Stroller Average Range Channel

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stroller Average Range Channel
    Introduction
    Stroller Average Range Channel ge han friends hamara aaj ka yah he mozu hay jis ko hum detail ke sath janne ke koshish karainge forex aik bohat he hassas kam hay jis main kamyabi ke liye ache exprience hona zarore hay is liye bohat mahnat ke sath kam karna hota hay

    Under Discussion Points
    Detailed discussion points yah hain jin par hum ghaur karainge

    1 Stroller Average Range Channel Kis Ko Kahte Hain
    2 Stroller Range Channel Ke Wazahat
    3 Conclusion
    4 Secure Trading

    Stroller Average Range Channel Kis Ko Kahte Hain
    stroller range channel ek technical tool hai or is channel main prices ki confirmation ki jati hai aur ye channel prices movement main simple moving average k pas upper Lowe bands ko measure kia jata hai yah channel zaida tar prices action ko pura krne k liye khosish krta hai .ye channel indicator real or dusre simple moving average range ka true majmuha hai . Isy hm stroller range channel kehte hain .
    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	5
Size:	26.9 کلوبائٹ
ID:	12547821
    Stroller Range Channel Ke Wazahat
    Us channel ka zaida tar kam price action ka hai s tarah kisi bhi upper or lower ko aam tor pr zaida sy ziada understand kia jata hai is k ilawa ye is bt ko confirm krta hai k ye market ka trend strong krne wala hai is tarah iski two types hain jin sy hm isko proper define kr skhte hain .
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	12
Size:	25.3 کلوبائٹ
ID:	12547822
    Conclusion
    Kise bhe indicator pattern channel ko hm tab hi samjh skhte hain jab tk hum isko proper study no kren gy is liye hmare liye bht zroori hai k hum isko samjhe jab tk hm isko samjhe gy ni hm is main kabhi bhi Kamyab ni ho skhte is liye hum isk channel ki confirmation k liye bhi wait krna chaiye or market ko bhi study krna chauye

    Secure Trading
    Dosto secure trading ke gharz se aap ko STOP LOSS ka istamal yakine banana chahye jis ke waja se trader ziada loss se bacha ja sakta hay
    Thank you for your attention
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stroller Average Range Channel

    WHAT ARE STOLLER AVERAGE RANGE CHANNEL :





    Stoller Average Range Channel ak bonds hote ha jes ko manning stoller na banaya tha is Stoller Average Range Channel ma two bands bante ha market ka charta ma ya bands market ka simple moving average ka above ma or below ma bante ha ya huma market ke price ka batate ha. Is ma jo upper band bante ha os ko banany ka liya adding kiya jata ha average true range ko or multiple kiya jata ha. Or is Stoller Average Range Channel ke lower band ko banna ka liya subtract kiya jata ha average true range ko simple moving average ka sath. Ya Stoller Average Range Channel market ma bands ke madad sa bnta ha or ya traders ko market ke price ka bullish ya bearish ke traf jana ka signal data ha. Jab ya channel ban jata ha to is ma market bullish ke traf jate ha lower band sa or market bearish ke traf jate ha upper band sa.





    FORMULA FOR STOLLER AVERAGE RANGE CHANNEL :





    STARC Band+​=SMA+(Multiplier×ATR)

    STARC Band−​=SMA−(Multiplier×ATR)


    where:


    SMA=Simple moving average, with lengthtypically between five and 10 periods

    ATR=Average True Range

    Multiplier=Factor to apply to ATR – two is commonbut can be adjusted for personal preference​





    WHAT DOES STOLLAR AVERAGE RANGE CHANNEL TELL US :





    Staller average range channel ak tyoe hote ha envelope channel ka ya huma market ka resistance or support level ka batate ha. Stoller Average Range Channel ak basic trading strategy ha is ma do bands hote ha jo market ka chart ma ak resistance level ka kareb hote ha or dosre support level ka kareb jote ha. Basic trading strategy is ma ya hote ha ka traders is ma sell ke trade ko enter karta ha jab market ke price upper band ka kareb hote ha yani jab market resistance level par hote ha or market reverse ho kar downward ke traf ate ha. Or is ma traders buy ke trade ko bottom sa enter karta ha ya trade below bands sa enter hote ha jo ka support level ka kareb bante ha is ma market reversal ho kar upward ke traf jate ha.






    DIFFERENT BETWEEN STARC BANDS AND BOLLINGER BANDS :





    Stoller Average Range Channel or Bollinger indecator dono market ma bands ke madad sa bante ha is ma bands simple moving average ke madad sa bante ha. Staller average range channel ke bands market ka adding average true range ka karna sa or is sa multiple karna sa bante ha or Bollinger ke bands market ka average true range sa subtract karna sa bante ha or is ma bhi do bands hote ha ak lower band or dosre upper band. In dono ke bands same hote ha or in bands ka kam bhi similar hota ha magar in dono bands ko identify karna ka liya different method use hota ha or in ke calculation bhi different hote ha. Or is ke bands market ka chart ma dakhna ma bhi kuch different nazer ate ha.

    اب آن لائن

    Working...
    X