Bearish stalled pattern:
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish stalled pattern:
    Bearish stalled pattern:
    The Bearish Stalled patteren aik tezi ka ulat patteren hai jo market mein kami ke douran zahir hota hai. yeh rujhan ke anay walay taizi ke ulat jane ki paish
    goi karta hai. taham, i bearish stall patteren ke muqablay mein taizi ka stall patteren aik bohat hi nayaab patteren hai. ruka sun-hwa patteren aik candle
    attached chart pattern hai jo up trained ke douran hota hai, lekin mumkina mandi ke ulat jane ki n Collehi karta hai. usay ghhor o fikar ka namona bhi kaha
    jata hai. candlesticks sticking qeemat ke amashadi hain jo security ki khuli aur band qeematon ke sath sath aik makhsoos muddat ke liye un ki oonchai
    aur kmyan bhi dikhata hain.

    Name: images (5).png

    New candlestick pattern
    candle par mushtamil aik bearish retreat trend pattern hai, prices k above bullish trend k baad banta hai. Ye pattern teen bullish
    candles par mushtamil hota hai, lekin akhari elalini elangempela candle candle ki waja se pattern continuation pattern ki jagah bearish trend reversal
    pattern ka kaam karta hai. The "Deliberation Pattern" pattern is very strong. Stalled Me shamil teeno candles white body wali honi chaheye, jis me 1st aur
    2nd candle ki real body bare size me honi chahiye.

    Name: images (6).png

    Suspended aik bearish pattern reversal pattern hai jo k new candles by mushtamil hota hai. The same pattern as the "Three White Soldier Pattern" is in
    the right place, but it is a small candle in a small body real white, in addition to the Spinning top of the doji candle bhi ho sakti hai. Pattern me shmail
    1st aur 2nd candles aik lambi real body wali white candles hoti hen, jo market me buying pressure dekhati hai. My pattern is shamil teeno white candles
    on top of close hoti hai. My pattern banni wali candle Jaisa ki maine aapko bataya ki ismein Kafi Jyada fayda bhi ISI Tarah hota hai market Mein jitne moment wave ki Shakal Mein up and down ho rahi Hoti Hai ISI Tarah market mein bhi kam karne ke साथ-साथ aapko Ek Achcha profit bhi Hasil Hoga Jitna kam Achcha aap Maine to Lakhan ke sath Karoge utna hi aapko fayda Hoga ISI Tarah De Ab Jo aaj mera topic hai ummid hai aapko bahut acchi Tarah samajh a Gai Hogi aur is bar aap Amal bhi Karenge

    Conclusions

    Dare market Jaisa ki maine Upar aapko bataya ki aise hi kam karne se aap Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain aur Market Mein Achcha kam bhi Karenge Jitna market Mein Achcha kam Soch samajhkar Karenge utna hi Hamen Paida Hoga pura Majha profit bhi Hasil kar Sakenge dear Hamesha imandari ke sath aur acche workout ke sath time Den Jitna Jyada aap time management Karenge ring market Mein trading for studying Mein Usi Tarah aap Achcha profit bhi Hasil kar Sakenge jitni mehnat ke sath aap study aur workeout Karenge utna hi aapko fayda Hoga aur aap market Mein kam karne ka maja bhi aaega aur aapko Achcha profit Bhi Milega aur aap success bhi ho jaaoge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bearish stalled pattern:

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bearish Stalled Candlestick Pattern


    Bearish stalled candlestick patteren bearish trend reversal signal dene wala pattern hai, jo aik wazeh uptrend ke baad yeh pattern amal mein aata hai. Bearish stalled candlestick patteren ki tashkeel teen bullish ya white candles par mushtamil hai aur jo price chart par bottom prices par banne wale three white soldier pattern se mushabihat rakhta hai. Bearish stalled candlestick pattern ki tashkeel mein pehli candlestick aik lambi bullish candle hai, jis ka upper ya lower side par shadow bohat kam banta hai. Pattern ki baqi do candles yani dosri aur teesri candles bhi bullish candles hoti hai. Pattern ki dosri aur teesri candle ki real body pehli candle k muqabele main kam hoti hai, lekin dosi candle k upper side par shadow bohut lamba hota hai. Pattern ki dusri aur teesi candle pehli candle k real body main open hoti hai,j jiss mein teesri candle aik small marubozu candle hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (556).png
Views:	24
Size:	1.5 کلوبائٹ
ID:	12413092

    Candles Formation


    Bearish stalled candlestick patteren prices k top main ziada buying k baad market k mumkina bearish trend reversal ka ishara deta hai, jo k teen musalsal bullish candles par mushtamil hota hai. Ye pattern bullish candles ka hone k bawajood bhi bullish trend confirmation k muqabele main prices ko downtrend ka rasta deti hai. Pattern main candlestick ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220805_064911.jpg
Views:	1
Size:	69.9 کلوبائٹ
ID:	12413093

    1. First Candle: Bearish stalled candlestick patteren ki pehli candle aik bullish candles hoti hai, jo k real body main strong candle banti hai, aur ye candle prices k uptrend ki tasalsul ki alamat hoti hai. Pattern ki pehli candle aik bagher upper aur lower shadow ki hoti hai, jiss ka open price close price se ooper hota hai.

    2. Second Candle: Bearish stalled candlestick patteren ki dosri candle bhi same pehli candle ki tarah aik bullish candle hoti hai. Ye candle pehli candle k real body ya uss k close price k baad open hoti hai, jo k upper par close hoti hai. Iss ka candle ki real body pehli candle k muqabele main kam hoti hai, jab k upper side par aik lamba shadow hota hai.

    3. Third Candle: Bearish stalled candlestick patteren ki teesri candle bhi same pechli do candles ki tarah aik bullish candle hoti hai, jo k dosri candle k real body ya uss k close price par open ho kar upper par close hoti hai. Ye candle ziada tar pechli dono candles se size main kam hoti hai, jab k ye candle aik marubozu candle hoti hai.

    Explanation

    Bearish stalled candlestick patteren chart par teen lagatar bullish candles ka aik majmoa hai, jiss k leye market ka top area hona zarori hai. Ye pattern teen bullish candles par mushtamil hai, jo k prices k leye bearish trend reversal pattern ka kaam karta hai. Pattern dekhne main same three white soldier pattern jaisa hai, q k teeno candles bullish hone k sath sath higher high par close hoti hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali bullish Marubozu candle hoti hai, last teesri candle bhi aik Marubozu candle hoti hai leki size main pehli candle se bohut small hoti hai. Pattern ki dosri candle upper shadow k sath hoti hai, jiss ki real body pehli candle ki nisbat kam hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (557).png
Views:	15
Size:	9.5 کلوبائٹ
ID:	12413091

    Trading

    Bearish stalled candlestick patteren main pehli candle strong bullish trend ki alamat hoti hai, lekin baad wali dosri aur teesri candles market main bulls ki kamzori zahir karti hai, jo k market main dilchaspi lena kam karte hen. Pattern ki teeno candles ka bullish hone ki waja se confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main bearish honi chaheye aur last bullish candle k bottom par close honi chaheye. Pattern k baad bullish candle banne se pattern invalid tasawar hoga, jab k trend ki confirmation indicators se bhi ki ja sakti hai, aggar CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone main trade kar raha ho. Stop Loss pattern k sab se top ya teesri bearish candle k high price se two pips above set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (254).jpeg
Views:	2
Size:	16.9 کلوبائٹ
ID:	12413090
    • #3 Collapse

      Re: Bearish stalled pattern:

      WHAT IS A BEARISH STALLED CANDLESTICK PATTERN :





      Bearish Stalled ak candlestick pattern ha ya pattern huma market ka chart ma uptrend ka top ma dakhna ko milta ha or ya pattern market ka uptrend ko end karna ka kam karta ha is pattern ma market uptrend sa reversal ho kar downtrend ke traf ate ha. Is pattern ma bearish ke traf strong reversal hota ha or is pattern ke deliberation chart pattern bhi kaha jata ha. Ya pattern market ma candlestick chart or price chart ma banta ha or ya huma market ke open or closing security price ka batata ha or is pattern ka market ma jo high or low banta ha wo ak specific period ma banta ha. Ya pattern market ka chart ma candles or wicks sa mil kar banta ha jo market ko current trend ka opposite ke traf move karta ha. Is pattern ko use kar ka hum limited time ka liya trade ko enter karta ha or is sa small profit ko hasil kar ka out ho jata ha market sa yani is pattern ma traders short term trade ko enter kara ga.





      FORMATION OF BEARISH STALLED CANDLESTICK PATTERN :





      Ya pattern market ka chart ma uptrend ke traf three candlestick sa mil kar banta ha is pattern ke ya teeno candles real body ke hote ah or ya ak specific sequence ma hote ha. Jab ya pattern market ka chart ma banat aha to is time market ma uptrend chal raha hota ha or market uptrend ke traf move kar rahe hote ha or is pattern ke ya jo teeno candles hote ha ya bhi uptrend ke traf he move karte ha or market ka previous trend ko follow karte hoi bante ha or market ka trend ko ongoing karte ha. Is pattern ke jab first candle bante ha to ya ak real body wale bullish ke candle hote ha ya market ko low sa high ke traf la kar jate ha ya ak real body sa bane hote ha or ya green ya white colour ke ho ge or is pattern ke second candle bhi ak bullish ke candle hote ha or ya candle previous candle ka real body ka suze sa kuch small hote ha or ya bhi market ko high ke traf la kar jate ha or is ka dono traf yani up ma or low ma small shadow hota ha or is pattern ke last candle is pattern ke previous do candles sa size ma chote hote ha or ya bhi real body sa banae hote ha or market ko bullish ke traf la kar jate ha. Is pattern ma jo bhi new candle banay ge wo previous candle ko follow karte hoi banay ge or ya previous candle sa high ma close ho ge.





      TRADING BEARISH STALLED CANDLESTICK PATTERN :





      Ya bearish Stalled pattern jab market ka chart ma banay ga to is pattern ka bannay sa phalay market ma ak strong uptrend chal raha ho ga or market ma is time bull ka strong control ho ga jo market ko high ke traf la ja raha ho ga jab ya bearish Stalled hold market ka uptrend ka top ma banay ga to is ke jo first candle ho ge wo is pattern ka current trebd ko follow karte hoi banay ge or is ka jo bull ka pressure ho ga wo is pattern ke furst candle ma market ko high ke traf la kar jay ga or jasa he is pattern ke first candle close ho ge to ya high bull ka pressure ka batay ge or is pattern ke second candle bhi bull ka pressure ke waja sa banay ge or is ma market high ke traf jay ge magar is ma jo bull ka pressure ho go wo kam honga previous candle ka bull ka pressure sa or jab is pattern ke lst candle bnay ge is ma bull ka pressure or decrease ho jay ga jes ke waja sa traders ko ya signal mil raha ho ga ka jo market ka bull ha wo apna control ko lost karta ja raha ha or ab sa market na reverse hona ha bearish ke traf. Is pattern ka complete hona ka bad traders ko ak strong bullish sa bearish ke traf reversal ka signal mila ga or traders is is pattern ma trade ko enter karna sa phalay is pattern ke conformation kara ga is pattern ke conformation is pattern ke last bullish ke candle ka bad bnaya wale candle kara ge agar ya candle bearish ma close ho ge to is pattern ke conformation ho jay ge or traders is pattern ma sell ke trade ke last candle ka low sa enter kara ga or stop loss point ko is pattern ka high par place kara ga.

      • #4 Collapse

        Re: Bearish stalled pattern:

        stalled candlestick pattern
        stalled candle stick pattern aik chart candle stick pattern hey jo keh up trend kay doran hota hey laken mmkana bearish kay reversal janay ko indicate karta hey esay ghor wa fekar ka pattern bhe kaha jata hey stalled candle stick pattern jo keh teen candle stick say mell kar bana hota hey jo keh lagatar high mein ja kar close ho jate hey or market mein mumkana reversal chakar ko indicate karta hey
        Click image for larger version

Name:	download (2).jpg
Views:	2
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12413242
        Bearish stalled candlestick pattern
        Bearish Stalled patteren aik tezi ka ulat patteren hai jo market mein kami ke douran zahir hota hai. yeh rujhan ke anay walay taizi ke ulat jane ki paish goi karta hai. taham, bearish stall patteren ke muqablay mein taizi ka stall patteren aik bohat hi nayaab patteren hai. ruka sun-hwa patteren aik candle stuck chart patteren hai jo up trained ke douran hota hai, lekin mumkina mandi ke ulat jane ki nishandahi karta hai. usay ghhor o fikar ka namona bhi kaha jata hai. candle stuck charts qeemat ke charts hain jo security ki khuli aur band qeematon ke sath sath aik makhsoos muddat ke liye un ki oonchai aur kmyan bhi dikhata hain.
        Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	697 بائٹ
ID:	12413243
        Pattern k sath trading kerna
        Bearish stalled candlestick patteren main 1st candle strong bullish trend ki alamat hoti hai, lekin baad wali 2nd aur 3rd candles market main bulls ki kamzori zahir karti hai, jo k market main dilchaspi lena kam karte hen. Pattern ki teeno candles ka white hone ki waja se confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main black honi chaheye aur last white candle k bottom par close honi chaheye. Pattern k baad white candle banne se pattern invalid tasawar hoga, jab k trend ki confirmation indicators se bhi ki ja sakti hai, aggar indicator aur oscillator par value overbought zone main trade kar raha ho.
        Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	1
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	12413244
        • #5 Collapse

          Re: Bearish stalled pattern:

          Bearish slowed down design?
          The Bearish Stalled patteren aik tezi ka ulat patteren hai jo market mein kami ke douran zahir hota hai. yeh rujhan ke anay walay taizi ke ulat jane ki paish
          goi karta hai. taham, I negative slow down patteren ke muqablay mein taizi ka slow down patteren aik bohat howdy nayaab patteren hai. ruka sun-hwa patteren aik candle
          appended graph design hai jo up prepared ke douran hota hai, lekin mumkina mandi ke ulat jane ki n Collehi karta hai. usay ghhor o fikar ka namona bhi kaha
          jata hai. candles staying qeemat ke amashadi hain jo security ki khuli aur band qeematon ke sath aik makhsoos muddat ke liye un ki oonchai
          aur kmyan bhi dikhata hain.




          New candle design?
          light standard mushtamil aik negative retreat pattern design hai, costs k above bullish pattern k baad banta hai. Ye design high schooler bullish
          candles standard mushtamil hota hai, lekin akhari elalini elangempela flame candle ki waja se design continuation design ki jagah negative pattern inversion
          design ka kaam karta hai. The "Thought Pattern" design is areas of strength for exceptionally. Slowed down Me shamil teeno candles white body wali honi chaheye, jis me first aur
          second light ki genuine body uncovered size me honi chahiye.

          Exchanging?

          Negative slowed down candle patteren principal pehli candle solid bullish pattern ki alamat hoti hai, lekin baad wali dosri aur teesri candles market primary bulls ki kamzori zahir karti hai, jo k market fundamental dilchaspi lena kam karte hen. Design ki teeno candles ka bullish sharpen ki waja se affirmation candle ka hona zarori hai, jo k genuine body primary negative honi chaheye aur last bullish light k base standard close honi chaheye. Design k baad bullish candle banne se design invalid tasawar hoga, punch k pattern ki affirmation markers se bhi ki ja sakti hai, aggar CCI, RSI pointer aur stochastic oscillator standard worth overbought zone primary exchange kar raha ho.

          Stop Loss ?
          design k sab se top ya teesri negative flame k excessive cost se two pips above set karen.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Bearish stalled pattern:

            stalled candlestick pattern
            stalled candle stick pattern aik chart candle stick pattern hey jo keh up trend kay doran hota hey laken mmkana bearish kay reversal janay ko indicate karta hey esay ghor wa fekar ka pattern bhe kaha jata hey stalled candle stick pattern jo keh teen candle stick say mell kar bana hota hey jo keh lagatar high mein ja kar close ho jate hey or market mein mumkana reversal chakar ko indicate karta hey

            Bearish stalled candlestick pattern
            Bearish Stalled patteren aik tezi ka ulat patteren hai jo market mein kami ke douran zahir hota hai. yeh rujhan ke anay walay taizi ke ulat jane ki paish goi karta hai. taham, bearish stall patteren ke muqablay mein taizi ka stall patteren aik bohat hi nayaab patteren hai. ruka sun-hwa patteren aik candle stuck chart patteren hai jo up trained ke douran hota hai, lekin mumkina mandi ke ulat jane ki nishandahi karta hai. usay ghhor o fikar ka namona bhi kaha jata hai. candle stuck charts qeemat ke charts hain jo security ki khuli aur band qeematon ke sath sath aik makhsoos muddat ke liye un ki oonchai aur kmyan bhi dikhata hain.
            New candle design?
            light standard mushtamil aik negative retreat pattern design hai, costs k above bullish pattern k baad banta hai. Ye design high schooler bullish
            candles standard mushtamil hota hai, lekin akhari elalini elangempela flame candle ki waja se design continuation design ki jagah negative pattern inversion
            design ka kaam karta hai. The "Thought Pattern" design is areas of strength for exceptionally. Slowed down Me shamil teeno candles white body wali honi chaheye, jis me first aur
            second light ki genuine body uncovered size me honi chahiye.

            Exchanging?

            Negative slowed down candle patteren principal pehli candle solid bullish pattern ki alamat hoti hai, lekin baad wali dosri aur teesri candles market primary bulls ki kamzori zahir karti hai, jo k market fundamental dilchaspi lena kam karte hen. Design ki teeno candles ka bullish sharpen ki waja se affirmation candle ka hona zarori hai, jo k genuine body primary negative honi chaheye aur last bullish light k base standard close honi chaheye. Design k baad bullish candle banne se design invalid tasawar hoga, punch k pattern ki affirmation markers se bhi ki ja sakti hai, aggar CCI, RSI pointer aur stochastic oscillator standard worth overbought zone primary exchange kar raha ho.

            Stop Loss ?
            design k sab se top ya teesri negative flame k excessive cost se two pips above set karen.
            FORMATION OF BEARISH STALLED CANDLESTICK PATTERN :





            Ya pattern market ka chart ma uptrend ke traf three candlestick sa mil kar banta ha is pattern ke ya teeno candles real body ke hote ah or ya ak specific sequence ma hote ha. Jab ya pattern market ka chart ma banat aha to is time market ma uptrend chal raha hota ha or market uptrend ke traf move kar rahe hote ha or is pattern ke ya jo teeno candles hote ha ya bhi uptrend ke traf he move karte ha or market ka previous trend ko follow karte hoi bante ha or market ka trend ko ongoing karte ha. Is pattern ke jab first candle bante ha to ya ak real body wale bullish ke candle hote ha ya market ko low sa high ke traf la kar jate ha ya ak real body sa bane hote ha or ya green ya white colour ke ho ge or is pattern ke second candle bhi ak bullish ke candle hote ha or ya candle previous candle ka real body ka suze sa kuch small hote ha or ya bhi market ko high ke traf la kar jate ha or is ka dono traf yani up ma or low ma small shadow hota ha or is pattern ke last candle is pattern ke previous do candles sa size ma chote hote ha or ya bhi real body sa banae hote ha or market ko bullish ke traf la kar jate ha. Is pattern ma jo bhi new candle banay ge wo previous candle ko follow karte hoi banay ge or ya previous candle sa high ma close ho ge.





            TRADING BEARISH STALLED CANDLESTICK PATTERN :





            Ya bearish Stalled pattern jab market ka chart ma banay ga to is pattern ka bannay sa phalay market ma ak strong uptrend chal raha ho ga or market ma is time bull ka strong control ho ga jo market ko high ke traf la ja raha ho ga jab ya bearish Stalled hold market ka uptrend ka top ma banay ga to is ke jo first candle ho ge wo is pattern ka current trebd ko follow karte hoi banay ge or is ka jo bull ka pressure ho ga wo is pattern ke furst candle ma market ko high ke traf la kar jay ga or jasa he is pattern ke first candle close ho ge to ya high bull ka pressure ka batay ge or is pattern ke second candle bhi bull ka pressure ke waja sa banay ge or is ma market high ke traf jay ge magar is ma jo bull ka pressure ho go wo kam honga previous candle ka bull ka pressure sa or jab is pattern ke lst candle bnay ge is ma bull ka pressure or decrease ho jay ga jes ke waja sa traders ko ya signal mil raha ho ga ka jo market ka bull ha wo apna control ko lost karta ja raha ha or ab sa market na reverse hona ha bearish ke traf. Is pattern ka complete hona ka bad traders ko ak strong bullish sa bearish ke traf reversal ka signal mila ga or traders is is pattern ma trade ko enter karna sa phalay is pattern ke conformation kara ga is pattern ke conformation is pattern ke last bullish ke candle ka bad bnaya wale candle kara ge agar ya candle bearish ma close ho ge to is pattern ke conformation ho jay ge or traders is pattern ma sell ke trade ke last candle ka low sa enter kara ga or stop loss point ko is pattern ka high par place kara ga.

            اب آن لائن

            Working...
            X