signal in tradind

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    forex tarding main earn ekrna muskil nahi hi magar ap ko iss ke bare main elem hona zaroori hi ap ko iss business main kamybi sirf achi learning se mil sakti hi iss ke elwa ap iss business main kamyb nahi ho ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      In this business signals give you help and idea about market .trading me har koi signals ko hi follow karta he phir bhi loss ho jata he iski waja yahi hoti he k trading ke jo indicators hote hen wo thek se work nahi karte or kabhi kabhi false signals bhi de dete hen jiski waja se loss ho jata he but hamesha aisa nahi hota so trading me hamesha ache indicators ko use karen take apkoloss naa ho.
      • #93 Collapse

        Dear agar ap kisi signal company ko follow krte hain or agar apne koi subscription ki hai to phir apko chahe k ap us signal ko follow na karen or khud se analysis kren take ap tasali se kaam krsaken.
        • #94 Collapse

          You have to follow the signals while doing trading because the signals identifies the market either the market is up or market is down its is indicated by signals so that's why you have to follow signals and by following signals you can earn a good profit.
          • #95 Collapse

            signals ap ko guide krte hai ke ap ko kis trha trade krni chahye lekin ap sirf signals pe dependent reh ke agr trade kr rahe hai tu ap ko is koi faida nhn ap ki knowledge mein ko increment nhn ayega aur ap sirf signals pe rely krte rahenge asal traders wo hote hai jo khud analysis krte hai aur khud trades open kre aur strategies ho jin ke paas ap help zaror le sakhte hai signals se learning ke lye
            • #96 Collapse

              Forex operates mainly on the concept of "free-floating" currencies; this can be explained best as currencies that are not backed by specific materials such as gold or silver. Prior to 1971, a market such as Forex would not work because of the international "Bretton Woods" agreement. This agreement stipulated that ..
              • #97 Collapse

                ji han mere bhai ap ne bilkul sahi kaha hai kay hamain hamesha signal kay hisab se apni trades karni chahiyen kyun kay is se hota yeh hai kay jab hum signal kay hisab se trade karte hain to hamain bohat faida hota hai
                • #98 Collapse

                  signals kay liy ap ko boht say log milay gay ju ap ko kahyn gay kay ap mujhy pessay du main ap ko signasls deta hon is say acha hai kay ap khud trade karo warna ap ko samjg kesaty ay gi?
                  • #99 Collapse

                    Asslam o aleikum! Yes brother ap ko trading karaty huay signal ko bhe follow kaena ho q kay kbhi kbhi signal galat bhe hojatay hain or is say apko loss honay ka khtra hota hai so keep follow the signal
                    • #100 Collapse

                      bhai me singnal be bht importnat hote hia agr hum ko singnal ka thora sa pata chla gaye to hum os ko follow krte hia to phr market ko dakh kr os phr oder laga dety hia as me be hum ko asar bht profit hu jata hia...
                      • #101 Collapse

                        assalamualaikum dear friends humen chahye k hum jb bhi tarding start kren ya invest jren tu sb se phehle news dkhlen n signals p nazar rkhty huay kaam strt kren takyprofit k chances barh jae n loss ke chances minimise hojaen
                        • #102 Collapse

                          haan bilkul ap signal ko zarur follow kare thats a very good idea lekin ap market se nazar khabi na hatayeee..kyukee ap sirf ek cheez per focus kar bethte ho aur kahi per bhi market jasakti hai..
                          • #103 Collapse

                            Jee Bilkul signals ka boohat hi important role hai trading main, joo trader signals ko sahi tareekay say judge ker laita hai woh hi kamyab hota hai trading main. Signals ko judge kerne k boohat sat tareekay hain like boohat say indicators hai joo humain different signals daitay hain.
                            • #104 Collapse

                              mt4 may and other softwares may signal ka option available hota hay es say hamy market ki situation pata chal jati hay kay es waqt market kis taraf move kar rahi hay and ap nay sahi kaha ager ham market signals ko use karyn to loss kam ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Ji Brotherr trading karte waqr hamre ko signal ko dekh kar kam karna chahiye agar signal up hai tu yani market uper ja rhi hai or hmae is waqt trading karne se ziyada profit hoga or agar signal down hai tu hame trading soch samjh smajh kar trading karni chahiye kyun k is waqt loss ka khatra ziyada hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X