trading k liye balance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    ji han trading start tu 1 dollar se bhi hu jati hai laikin ap kay pas itna balance huna zaroori hai jis mai risk manage hu sake aur ap ko aik stable amount har month ki milti rahay takay ap stisfied rahain aur over trading waghera aur lalach se bachay rahain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      ji haan bilkul sahi kaha ha apne wase tu trading bht kam se kam investment se bhi start ki ja sakhti hai magar kam investment main profit bhi kam hi hota ha aur zada loss hi hota ha aur zada investment se zada profit k chance hote hain is liye sahi kaha ha apne k pehle hame apni investment thori achi karni chaiye hai phir uske baad trading karni chaiye hai
       
      • #423 Collapse

        Sir ji thek hy apni to wesy... main ye kahunga k trading k liye ap k pas km sy kam 20% honay chahye kam sy kam sy agar ap trade start karengy to ap ka risk kam hoga apny kam k liye or hum ye kam apna agar ziyada sy shukru karengy to risk bhi ziyada hoga..........
        • #424 Collapse

          very good point broter agr ap k pass balance kaam ho ga to ap stocks ka volume kaam lai pay gay jis ki waja sy ap ka profit b kaam ho ga is lye aik achy balance k sath agar ap market mai enter ho gay to ap k kamaybi ky chances b ziada ho gay.
          • #425 Collapse

            han balance na ho to insaan udhaar ki traf bhe bhagta hai butt log us udhaar mangne wale ko kaafi kuch sunate b hai mai ye kehna chahoo ga k aap is mai posting b karian jis se ye hoga k ham bonus get ker k trading kar saktay hain jis se hamin logon ko udhar mang ker saharminda b nai hona pray ga
            • #426 Collapse

              trading me aik bohat important factor money management hota hai jis k mutabiq ap ko apni trading krni hoti hai or ye step ap ko bohat carefully lena parta hai. ap ko trading me aik limited amount invest krni chaye, na bohat small or na bohat large. is trhan k ap ko aik limited faida b rahy or ap k pas balance b zada rahy next trading k lye. to aik limited amount invest kren
              • #427 Collapse

                Assalam o alaikum.. Han ji aapne theek kaha achi trading k liye ache balance ki bhi zarorat parti hy, but main tamam traders ko ye advice kerna chahonga k jab tak aap acha experience gain na kerlo to bohat zyada investment na karo warna loss face kerna per skta hy..
                • #428 Collapse

                  G han mere bhai mai aap ki baat se agree karta hun agr aap k paas acha balance hai to aap market mein zayada time tak stand reh sakte hai aur aap k profit k chances bhi zayada ho jate hai is liye koshas karni chahain k aap ka balance zayada ho is se hi aap zayada kama sakte hai kum balance se trade karna mushkil hota hai aur aap k loss k chances zayada ho jate hai.
                  • #429 Collapse

                    ji ye sach hai trading k liye munasib balance ka hona b zarori hai ager hamare pas zarori balance hi na ho to ham kese trade kar pai ge is liye hame chahiye k kam se kam itna balance ho k trade ho sakte ache se.
                    • #430 Collapse

                      g biluk thek kaha hai aap ny bhai jan,q ky agr hamary pas ziada balance hu ga hum us sy ziada trading kr sken gy .ur ziada profit gain kr skty hain.agr balance kam hai tu aap ky lye mushkil hu ga trade krna
                      • #431 Collapse

                        trading blaance hasil karnay k baray mein yehi kaho ga k best way hai forex ke stage par ap easy ho jae gae forex-pak ku join karya bonus earn kar k trading karay aur profit withdraw karwae thankful for question
                         
                        • #432 Collapse

                          G han trading k liy zurori ha k ap k pas proper balance ho bht zaida required nhn ha kam sa kam b ap k pas 100 sssa 200$ tk tu hony chaye.
                           
                          • #433 Collapse

                            trading k liye balance ka maintain rkhna bhi zrori hota hy balance itna hona chahye k hum easly trading kr sken balance agr kum hoga to trading main humen mushkilat bhi hoskti hain
                            • #434 Collapse

                              Dear mery khyaal se yeh trader k skill per depend krta hai agr uc k skill acha hai tou woh kam bonus mein bhi achi earning kr skta hai mgr phir bhi zaruri hai k achi earning k liye acha bonus hona chahiye warna hamyn boht kam profit ho ga...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                jee haan aap ka point valid hai. trading kerny k liye ek reasonable amount ka hona zaroori hai verna sell purchase main mushkil hoti hai aur agar small amount main loss ho jaaye then amount khatam ho jaati hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X