conclusion

    Dear member main aapko apni post ke and mein yah conclude karna chahta hun ki Jab aap market mein technical analysis ko complete karna chahte hain to is purpose ke liye aapko hamesha candlesticks ki complete information ka idea hona chahie aur iski identification aur interpretation ka complete Idea hone ke bad iski decision making se related 100% information ko collect karna chahie kyunki jab tak aapke pass isase related information available nahin hoti hai aap ek acchi trading karne ki position mein nahin a sakte hain. Isliye main aapko yah suggest karna chahta hun ki Jab aap market mein kamyabi hasil karne ke liye different pattern ko study karte Hain to iske liye aapko hamesha market mein kamyab trading karne ke liye koshish karni chahie aur different candlesticks ko acchi tarah find out karna chahie.

    Click image for larger version

Name:	matching-low-candlestick-pattern-1.png
Views:	3
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12411961

    اب آن لائن

    Working...
    X