Details of Taweezer Top Candlesticks Pattren in Forex Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details of Taweezer Top Candlesticks Pattren in Forex Trading.
    Assalamu Alaikum dear member main Umeed Karti Hoon aap sab khairiyat se Honge aur Farooq se trading Mein acchi running kar rahe Honge dear jab aap is market Mein kam karte hain to aapko bahut hi Soch samajhkar Aur chiplin Ke Sath kam karna Hota Hai Jab aap is market Mein planning ke bagair kam Karenge to aapko kabhi bhi kamyabi nahin Milegi isliye aapko Koshish Karna Hogi kya aap is market mein jyada Se Jyada hard work Karen aur acche experience aur acche knowledge ke sath kam Karen Taki aapko is market Mein Achcha result Mile Jab aap is market mein jyada Se Jyada apni learning ko perfect banate hain aur apne experience ko game kar lete hain to aap is market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain isliye main aapse Aaj bahut hi important information share karungi jo aapki trading ko successful banaa sakti hai to Mera topic Hai taweezer top candlestick pattern kya hai Ham is per Kaise kam Karke apni trading ko profitable banaa sakte hain.

    What is Taweezer Top Candlesticks Pattren:

    Dear member Forex trading mein taweezar top candlesticks pattern up trend mein banta hai jo Ke Do candles ka ek kism ka double top resistance level hota hai yah pattern 2 din ke candles per mistermil hota hai jismein pahle din ki candle ek normal real body wali bullish scandal banti hai Jisko dusre Din Ki Barish candles follow Karti Hai Tabhi Sar top pattern ki unique Baat yah hai ki is pattern Mein donon candles ka top ek hi Line ya point per hota hai donon candles ka top sem hone ki vajah se yah price ka double top aur resistance level ban jata hai tabijir top pattern ki pahle candles Ek real body wali normal Bullet scandal hoti hai jo ki market Mein Pahle Se Chalti rahti hai top ke dusre Din Ki candles ek baar scandal Hoti Hai Jiska top point pahle din ke Lo aur point ke ine line hota hai dusre Din Ki candles Bole friend ke dard karti hai aur price ko Bearish trend reversal Mein change Karva Deti Hai.

    Click image for larger version

Name:	images (23).jpeg
Views:	59
Size:	22.3 کلوبائٹ
ID:	12548018

    Identification of Taweezer Top Candlesticks Pattren:

    Dear Forex trading Mein taweezar top candles take pattern Price get top ya upper price for low demand ki vajah Se Banta Hai Yahan per do candles price ki trend change ka ek positive signal Deta Hai pattern ki donon candles strong real body Mein banti hai aur Market ki current supply aur demand ki aakashi Karti Hai pattern Mein Shamil candles ki formation aapko mil rahi Hoti Hai Tabhi se top and streak pattern ki first candle Ek police candle hoti hai jo ki market Mein maujud current trend ki aakashi Karti Hai yah candle price ko higher side per push Karti Hai jismein candles ka close price open price se Apar side per hota hai Jack candle Shadow Se Mat Ja Shadow ke bagair bhi ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	download (1).jpeg
Views:	10
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12548019

    Taweezer top candles take pattern ki second candle Ek real body wali bearing scandal Hoti Hai yah candle open first candles ke same top close price per Hoti Hai Jab Ke close point ISI candle ka koi bhi ho sakta hai but candles ka top ya high price first candles ke high price ke barabar Hona chahie bearing scandal market Mein current Bull is trend ka khatma karti hai aur price ko ek news Himmat deti hai jo ki bearish trend reversal Hota Hai.

    Trading With Taweezer Top Candlesticks Pattren:

    Dear member for ex trading Mein taweezer top and strict pattern ek kainchi numa taweezer 2 din ke candles Par mustameez Ek bearing stand pattern hai jo ke down Trend ke bad banne per Ek to Bully stand ka khatma Karti dusra JBL stand ke aagaaj ka sabab bhi banta hai yah pattern do candles ka double top ya register level per must Mel hota hai pahle din ki candle ek normal Bull is Candle hoti hai jo ko dusre Din Ki Barish candle follow karti hai bullish aur scandal ke top sem hota hai jisse yah point price ke liye register level ban jata hai pattern ki donon candles ka Shadow weekendas mein Somwar hota hai yani Agar candle ka Shadow Bhi Ek point per Bane to tab bhi yah top pattern kahlayega.

    Click image for larger version

Name:	images (24).jpeg
Views:	16
Size:	22.7 کلوبائٹ
ID:	12548020

    Taweezer top candlesticks pattern ka Agar time frames jyada ho Janeman De Ya 1 week Ka Tujhe ek strong resistance level create Karta Hai Jis per traders market Mein Sel se entry kar sakte hain but Agar trader ka pahle se hi bye trade ki entry ho to Yahan per exact kar sakta hai top and stics pattern ke dusre Din Ki candles ke complete hone ke bad market Mein Sel ki trade se entry ho sakti hai jabki trained confirmation ke liye teesre Din Ki bullish candle Ka Hona important hai bagair trend confirmation ke pattern jyadatar natural tasawar Kiya jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Details of Taweezer Top Candlesticks Pattren in Forex Trading.

    Tweezers Bottom


    Introduction:


    Tweezers top aik bearish reversal pattern hai, jo k aam tawar par do candles par mushtamil hota hai. Ye pattern ziada tar market k bullish trend k baad ya high price area me banta hai. Pattern me shamil candles dono mukhtalif colour ki hoti hai, aur dono candles ka high same hota hai. Pattern me candles ki shape ziada zarori nahi hai. Lekin pattern ka area bohut zyada ahmeyat rakhta hai. Ye pattern aik normal bullish trend ya up trend k dowran uss waqat banta hai, jab pattern main shamil dono candles same high position ya resistance level ko hi touch karti hai. Pattern main pehli candle bullish jab k dosri candle aik bearish hoti hai. Bearish candle prices ko pehli candle k same high position se mazeed ooper jane se rokti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (505).png
Views:	4
Size:	1.3 کلوبائٹ
ID:	12413104

    Pattern ki Pehchan k Rules:

    1. Tweezers top pattern aik trend reversal pattern hai is waja se pattern se pehle qeematon ka high area ya bullish trend ka hona bohut ziada zarori hai.
    2. Pattern ki 1st candle aik real body wali white candle hoti hai.
    3. Pattern me shamil 2nd candle aik real body wali black candle hoti hai.
    4. Pattern ki 1st white candle la real body hona zarori hai, yani open aur close same price pe nahi hona chaheye, jab k 2nd candle k leye size ka hona zarori nahi hai.


    Click image for larger version

Name:	images (504).png
Views:	19
Size:	8.2 کلوبائٹ
ID:	12413103

    Pattern ki Tafseel:


    Tweezers top pattern do mukhalif color par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jis me dono candles ka high (upside) same hota hai. Ye pattern ziada tar bullish trend k baad ya high prices area me banta hai. Pattern me shamil 1st candle aik bari real body wali white candle hoti hai, jis ka open aur close price same nahi hota. Pattern me banne wali 2nd black candle 1st candle se aam tawar par size me kam hoti hai, yahan tak k ye aik doji candle bhi ho sakti hai. Pattern me shamil candles shadow k sath ya is k bagher ho sakti hai, yani pattern me shadow ki bhi koi ahmeyat nahi hai. Pattern k baad qeematen ziada tar bearish trend pe move karna shoro kar deti hai. Pattern main do candles hote hen, jiss main pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo prices k upper side par push karne k sath sath, bullish trend ki mazboti ka sabab bnati hai. Pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, jiss ka open price ya high price pehli candle k same high price jaisa hota hai, jiss se ye pattern aik qisam ka double top pattern ban jata hai, jo prices k top par strong resistance level banata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (503).png
Views:	17
Size:	2.9 کلوبائٹ
ID:	12413102

    Pattern pe Trading:


    Tweezers top pattern traders k leye "Sell" ka signal genrate karta hai, agar ye pattern bullish trend k baad banta hai. Pattern pe trading karne se pehle confirmation candle ka banna zarori hai, is waja se traders ko 3rd black candle ka intezar karna chaheye. Agar 3rd candle aik real body wali bearish candle banti hai, to is position pe traders sell se market me entry kar sakte hen. Stop loss ki position 1st aur 2nd candles k top position pe hoga. Pattern ka long timeframes main hona zarori hai, aur pattern k dono candles ka same high price ka bhi hona aham hai. Pattern k baane k baad market main traders sell ki entry kar sakte hen, lekin aik bearish confirmation candle ka hona zarori hai.

    Click image for larger version

Name:	images (502).png
Views:	36
Size:	23.0 کلوبائٹ
ID:	12413101

    اب آن لائن

    Working...
    X