Money Flow Index (MFI)
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money Flow Index (MFI)
    Money Flow Index (MFI)

    Description



    money flow index ( mfi ) aik momentum indicator hai jo aik makhsoos muddat ke douran security mein aur bahar paisay ke bahao ki pemaiesh karta hai. yeh rishta daar taaqat index ( rsi ) se mutaliq hai lekin hajam ko shaamil karta hai, jabkay rsi sirf qeemat par ghhor karta hai. mfi ka hisaab misbet aur manfi money flow values ko jama kar ke kya jata hai ( dekhen money flow ), phir raqam ka tanasub bana kar. money Ratio ko phir mfi Oscillator form mein normal kya jata hai .






    How this indicator works


    ziyada farokht ki satah aam tor par 20 se neechay hoti hai aur ziyada kharidi hui sthin aam tor par 80 se oopar hoti hain. yeh sthin market ke halaat ke lehaaz se tabdeel ho sakti hain. satah ki lakiron ko sab se onche chotyon aur sab se nichli Troughs mein kaatna chahiye. ziyada farokht shuda / ziyada kharidi hui sthin aam tor par kharidne / baichnay ke liye kaafi nahi hoten. aur taajiron ko security ke ahem mourr ki tasdeeq ke liye izafi takneeki tajzia ya tehqeeq par ghhor karna chahiye. zehen mein rakhen, mazboot rujhanaat ke douran, mfi tosee shuda muddat ke liye ziyada khareed ya ziyada farokht ho sakta hai .agar bunyadi qeemat aik nai aala ya kam banati hai jis ki tasdeeq mfi se nahi hoti hai, to yeh farq qeemat ke ulat jane ka ishara day sakta hai .


    Calculation


    The Money Flow Index requires a series of calculations.

    ​sab se pehlay, muddat ki makhsoos qeemat ka hisaab lagaya jata hai .aam qeemat = ( ziyada + kam + band ) / 3is ke baad, money flow ( money flow index nahi ) ka hisaab muddat ki makhsoos qeemat ko hajam se zarb day kar lagaya jata hai .raqam ka bahao = aam qeemat * hajamagar aaj ki aam qeemat kal ki aam qeemat se ziyada hai, to usay misbet raqam ka bahao samjha jata hai. agar aaj ki qeemat kam hai, to usay manfi raqam ka bahao samjha jata hai .positive money flow muddaton ki makhsoos tadaad mein misbet raqam ka majmoa hai .manfi raqam ka bahao muddaton ki makhsoos tadaad mein manfi raqam ka majmoa hai .paisay ke tanasub ko phir misbet raqam ke bahao ko manfi raqam ke bahao se taqseem karkay shumaar kya jata hai .raqam ka tanasub = misbet raqam ka bahao / manfi raqam ka bahaoaakhir mein, money flow index ka hisaab raqam ke tanasub se kya jata hai
    Last edited by ; 28-07-2022, 12:03 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money Flow Index (MFI)

    WHAT IS A MONEY FLOW INDEX (MFI) :





    Money flow index ak technical indecator ha ya indecator huma market ke price ka overbought or oversold signal ka batata ha is indecator ma traders market ke price or volume ko use karta ha. Is indecator ma market ma do level hota ha ak overbought ka level or dosra oversold ka level hota ha jab ya indecator 80 sa above ke reading data ha to is ma market ke overbought condition hote ha or jab ya indecator 20 sa below ke reading data ha to is time market ka oversold ke condition hote ha. Or is indecator ma kuch traders 90 or 10 ka level ko use karta ha or overbought or oversold condition ko find karta ha. Is money Flow Index indecator ko use kar ka market ma divergence ko bhi find kiya jata ha jo market ke price ka trend ko change karta ha. Is indecator ma jo oscillator hota ha wo 0 sa 100 ka betch ma move hota ha.





    THE FORMULAS FOR MONEY FLOW INDEX INDICATOR :





    Money Flow Index=100−100/1+Money Flow Ratio


    where:

    Money Flow Ratio=
    14 Period Positive Money Flow / 14 Period Negative Money Flow​

    Raw Money Flow=Typical Price * Volume

    Typical Price=
    High + Low + Close​ / 3





    WHAT DOES THE MONEY FLOW INDEX TELL YOU :




    Money flow index indicator ko bahot sa trha sa use kiya jata ha or is ma jo sab sa main type ha wo divergence ha. Jab market ma divergence hota ha to is ma oscillator opposite direction ma move hota ha price ka. Is ma signal milta ha market ka reversal ka previous trend sa. Jab market ma money Flow Index high ma hota ha to is ma market ke price fall hote ha jab ya indecator 80 ke reading date ha is ma asa hota ha ka market continue climb hote ha or market ke price signal data ha reversal ka downside ke traf. Jab money flow index low ma hota ha or is ma reading 20 sa below hote ha to is ma jo market ka continue sell hota ha wo stop ho jata ha or market reverse hote ha or is ma signal milta ha market ka upside ka. Traders is ma large divergence ko use karta ha or is ma multiple wave ko use karta ha price ma or money flow index ma.





    TRADING WITH MONEY FLOW INDEX :




    Traders is money Flow Index indecator ko different trha sa use karta ha or is ma different trha sa trade ko enter karta ha. Money flow index ma jo sab sa main trading strategy ha wo overbought or oversold condition ha traders zada tar is method ko use kar ka is ma trading karta ha. Is ma overbought level market ka top ma hota ha or oversold level market ka below ma hota ha jab market move karte hoi overbought ke traf jate ha or is ko hit ya cross kar ka above ma jate ha to is ma reversal ka signal milta ha or is ma market bullish sa bearish ke traf ate ha or traders is ma sell ke trade ko enter karta ha or jab market oversold level par hote ha to ya ak strong buy ka signal date ha or is ma traders buy ke trade ko enter karta ha.

    اب آن لائن

    Working...
    X