Bearish Breakway Candlesticks Pattren ka tafseeli jaiza

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish Breakway Candlesticks Pattren ka tafseeli jaiza
    Bearish Breakway Candlesticks Pattren:
    Dear forest trading Mein financial market make and asticks pattern ya chart pattern ko supply aur demand ke Darmiyaan tawaj UN ko Zahir Karti Hai Jab Koi stock Upar Jata Hai To buyers market Mein control Mein hote hain market ki is situation Mein supply Se Jyada demand Hoti Hai buyer stock Hasil karne ke liye Jyada active hote hain jisse vah ask price per bye Karte Hain Bearish Breakway Candlesticks PattrenDesign me second banni wali white candle first light se thora sa hole me open hoti hai, lekin genuine body me thori si choti hoti hai. Design me banni wali third aur 4rth white candles bhi little flame hoti hai, jo k aik dosre k higher high pe banti hai. Design me first flame lazmi white honi chaheye, hit k second, third aur 4rth candle k leye zarori nahi k lazmi white ho, magar white hona design k leye ziada maozon hen
    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	3
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12547854
    Pattern ka Tafseeli jaiza:
    Bearish Breakway Candlesticks Pattren Negative breakaway example chonkeh aik negative pattern inversion design hai, is waja se qeematon ka pehle se pattern bullish ya upswing hona chaheye. Design panch (5) candles standard mushtamil hai, jis me first light bari white candle hoti hai, jo k bullish pattern ki mazboti ki alamat hoti hai..Bearish breakaway pattern high prices area ya bullish trend pe banta hai aur qeematon k maojoda rujhan ya trend ko badal deta hai. Ye pattern panch candles par mushtamil hota hai, jis me 1st candle aik bari white candle hoti hai, jo k current market ki mazboti ki akasi karti hai. Pattern me 2nd number pe banne wali white candle 1st candle se thore se gap me higher side pe open hoti aur aik chote se real body k sath close ho jati hai. Pattern me 3rd aur 4rth candle bhi small real body k sath banti hai. 2nd, 3rd aur 4rth candle aik dosre k higher high (apne se pehle candle k close price k baad open hoti hai) banate hen. 5th number pe banne wali candle lazmi black honi chaheye aur yahi candle trend k reversal k leye zarori hai. 5th candle apne se pehle banne wali teeno white candles se real body me bari hoti hai, lekin is ka close point 1st aur 2nd candle k darmeyan banne wale gap se uper (above) nahi hona chaheye. 2nd, 3rd aur 4rth candles k leye zarori nahi k ye lazmi white hi hongi, lekin pattern k leye is ka white hona ziada maozon hen.
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	12
Size:	3.0 کلوبائٹ
ID:	12547855
    Bearish
    breakway candlestick pattren k sath trading
    forex trading main achi tara learning kare forex trading main hard work kare forex trading main best learning kamyabi deeti hain jisne learning nhe ki vo traders forex trading main kamyab nhe hain forex trading main analysis kare agar best learning ki jati hain tu forex trading main analysis kare best learning karne wale trades forex trading main kamyabi mil skti hain forex main rules ko follow kare jaaab tak learning nhe hoti hain tu kamyabi b nhe hain kamyabi k liye forex trading ko samjhy forex trading main best learning kare forex trading main hard work kare rules ko follow kare forex trading main best learning kare forex trading anlaysis kare forex trading pratice nhe hain tu kamyabi b nhe hain kamyabi k liye forex trading main analysis karna parta hain analysis say next move ka andaza lagya jah skta hain k move kaha ho sktihain.
    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	3
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	12547856
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bearish Breakway Candlesticks Pattren ka tafseeli jaiza

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bearish Breakaway Candlestick Pattern


    Breakaway candlestick pattern main bhi ziada candles hone ki waja se aik behtar result dene wala pattern hai. Japanese candlesticks patterns main candles ki tadad jitni ziada hoti hai aur jitna ziada timeframe hota hai, utna hi ye aik reliable aur achah leading indicators sabit hote hen. Bearish breakaway candlestick pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss main shamil pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jiss k baad teen small candles bullish aur bearish candles bante hen, jo k pehli candle se upper gap main tarteeb k hisab se bante hen. Pattern ki akhari candle aik bearish candle hoti hai, jo k fourth bullish candle k baad open ho kar pehli aur dosri candle k gap main close hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	breakaway-bear-1024 (1).jpg
Views:	3
Size:	64.2 کلوبائٹ
ID:	12412952

    Candles Formation


    Bearish breakaway candlestick pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli chaar candles ziada tar bullish hoti hai, jab k pattern ki akhari candle aik strong bearish candle banti hai, jo k trend reversal ka sabab banti hai pattern main shamil candles ki formation darjazel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (3) (539).png
Views:	18
Size:	4.6 کلوبائٹ
ID:	12412953

    1. First Candle: Bullish breakaway candlestick pattern ki pehli candle aik strong bullish candle hoti hai, ye candle prices k sabeqa bullish trend ki mazboti dekhati hai. Ye candle color main white ya green hoti hai, jo k shadow ya shadow k bagher bhi ho sakti hai.

    2. Second Candle: Bearish breakaway candlestick pattern ki dosri candle bhi same ziada tar bullish hoti hai lekin zarrori nahi hai q k ye kabhi kabhi bearish bhi hoti hai. Ye candle pehli candle se upper side par gap main banti hai, jo k aik small real body wali candle hoti hai. Ye candle pehli candle se above aik wazih gap main banti hai.

    3. Third Candle: Bearish breakaway candlestick pattern ki teesri candle bhi dosri candle ki tarah aik small real body main banti hai, jo k bullish ya bearish dono tarah se ho sakti hai. Ye candle bhi shadow ya bagher shadow ki ho sakti hai, jo k dosri candle k baad banti hai.

    4. Fourth Candle: Bearish breakaway candlestick pattern ki fourth candle bhi ziada tar bullish candle hoti hai, lekin zarori nahi hai q k ye baaz dafa bearish bhi ho sakti hai. Ye candle bhi small real main body main ho sakti hai, jo k teesri candle k baad banti hai.

    5. Fifth Candle: Bearish breakaway candlestick pattern ki fifth ya akhari candle aik bearish candle hoti hai, jo k aik long real body main banti hai. Ye candle chothi bullish candle k baad open ho kar dosri candle k bottom par close hoti hai. Ye candle color main black ya red hoti hai, lekin iss candle ka close point pehli aur dosri candle k darmeyan banne wale gap ko cover nahi karna chaheye.

    Explanation

    Bearish breakaway candlestick pattern prices k top main banta hai, jo k ladder top aur concealing baby swallow pattern se melta julta hai, lekin candles ki formation main thora sa difference hai. Iss pattern main panch candles hote hen, jiss main pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai. Pattern ki baad main banne wali teen candles small real body main hoti hai, jo k bearish aur bullish dono tarah se hpti hai. Ye candles pehli candle se above gap main banti hai, lekin small real body ki waja se prices k bullish jane main rukawat dalti hai. Pattern ki akhari candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k small candles k baad open ho kar pehli aur dosri candle k darmeyan banne wale gap main close hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (538).png
Views:	26
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12412954

    Trading

    Bearish breakaway candlestick pattern k aghaz main buyers market main bohut ziada strong hote hen, q k pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai. Pattern ki agli teen candles small hone ki waja se prices ko mazeed bullish jane main dushwaree ka samna karna parta hai. Jab k last candle trend reversal ka sabab banti hai. Pattern k akhari candle k baad aik trend confirmation wali bearish candle ki zarorat hoti hai, jo k real body main honi chaheye. Trend confirmation CCI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss ka value overbought zone main indication hona chaheye. Jab k confirmation candle ka ka trend k mutabiq na banne par ye pattern zaya ho jayega. Pattern ka Stop Loss sab upper point par se two pips above set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (239).jpeg
Views:	12
Size:	32.3 کلوبائٹ
ID:	12412955

    اب آن لائن

    Working...
    X